Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~lehsan~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~lehsan~

    :salam:
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: ~lehsan~

    ager yeh Gas ko khatam ker daita hay to pher bara masla huga
    logoon ka chuhla kaisy jaly ga?

    Comment


    • #3
      Re: ~lehsan~

      nice info.....

      Comment


      • #4
        Re: ~lehsan~

        interesting
        thanks
        :alhamd:

        Comment


        • #5
          Re: ~lehsan~

          NICE info Jhumroo

          Comment


          • #6
            Re: ~lehsan~

            Assalm-o_Alikum WR WB

            Very nice INFO

            FeaamnAllah
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


            Comment


            • #7
              Re: ~lehsan~

              mujhy lehasan khany mein buht pasand hai.............. nice sharing......be happy :rose
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • #8
                Re: ~lehsan~

                Originally posted by Jhumroo
                kisii bhii cheez ke iste'maal meN ai'tedaal baratnaa bahot zaroorii hai. uscheez ke fawaaid ke bajaaye nuqsaanaat ho jaate haiN agar unkaa zaroorat se ziyaada iste'maal kiyaa jaaye to.

                PRECAUTIONARY NOTE:

                mere ek azeez haiN jo lehsun kaa inhiiN fawaayid ke madd e nazar bahot iste'maal karte the. ek baar vo India gaye to vahaN unkii tabii'yat bahot Kharaab ho gii...fauran Canada vaapis aaye aur phir pataa chalaa k unkii aaNtoN kii lining meN abrasions [scratches] aa gaye haiN [capillaries bursted as a result] aur internal bleeding ho gaii.

                unko bahot takleef huii...6 mahine tak bahot halka phulkaa khaanaa khaanaa paRaa in order to heal the damages to the inside lining of the intestines. 6 mahine tak soup aur ,oong kii daal kii paanii jaisii patlii khhichRii khaanii paRii.

                isii taraH mere bhai saaHib laung kaa bahot iste'maal kiyaa karte the...cigarette chhoRii to chhoTi ilaa'ichii aur laung khaane lage...achaanak unkii bahot tabii'at Kharaab ho gaii...unkaa ulcer burst ho gayaa thaa...jaan ke laale paR gaye the...magar barwaqt tibbi imdaad mil gaii aur Allah ne chuNkii unkii qazaa nahiiN likkhi thii lihaaza alHamdolillah vo Theek ho gaye.

                bas aitedaal zaroorii hai...shukria paRhne kaa.
                :rose
                nice info: lekin wessay aap se ye kis nay kaha hai k 24/7 lehsan ko khatay rahein ...obviously her shay etedaal k saath hee achhi rehty hai ...Access to kisi bhi cheez ka achha nahin
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: ~lehsan~

                  Originally posted by ~Khalil~
                  ager yeh Gas ko khatam ker daita hay to pher bara masla huga
                  logoon ka chuhla kaisy jaly ga?
                  :tauba
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~lehsan~

                    Originally posted by jaazba
                    interesting
                    thanks
                    Thanks:rose
                    sigpic

                    Comment

                    Working...
                    X