Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

    Assalaam-O-Alaikum All

    Kehtay hain jab dimagh per bohat ziyda dabayoo hoo tou zehni sukoon haasil karnay kay liye apnay roz marra mahool main kuch tabdeeli laani chayeh jiss say aap ka zehan bharpoor BREAK lay sakay aur refresh hokar manzar-e-aam par aayay!

    Mujhay bhi aisa mehsoos horaha hay kay its time to break now, bas aap sab say ijaazat maang ker kuch arsay kay liye iss forum say juda hona chahta hoon, jaanay anjaanay meri baatoon say agar aap main say kisi ko bhi kisi bhi kisam ki koi bhi takleef hoye hoo tou usski tah-e-dil say mua'afi chahta hoon.

    INSHA-ALLAH jald hi mulaqaat hogi, apna bohat khayal rakhyeh ga, meri purkhuloos duwayain aap kay aur aap kay ahl-e-khana kay saath humesha rahain giin.

    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

    Aap sab ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

    Fi amaan ALLAH
    sigpic

  • #2
    Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

    Walaikum Assalam

    :think:

    Comment

    • #3

      Originally posted by thefire1 View Post
      Assalaam-O-Alaikum All

      walikuam-o-salam u aklela

      Originally posted by thefire1 View Post
      Kehtay hain

      kon kahtey hain?:think:

      Originally posted by thefire1 View Post
      jab dimagh per

      aap k pass dimagh hai kia?:khi:

      Originally posted by thefire1 View Post
      refresh hokar

      F5 Press kerooo aur refresh ho jaooo:shyy:

      Originally posted by thefire1 View Post
      , jaanay anjaanay meri baatoon say agar aap main say kisi ko bhi kisi bhi kisam ki koi bhi takleef hoye hoo tou usski tah-e-dil say mua'afi chahta hoon.

      mein ney maafi koi nahi deniii:shyy:

      Originally posted by thefire1 View Post
      INSHA-ALLAH jald hi mulaqaat hogi, apna bohat khayal rakhyeh ga, meri purkhuloos duwayain aap kay aur aap kay ahl-e-khana kay saath humesha rahain giin.

      InshAllah chache jeee u be apna buht sara khyal rakhna i know k ab hamri chachi aney wali hain isey laey tusi lambi break laey leee hai:shyy:

      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment

      • #4
        Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

        walaikum salam

        have a pursukoon break :]
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

          Aap kiyon itnay parayshan hojaatay hain, I will be around :)

          Originally posted by MSA View Post
          Walaikum Assalam

          :think:

          Thank you Z. :)
          Originally posted by Z. View Post
          walaikum salam

          have a pursukoon break :]
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

            :pgame:

            Wohi kehtay hain jinn kay paas dimagh hota hay aap ki tarah :lol

            Hota tou aap say yaari karta

            Abhi karta hoon Refresh sabar karain :)

            Tou naa dain main nay zabardasti paKar laini hay :lol

            :)

            Originally posted by Tanha Hassan View Post
            [/SIZE]

            walikuam-o-salam u aklela

            kon kahtey hain?:think:

            aap k pass dimagh hai kia?:khi:

            F5 Press kerooo aur refresh ho jaooo:shyy:

            mein ney maafi koi nahi deniii:shyy:

            InshAllah chache jeee u be apna buht sara khyal rakhna i know k ab hamri chachi aney wali hain isey laey tusi lambi break laey leee hai:shyy:
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

              Originally posted by thefire1 View Post
              Assalaam-O-Alaikum All

              Kehtay hain jab dimagh per bohat ziyda dabayoo hoo tou zehni sukoon haasil karnay kay liye apnay roz marra mahool main kuch tabdeeli laani chayeh jiss say aap ka zehan bharpoor BREAK lay sakay aur refresh hokar manzar-e-aam par aayay!

              Mujhay bhi aisa mehsoos horaha hay kay its time to break now, bas aap sab say ijaazat maang ker kuch arsay kay liye iss forum say juda hona chahta hoon, jaanay anjaanay meri baatoon say agar aap main say kisi ko bhi kisi bhi kisam ki koi bhi takleef hoye hoo tou usski tah-e-dil say mua'afi chahta hoon.

              INSHA-ALLAH jald hi mulaqaat hogi, apna bohat khayal rakhyeh ga, meri purkhuloos duwayain aap kay aur aap kay ahl-e-khana kay saath humesha rahain giin.

              May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

              Aap sab ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

              Fi amaan ALLAH
              Walaikum asalam bro,

              jee bilkul life mei aesi hota hai ke jab ap kuch pal ke liay sab se alag hona chahte hain... mere sath kafi dafa ho chuka hai... ap jahan rahein khush rahein aur ALLAH apki mushkilat mei asani ata farmiay (Ameen). will miss u a lot bro :(

              Comment

              • #8

                Aray Nahin :) aisi baat nahin hay kay main alag hona chahta hoon, its just a short break, bas apni trip ki tayyari karni hay, filhaal tou yahi hoon, will leave soon, I will miss you too PakGates :)

                Originally posted by pakgates View Post
                Walaikum asalam bro,

                jee bilkul life mei aesi hota hai ke jab ap kuch pal ke liay sab se alag hona chahte hain... mere sath kafi dafa ho chuka hai... ap jahan rahein khush rahein aur ALLAH apki mushkilat mei asani ata farmiay (Ameen). will miss u a lot bro :(
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

                  Originally posted by thefire1 View Post
                  Assalaam-O-Alaikum All

                  Kehtay hain jab dimagh per bohat ziyda dabayoo hoo tou zehni sukoon haasil karnay kay liye apnay roz marra mahool main kuch tabdeeli laani chayeh jiss say aap ka zehan bharpoor BREAK lay sakay aur refresh hokar manzar-e-aam par aayay!

                  Mujhay bhi aisa mehsoos horaha hay kay its time to break now, bas aap sab say ijaazat maang ker kuch arsay kay liye iss forum say juda hona chahta hoon, jaanay anjaanay meri baatoon say agar aap main say kisi ko bhi kisi bhi kisam ki koi bhi takleef hoye hoo tou usski tah-e-dil say mua'afi chahta hoon.

                  INSHA-ALLAH jald hi mulaqaat hogi, apna bohat khayal rakhyeh ga, meri purkhuloos duwayain aap kay aur aap kay ahl-e-khana kay saath humesha rahain giin.

                  May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                  Aap sab ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

                  Fi amaan ALLAH
                  Wa Alaikum Aslam,

                  Ali miyaan kia ho gaya tumhein? Tum itnay niraash kyoon ho gaye. Hum se gupshup lagao aa ke zehan fresh ho jaye ga. Aur haan yaar ager hum se koi ghalti hui ho to us ki moaafi bhi maang lete hein. Yahan per mazak chalta rehta he, so don't take it too serious.

                  You have always been more than welcome. I wish you stay here and change your mind by being frank with PG fellows.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

                    Assalaam-O-Alaikum

                    Aamir bhai, aap sab say kabhi kisi kisam ki koi naarazgi ka tasawurr bhi nahin kar sakta, I am with you always like a friend, like a brother INSHA-ALLAH as long as my breath permits :)

                    Aaj shayeri paRhnay ka mood horaha so I am in poetry section, will come soon in GS to have some rola rappa with you guys, I hope you you wont mind :) Love you and every member of this lovely family.

                    Take care and have lots of fun.

                    Fi amaan ALLAH

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Wa Alaikum Aslam,

                    Ali miyaan kia ho gaya tumhein? Tum itnay niraash kyoon ho gaye. Hum se gupshup lagao aa ke zehan fresh ho jaye ga. Aur haan yaar ager hum se koi ghalti hui ho to us ki moaafi bhi maang lete hein. Yahan per mazak chalta rehta he, so don't take it too serious.

                    You have always been more than welcome. I wish you stay here and change your mind by being frank with PG fellows.
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Assalaam-O-Alaikum All

                      Kehtay hain jab dimagh per bohat ziyda dabayoo hoo tou zehni sukoon haasil karnay kay liye apnay roz marra mahool main kuch tabdeeli laani chayeh jiss say aap ka zehan bharpoor BREAK lay sakay aur refresh hokar manzar-e-aam par aayay!

                      Mujhay bhi aisa mehsoos horaha hay kay its time to break now, bas aap sab say ijaazat maang ker kuch arsay kay liye iss forum say juda hona chahta hoon, jaanay anjaanay meri baatoon say agar aap main say kisi ko bhi kisi bhi kisam ki koi bhi takleef hoye hoo tou usski tah-e-dil say mua'afi chahta hoon.

                      INSHA-ALLAH jald hi mulaqaat hogi, apna bohat khayal rakhyeh ga, meri purkhuloos duwayain aap kay aur aap kay ahl-e-khana kay saath humesha rahain giin.

                      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                      Aap sab ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

                      Fi amaan ALLAH

                      walikum salam...:hii:

                      aray mjko roktay rokat ap kahan chal dea wapis aaen ham apka mind refresh kr dyty hn:fight:
                      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

                        Aap ka deisgn dekhay baghair kahin nahin jaanay waala :lol

                        Originally posted by crystal_thinking View Post
                        walikum salam...:hii:

                        aray mjko roktay rokat ap kahan chal dea wapis aaen ham apka mind refresh kr dyty hn:fight:
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

                          Walaikom Assalam ....
                          have good time, a wonderful break bhai ji.....:rose
                          n FiamanALLAH
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

                            Thank you Rida jee:)
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~thefire1~ says ALWIDA PEGHAM, need a break!

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Assalaam-O-Alaikum

                              Aamir bhai, aap sab say kabhi kisi kisam ki koi naarazgi ka tasawurr bhi nahin kar sakta, I am with you always like a friend, like a brother INSHA-ALLAH as long as my breath permits :)

                              Aaj shayeri paRhnay ka mood horaha so I am in poetry section, will come soon in GS to have some rola rappa with you guys, I hope you you wont mind :) Love you and every member of this lovely family.

                              Take care and have lots of fun.

                              Fi amaan ALLAH
                              Don't deliberately restrict yourself to particular section. Enjoy the versatility of sections and have fun.

                              No doubt you are a nice human being, but I personally want you to be more open with PG fellows instead of being formal. :taali:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X