Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bermuda Triangle

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bermuda Triangle

    Bermuda Triange kya hai

    Yeh Atlantic Ocean mein hai, People, ships and planes mysteriously vanished there.

    Kisi ko ma'aloom ho to apni informations ka share karen, ke Bermuda Triangle kya hai, iske daiyere mein jaane wala ship ya plane ghayab kyon ho jaata hai.
    Attached Files
    Last edited by Spy009; 6 September 2005, 07:29.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

  • #2
    Re: Bermuda Triangle

    bhai main ne bhi bare main paraha hay aur bara tajussas peda hoa hay mujhey bhi info chahye agar koi is bare mian janta ho top plzzzzz yahan batye :)
    Allah

    Comment

    • #3
      Re: Bermuda Triangle

      [B]well
      thora bohat main ne bhe parha hay
      bass itna he samj aata hay kay
      bermoda tringle main koi chemicl attrction aisa hay js ki waja say wahan say guzarnay walay ships .. aur is trgle kay ooper fly karnay walay jahaz aur birds apna tawazun khodetey hein.

      is mamlay mein insani aqal heyraan hay , kafi tehqeeqat hoi hain aur ab tak ho rahi hain .
      few days ago , ik story read ki thi, jis mein aik ship ke brmoda main garq honay ka tazkira tha .. to us ship k clock milnay ka bataya gia tha kay us ship say wireless pey jis time contct howa tha , aur capten ne khouf say chekhein mari thein ... then contct khatam hogia thaa ... us kay baad us ship say cntct toot giya thaa to, woh clock same time ruka howa tha .. mujhay sahi tor say yaad nahi hay kay wo clock baad main mila kesay ..ya us clock tak rasaai kesay howi ,, may be ye sab just stories hee hon,, walla o bililm sawab .

      Comment

      • #4
        Re: Bermuda Triangle

        in links par dekhen kafi maloomat mil jaen gi is bare me :)

        http://www.bermuda-triangle.org

        http://www.history.navy.mil/faqs/faq8-1.htm

        Comment

        • #5
          Re: Bermuda Triangle

          okay chk kartay hain

          Comment

          • #6
            Re: Bermuda Triangle

            Originally posted by dill_k_chain

            Very nice DKC, I appreciated such type of answer, hame yehan yehi zyadah se zyadh informations share karna hai
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment

            • #7
              Re: Bermuda Triangle

              Originally posted by shy
              in links par dekhen kafi maloomat mil jaen gi is bare me :)

              http://www.bermuda-triangle.org

              http://www.history.navy.mil/faqs/faq8-1.htm
              Shy links ka to mujhey bhi pata hai, yehan pe apni zubaan mein information de detein achha tha
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment

              • #8
                Re: Bermuda Triangle

                Wow... kool... general knowledge k liya... Shuqria sab ka share karnai ka...
                keep smiling All. :)
                "I love you till eternity and that's a vow...
                ...And this I promise you, that my promise is worth a million lives..
                I can never break my promise to you for it meant my life.. "

                Comment

                • #9
                  Re: Bermuda Triangle

                  Originally posted by dill_k_chain
                  [B]well
                  thora bohat main ne bhe parha hay
                  bass itna he samj aata hay kay
                  bermoda tringle main koi chemicl attrction aisa hay js ki waja say wahan say guzarnay walay ships .. aur is trgle kay ooper fly karnay walay jahaz aur birds apna tawazun khodetey hein.

                  is mamlay mein insani aqal heyraan hay , kafi tehqeeqat hoi hain aur ab tak ho rahi hain .
                  few days ago , ik story read ki thi, jis mein aik ship ke brmoda main garq honay ka tazkira tha .. to us ship k clock milnay ka bataya gia tha kay us ship say wireless pey jis time contct howa tha , aur capten ne khouf say chekhein mari thein ... then contct khatam hogia thaa ... us kay baad us ship say cntct toot giya thaa to, woh clock same time ruka howa tha .. mujhay sahi tor say yaad nahi hay kay wo clock baad main mila kesay ..ya us clock tak rasaai kesay howi ,, may be ye sab just stories hee hon,, walla o bililm sawab .
                  :thmbup:
                  mey bhi bas itna hi jaanti hun .... kuch log issey "devil triangle" bhi kehtey hein...
                  ye jo chemical attraction hai ...shayad wahan force of gravity bohot ziada ho tabhi wo sabhi ko apni tarf khench leyta hai ...itni ziada force key sath key sab kuch aik dam sey ghaib...
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Bermuda Triangle

                    Bohat muddat pehley main ney is per search ki aur uskey baad yeh khulasa akhaz kiya:
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: Bermuda Triangle

                      Iska doosra hissah:
                      Attached Files
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: Bermuda Triangle

                        wah Masood bhai bari achi info di hay shukrya share karne ka :)
                        Allah

                        Comment

                        • #13
                          Re: Bermuda Triangle

                          Thanks Masood,

                          Barmuda Triangle ka information dene ka
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment

                          • #14
                            Re: Bermuda Triangle

                            wow grrrrrr8 infoo:)

                            Comment

                            • #15
                              Re: Bermuda Triangle

                              :em:

                              Comment

                              Working...
                              X