Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shahia rehlat Farma gae.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Shahia rehlat Farma gae.

    Moaziz Qare'een!
    meray ustaaz-e-mohtaram, "Neend meiN Chalti Hawa" aur "Dozakh meiN Pehli Barish" ke Khaliq janaab-e-"Najm-ul-Asghar Shahia" 20 Feb. 2010 ko multan meiN rehlat farma gae,
    marhoom ko aglay roz 21 Feb. 2010 ko qabristan Lakkar Mandi, Multan meiN sapurd-e-khaak kar dia gia,

    Shahia marhoom ki umr 65 baras thee. Najam ul Asghar Shahia apnay munfarid lab-o-lehjay aur khaaS taur par Nazm ke hawaale se mulk bhar meiN numaayaN muqaam rakhtay thay,

    Najm-ul-Asghar Shahia aik darwaish Sift insaan thay,

    aap ahbaab se marhoom ke liyay doa-e-maghfirat ki darkhast hae.

    un ki donooN kkutab Raqim-ul-haroof (Ameen Asim) ne shaya keeiN.


    Wassalam

    Ameen Asim
    Attached Files

  • #2
    Re: Shahia rehlat Farma gae.

    May Allah Blessed His soul in High Placed of jaant (ameen)
    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

    Comment


    • #3
      Re: Shahia rehlat Farma gae.

      ALLAH maghfirat farmaye
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: Shahia rehlat Farma gae.

        Allah Unki Aur Tamaam Muslims Ki
        Maghfirat Farmaen! Aameen!
        :oldie:
        S T I L L W A I T I N G
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Shahia rehlat Farma gae.

          Originally posted by Ameen Asim View Post
          Moaziz Qare'een!
          meray ustaaz-e-mohtaram, "Neend meiN Chalti Hawa" aur "Dozakh meiN Pehli Barish" ke Khaliq janaab-e-"Najm-ul-Asghar Shahia" 20 Feb. 2010 ko multan meiN rehlat farma gae,
          marhoom ko aglay roz 21 Feb. 2010 ko qabristan Lakkar Mandi, Multan meiN sapurd-e-khaak kar dia gia,

          Shahia marhoom ki umr 65 baras thee. Najam ul Asghar Shahia apnay munfarid lab-o-lehjay aur khaaS taur par Nazm ke hawaale se mulk bhar meiN numaayaN muqaam rakhtay thay,

          Najm-ul-Asghar Shahia aik darwaish Sift insaan thay,

          aap ahbaab se marhoom ke liyay doa-e-maghfirat ki darkhast hae.

          un ki donooN kkutab Raqim-ul-haroof (Ameen Asim) ne shaya keeiN.


          Wassalam

          Ameen Asim

          ALLAH TALA marhoom ki maghfirat fermaaye ...aur un kay ghar waloon ko himmat aur sabr ata fermaaye AMEEN SUM AMEEN
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: Shahia rehlat Farma gae.

            Inna Lillah-e-Wa Inna Ilahy-e-Rajeoun
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Shahia rehlat Farma gae.

              ALLAH unn kii maghfirat farmaye
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              Working...
              X