Assalaam-O-Alaikum All
Kehtay hain jab dimagh per bohat ziyda dabayoo hoo tou zehni sukoon haasil karnay kay liye apnay roz marra mahool main kuch tabdeeli laani chayeh jiss say aap ka zehan bharpoor BREAK lay sakay aur refresh hokar manzar-e-aam par aayay!
Mujhay bhi aisa mehsoos horaha hay kay its time to break now, bas aap sab say ijaazat maang ker kuch arsay kay liye iss forum say juda hona chahta hoon, jaanay anjaanay meri baatoon say agar aap main say kisi ko bhi kisi bhi kisam ki koi bhi takleef hoye hoo tou usski tah-e-dil say mua'afi chahta hoon.
INSHA-ALLAH jald hi mulaqaat hogi, apna bohat khayal rakhyeh ga, meri purkhuloos duwayain aap kay aur aap kay ahl-e-khana kay saath humesha rahain giin.
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
Aap sab ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar
Fi amaan ALLAH

Comment