Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mujay kuch nahi kehna

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: mujay kuch nahi kehna

    Originally posted by Tanha Hassan View Post
    ohhhhhh yara bas ab bas aur koi kaam be ker lia kerooo chal changey changey Tutriol likh aur muje be changa designer bana daey mein phir teri shadi mein porey 10 rupees fakeeroo ko doon ga372-haha372-haha372-haha
    main bhi fakeer hi hon , wo 10 rupee muje de dena , dua doon ga.embassy ki dabbi le loon ga na.

    Comment


    • #17
      Re: mujay kuch nahi kehna

      Originally posted by admin View Post


      aabid bhai aap ka rawwiya drust nahin! Aap islaah zaroor kijiye, isi liyey aap pegham per hain keh logon ki islaah karein. Aap key paas ilm hai jo allah ka inaam hai - magar aap alfaaz key chunao mein dil'aazari kar jatey ho. Aik nukta'cheen key liye bohat zaroori hai keh woh jab bhi kisi amar per lab'kushaii karey uskey alfaaz aisey honey chahiyey keh us mein mazmoon per baat ho na keh mazmoon nigar per. Aap aksar is baat ko gad'mad kar jatey hain. is post mein aap ka tareeqa'kaar qatii qabil-e-qabool nahin, aap ko ma'zrat karni chahiyey!

      yeh meri aap ko officially warning bhi hai.
      اسلام علیکم ایڈمن بھائی !
      آپ نے مجھے وارننگ تو دے دی خیر ۔ ۔ ۔
      ایڈمن بھائی جب میں نے وہ پوسٹ پڑھی اور اس کا پہلا ہی مصرعہ پڑھا تو میں وہیں رُک گیا اور میں کافی دیر تک سوچتا رہا کہ یہ ہماری کیا حالت ہوگئی ہے مجھے سمجھ میں نہیں آرہا تھا کہ اپنی قوم کی اس حالت پر روؤں یا ہنسوں کہ ہم میں سے کوئی ایک شخص ایک عبارت یا جملہ پڑھتا ہے یا سنتا ہے پھر اسے اپنے قلم سے تحریر کرتا ہے سجاتا اور سنوارتا ہے مگر اس تمام دورانیئے میں کسی ایک بھی پل ، لمحہ، گھڑی یا ساعت میں وہ عبارت یا جملہ اس کے ذہن پر اپنی معنوی اغلاط کو ظاہر نہیں کرتا میں کافی دیر تک سوچتا رہا کہ آخر یہ کیا ماجراء ہے کہ ہم ایک واضح اور صریح غلط عبارت کو پڑھتے یا لکھتے یا سنتے ہیں مگر ہمارے ذہن کے کسی کونے کھدرے میں اس عبارت یا جملے کا معنوی طور پر مجروح ہونا ظاہر نہیں ہوتا اور نہ ہی ہمارے فہم پر یہ بات روشن ہوتی ہے کہ یہ جملہ یا عبارت صریحا غلط ہے ۔ لہزا میرا فہم تو یہ سمجھنے سے عاری تھا کہ آخر ایسا کیسے ممکن ہے؟ کہ ایک پڑھے لکھے آدمی سے اس قسم کی حرکت سرزد ہو اور دیگر پڑھنے اور سننے والے افراد بھی بعینہ وہی رویہ اپناتے ہوئے اسکی اس حرکت میں ہمنوا بن جائیں لہذا یہی وجہ تھی کے اپنا رپلائی وہاں دیتے ہوئے میری لہجے میں طنز در آیا اور ایسے میں ، میں نے اپنے کلمات تحریر کیے تو مجھے اندازہ تھا کہ ان کا ری ایکشن کچھ اسی قسم کا آئے گا ۔خیر جب میں اپنے کلمات تحریر کرچکا تو میرے ذہن میں یہ بات بھی آئی کے ہوسکتا کہ یہ غلطی جلدی کرنے کی وجہ سے آئی ہو اور شئر کرنے والے نے جلدی میں ان کلمات کی معنویت پر غور نہ کیا ہو اور تمام داد والے بھی اسی صورتحال کا شکار ہوں اگرچہ یہ بڑی دور اذکار تاویل تھی
      خیر اسی بنا پر میں نے طے کرلیا تھا کہ اپنے ابتدائی رویہ کا ازالہ کسی نہ کسی صورت میں کردوں گا ۔ ۔
      مگر جب عاطف صاحب کا جوابی رپلائی آیا تو اس نے میرے ابتدائی رویئے کے درست ہونے پر تصدیق کی مہر کچھ یوں ثبت کردی کہ عاطف صاحب کو انھی کلمات کے حق ہونے کا اصرار تھا . . کیونکہ عاطف صاحب کے جوابی رپلائی کے ابتدائی کلمات ہی اپنی اس غلطی کی جسٹی فیکیشن کے طور پر تھے اور پھر جس جس طرح سے انھوں نے مجھے براہ راست مخاطب کرتے ہوئے جو جو سنایا اور اپنی اس حرکت کی جو بھونڈی اور احمقانہ تاویل کی تو پھر اسکے بعد اس بات کا کوئی جواز باقی نہیں بچتا کہ عاطف صاحب سے وہ غلطی محض جلد بازی کی بنا پر وقوع ہوئی ہو بلکہ اگر آپ ان کے رپلائی کو بغور پڑھیں تو آپ پر یہ بخوبی روش ہوگا کہ کس بھونڈے انداز سے وہ اپنی بات کی تاویل کرتے ہوئے انہی کلمات کے حق ہونے پر مصر ہیں اور پھر اس کے مزید جواز کے بطور کسی اللے تللے کا اس کلام کو انھی الفاظ کے ساتھ گانا بطور سورس پیش کرتے ہیں تو پھر آپ ہی بتلائیے کہ بھلا اس سب کے بعد یہ کہنے کی گنجائش کہاں بچتی کے وہ کلام عاطف صاحب سے جلدی میں غلط شئر ہوگیا؟؟؟؟ لہذا عاطف صاحب کی اس کلام پر ان بھونڈی تاویلات کو آپ اگر کوئی مناسب اصطلاح دے سکتے ہیں تو آپ ہی بتلا دیجئے وگرنہ سوائے احمقانہ پن کے اور کوئی دوسری اصطلاح میری سمجھ میں تو نہیں آتی ؟؟؟

      رہ گئی آپ کی مجھے وارننگ دینے کی بات تو وہ میری سمجھ سے بالا تر ہے کہ آخر آپ نے مجھے وارننگ کس بات کی دی ہے ؟؟؟؟؟ کیا میں نے اخلاق سے گری ہوئی کوئی گھٹیا زبان کسی کے خلاف استعمال کی تھی ؟؟؟؟ یا براہ راست کسی کو مخاطب کرکے تو ٹراک کی تھی ؟؟ جیسا میں نے کیا اس سے بھی بڑھ کر عاطف صاحب نے میرے ساتھ کیا تو پھر وراننگ کا حق دار فقط میں ہی کیوں ؟؟؟؟؟؟؟نیز اگر میرے رپلائی میں کوئی غیر اخلاقی حرکت ہے تو آپ اس کی نشاندہی کیجئے اور میرے ان الفاظ کو یہاں کوٹ کرکے مجھے وارننگ دیجیئے جو کے میرے لیے قابل قبول بھی ہو ۔ ۔والسلام
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #18
        Re: mujay kuch nahi kehna

        ap ka lehja bohat rude zalimana jarhana tashadud hana hota hain me ko pataa hain372-haha

        ap ny jo kaha bilkol sahe kaha per bhai kisi ko smajhana he to tora piyar sy itne guse main kiyon ap to itna gusa kerty hain k aschi baat b kehty hain to lgta hain pata nhe kia keh diya hain apne lehjay main tori nermi rekha kerain bhai ilam jo diya gaya ya ap ny jo ilam hasil kai si ka metble yeh nhe hota k guse sy dera dera k bachon ko kot kot k samjhaya jaye apnelehjay main nermi rekhaain gay to logo ko apni galition ka ihsas b ho ga aur wo samjhain gay b k unho ny keb kahan kayse galti ki hain ayse ap baat kerain gy to lagy ga k pata neh kia kia keh diya hain aur zarori nhe hota k gair ikhlaqi words he use kero to wo burai main ajain belkay bhai jan guse main kahye gaye words aschy b hon wo pher b bory lgty hain :shyy:
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: mujay kuch nahi kehna

          Originally posted by aabi2cool View Post
          اسلام علیکم ایڈمن بھائی !
          آپ نے مجھے وارننگ تو دے دی خیر ۔ ۔ ۔
          ایڈمن بھائی جب میں نے وہ پوسٹ پڑھی اور اس کا پہلا ہی مصرعہ پڑھا تو میں وہیں رُک گیا اور میں کافی دیر تک سوچتا رہا کہ یہ ہماری کیا حالت ہوگئی ہے مجھے سمجھ میں نہیں آرہا تھا کہ اپنی قوم کی اس حالت پر روؤں یا ہنسوں کہ ہم میں سے کوئی ایک شخص ایک عبارت یا جملہ پڑھتا ہے یا سنتا ہے پھر اسے اپنے قلم سے تحریر کرتا ہے سجاتا اور سنوارتا ہے مگر اس تمام دورانیئے میں کسی ایک بھی پل ، لمحہ، گھڑی یا ساعت میں وہ عبارت یا جملہ اس کے ذہن پر اپنی معنوی اغلاط کو ظاہر نہیں کرتا میں کافی دیر تک سوچتا رہا کہ آخر یہ کیا ماجراء ہے کہ ہم ایک واضح اور صریح غلط عبارت کو پڑھتے یا لکھتے یا سنتے ہیں مگر ہمارے ذہن کے کسی کونے کھدرے میں اس عبارت یا جملے کا معنوی طور پر مجروح ہونا ظاہر نہیں ہوتا اور نہ ہی ہمارے فہم پر یہ بات روشن ہوتی ہے کہ یہ جملہ یا عبارت صریحا غلط ہے ۔ لہزا میرا فہم تو یہ سمجھنے سے عاری تھا کہ آخر ایسا کیسے ممکن ہے؟ کہ ایک پڑھے لکھے آدمی سے اس قسم کی حرکت سرزد ہو اور دیگر پڑھنے اور سننے والے افراد بھی بعینہ وہی رویہ اپناتے ہوئے اسکی اس حرکت میں ہمنوا بن جائیں لہذا یہی وجہ تھی کے اپنا رپلائی وہاں دیتے ہوئے میری لہجے میں طنز در آیا اور ایسے میں ، میں نے اپنے کلمات تحریر کیے تو مجھے اندازہ تھا کہ ان کا ری ایکشن کچھ اسی قسم کا آئے گا ۔خیر جب میں اپنے کلمات تحریر کرچکا تو میرے ذہن میں یہ بات بھی آئی کے ہوسکتا کہ یہ غلطی جلدی کرنے کی وجہ سے آئی ہو اور شئر کرنے والے نے جلدی میں ان کلمات کی معنویت پر غور نہ کیا ہو اور تمام داد والے بھی اسی صورتحال کا شکار ہوں اگرچہ یہ بڑی دور اذکار تاویل تھی
          خیر اسی بنا پر میں نے طے کرلیا تھا کہ اپنے ابتدائی رویہ کا ازالہ کسی نہ کسی صورت میں کردوں گا ۔ ۔
          مگر جب عاطف صاحب کا جوابی رپلائی آیا تو اس نے میرے ابتدائی رویئے کے درست ہونے پر تصدیق کی مہر کچھ یوں ثبت کردی کہ عاطف صاحب کو انھی کلمات کے حق ہونے کا اصرار تھا . . کیونکہ عاطف صاحب کے جوابی رپلائی کے ابتدائی کلمات ہی اپنی اس غلطی کی جسٹی فیکیشن کے طور پر تھے اور پھر جس جس طرح سے انھوں نے مجھے براہ راست مخاطب کرتے ہوئے جو جو سنایا اور اپنی اس حرکت کی جو بھونڈی اور احمقانہ تاویل کی تو پھر اسکے بعد اس بات کا کوئی جواز باقی نہیں بچتا کہ عاطف صاحب سے وہ غلطی محض جلد بازی کی بنا پر وقوع ہوئی ہو بلکہ اگر آپ ان کے رپلائی کو بغور پڑھیں تو آپ پر یہ بخوبی روش ہوگا کہ کس بھونڈے انداز سے وہ اپنی بات کی تاویل کرتے ہوئے انہی کلمات کے حق ہونے پر مصر ہیں اور پھر اس کے مزید جواز کے بطور کسی اللے تللے کا اس کلام کو انھی الفاظ کے ساتھ گانا بطور سورس پیش کرتے ہیں تو پھر آپ ہی بتلائیے کہ بھلا اس سب کے بعد یہ کہنے کی گنجائش کہاں بچتی کے وہ کلام عاطف صاحب سے جلدی میں غلط شئر ہوگیا؟؟؟؟ لہذا عاطف صاحب کی اس کلام پر ان بھونڈی تاویلات کو آپ اگر کوئی مناسب اصطلاح دے سکتے ہیں تو آپ ہی بتلا دیجئے وگرنہ سوائے احمقانہ پن کے اور کوئی دوسری اصطلاح میری سمجھ میں تو نہیں آتی ؟؟؟

          رہ گئی آپ کی مجھے وارننگ دینے کی بات تو وہ میری سمجھ سے بالا تر ہے کہ آخر آپ نے مجھے وارننگ کس بات کی دی ہے ؟؟؟؟؟ کیا میں نے اخلاق سے گری ہوئی کوئی گھٹیا زبان کسی کے خلاف استعمال کی تھی ؟؟؟؟ یا براہ راست کسی کو مخاطب کرکے تو ٹراک کی تھی ؟؟ جیسا میں نے کیا اس سے بھی بڑھ کر عاطف صاحب نے میرے ساتھ کیا تو پھر وراننگ کا حق دار فقط میں ہی کیوں ؟؟؟؟؟؟؟نیز اگر میرے رپلائی میں کوئی غیر اخلاقی حرکت ہے تو آپ اس کی نشاندہی کیجئے اور میرے ان الفاظ کو یہاں کوٹ کرکے مجھے وارننگ دیجیئے جو کے میرے لیے قابل قبول بھی ہو ۔ ۔والسلام
          aap ne apni post mein muje "bhonda aur ahmak" kaha. Admin sahab sou rahay hain shayad. mohtaram , main yahan bakwas sunay nahi ata. aap yahan rahiye aur logon ko indirect galian dijiye. kam se kam ab main is forum per thehar nahi sakta. ajeeb insaan hein aap, main aap janab kar ke baat kar raha hun aur aap muje ahmak aur bhonda kahay ja rahay hain,
          Admin sahab aap ke is tarah ke users ko main hidayat ki dua de sakta hon , hidayat dena mere bas main nahi.
          fee aman Allah.

          Comment


          • #20
            Re: mujay kuch nahi kehna

            Originally posted by atif saad View Post
            aap ne apni post mein muje "bhonda aur ahmak" kaha. Admin sahab sou rahay hain shayad. Mohtaram , main yahan bakwas sunay nahi ata. Aap yahan rahiye aur logon ko indirect galian dijiye. Kam se kam ab main is forum per thehar nahi sakta. Ajeeb insaan hein aap, main aap janab kar ke baat kar raha hun aur aap muje ahmak aur bhonda kahay ja rahay hain,
            admin sahab aap ke is tarah ke users ko main hidayat ki dua de sakta hon , hidayat dena mere bas main nahi.
            Fee aman allah.
            تو میرے حضور جب آپ کو " قلندر کے اخلاق کے قدموں پے نہ گرنے " پر اصرار بھی ہو اور اس پر آپ درج زیل مضحکہ خیز تاویل بھی پیش فرمائیں تو آپ ہی بتلائیں کے آپ کی ان تاویلات کو بھونڈا نہ کہا جائے تو کیا کہا جائے جناب ۔ ۔
            keya aap jantay hain ke yeh kis ne kaha tha aur kiun kaha tha aur jab kaha tha to keya hua tha ?
            Aap qalandar ko halaat ke qadmon mein hi kiun girana chahtay hain?
            Wo aik jazb ki kefiyat thi jab qalanadar ( main us ka naam nahi loon ga ) ne kaha ke ikhlaq ke qadmon peh to murshid ne toka aur kaha ke xyz , tum halaat ke qadmon pe gir jao , ikhlaaq khud tum mein sama jaein ge , halaat ( wakt)
            to xyz ne is ko tabdeel ker ke ikhlaq se halaat kar diya, tab se hamein books main "halaat ke qadmon" wala misra hi milta hai
            اور اگر آپ کو اپنی تاویلات کا احمقانہ ہونا اتنا چب رہا ہے تو پھر جو آپ نے مجھے خواہ مخواہ میں دین اک ٹھیکے دار ،بے ادب دوسروں کو کمتر سمجھنے والا دوسروں پر رعب جمانے والا دوسروں کی عزت نہ کرنے والا وغیرہ وغیرہ کہا تو کیا وہ سب میرے شان میں قصائد تھے کہ جو آپ نے پڑھے

            jese aap doosron ko jahil samajh rahay hon.
            Zara yeh to bata dein ke yeh kaha kis ne tha sab se pehle?
            deen ke thekedaar mat banyiye, shayad koyi sawa ser bhi ho idher udhar ghoomta hua.
            Aur haan , apna yeh insulting way of comments wali rawish tarak kijiye.apne aap ko kul mat samjhein , juz hi rahiye.
            -----------------------------------------------------------------------
            second way yeh hai ke bilfarz yeh ghalat bhi hai tab bhi aap ka tankidi tarika toheen amez hai, aap yeh bhi keh saktay the ke yeh misra ghalat hai, yaa yeh misra kuch youn hai, magar aap to barah raast hattak par utar aye.
            Human error ho sakta hai,mumkin hai main ne ghalat likh diya ho, ilm kisi ki meeeras nahi magar aap ko is hattak amez rawaiye per sochna chahiye ke keya ilm yehi hai?
            Main ba-adab jahil ko bay-adab taleem yafta se behtar samjhta hun.
            Us ilm ka kea kahein ge jo doosron ki izzat karna na sikhata ho?
            Us ilm ka kea faeda jis ko hasil ker ke doosron ko kamtar samjha jay?
            Us ilm ka kea faeda jis ko hasil kerne ka maksad doosron per rob jamana ho?
            aur us ilm ka kea faeda jis ko hasil kerne ka maksid molana kehelwana ho?


            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #21
              Re: mujay kuch nahi kehna

              Originally posted by Admin View Post
              Mohtaram Atif Saad Sahib Assalamo Allaikum

              Main yeh post Urdu mein likh raha tha keh aik safha likhney key baad mera inpage crash ho geya 372-shed - so I am responding here in roman.

              Main aap ko Pegham per is naey roop sey aaney per dili-taur per khush'aamdeed kehta hoon aur umeed rakhta hoon keh aap key is roop sey Pegham key members ko bohat achhi achhi batein seekhney ko milein gi.

              Mujhey aap ko Wijdaan key roop mein ban kartey huwey bohat dukh huwa tha. Kyun keh mujhey aap mein aisa talent nazar aata hai jo unique hai aur jis sey Pegham key hazaron members mustafeez ho saktey hain - please meri aap sey request hai keh aap aisi behsein, jin sey mahol per bura asar parrey, shuru karney ki bjaey, apney Khuda'daad talent ko aagey pohunchaein gey aur doosrey members ko bohat kuchh sikhaein gey.

              Ab aata hoon mein asal mudda ki janib. Magar sab sey pehley to yeh bawar karwaa doon keh lafz AKHLAQ hai IKHLAQ nahin :)

              Aap ki designing la'jawab hai - hamesha ki tarha.

              Magar mujhey zaati taur per AKHLAAQ KEY QADMON MEIN QALANDAR NAHIN GIRTA - ajeeb sa lag raha hai. Main ney woh MP3 bhi suni hai jo aap ney share ki hai. Yeh kis ney gaii hai? aur likhi kis ney hai??

              Akhlaq agar to koi shakhs hai to main manta hoon keh uskey qadmon mein qalandar to kya, main bhi nahin giroon ga :D:

              Lekin agar Akhlaq sey murad woh tarkeeb hai jo falsafa mein istimaal hoti hai to yeh jumla mayoob lag raha hai.

              Yah per main Aabid key saath mutfiq hoon keh koi kahin sey aik jumla utha ker ussey edit kar key us mein alfaaz ki aamezash kar dey aur koi doosra ussey jaa ker gaa dey to is sey woh SOOFIYANA KALAAM nahin ban jata :).

              Main aisey aur bhi songs suney hein jin mein alfaaz ka rad-o-badal kar key gaya geya hai.

              Mazeed yeh kehna chahoon keh aap apney ander itna hosla zaroor pedah kijiyey keh tanqeed, ta'areef aur nukta'cheeni ko saha jaey. Duniya mein aap aisey bohat sarey logon sey milein gey jo ungli uthatey hain aur ajeeb ajeeb andaz mein - aap mein har situation ko face karna seekhiyey :)
              ------------------------------------------------------------------

              Aabid bhai aap ka rawwiya drust nahin! Aap islaah zaroor kijiye, isi liyey aap Pegham per hain keh logon ki islaah karein. Aap key paas ilm hai jo Allah ka inaam hai - magar aap alfaaz key chunao mein dil'aazari kar jatey ho. Aik nukta'cheen key liye bohat zaroori hai keh woh jab bhi kisi amar per lab'kushaii karey uskey alfaaz aisey honey chahiyey keh us mein mazmoon per baat ho na keh mazmoon nigar per. Aap aksar is baat ko gad'mad kar jatey hain. Is post mein aap ka tareeqa'kaar qatii qabil-e-qabool nahin, aap ko ma'zrat karni chahiyey!

              Yeh meri aap ko officially warning bhi hai.
              yeh tarika hua na islaah ka, mujay bohat khushi hui ke aap ne islaah bi ki aur ghalti kerne walay ki respect ka bhi khayal rakha.
              main aap ki post mein se kuch high light ker raha hun, jo mujay bohat acha laga.

              Comment


              • #22
                Re: mujay kuch nahi kehna

                Assalaam-O-Alaikum Mohtaram Atif aur aabi2cool

                Baat ko itna tool dainay ki kia zaroorat hay, aap dono ahbaab aur bilkhusoos Admin ki wazahat aur batoon say humain yeh sabaq laina chayeh kay aik sahi aur achi fiza qayim karain.

                ghalitiyan sab say hoti hain, aap likhnay main ghalti samajh lain aur aabi bhai aap tankeed karnay main.... jab dono ko hi kahin na kahin ghalti ka ehsaas nahin hay tou apni baatoon per qayim rahain, takleef aap apnay wajood ko bhi day rahay hain aur hum jaisay members ko bhi jo sab ko aapas main hansta muskurata dekhna pasand kartay hain.

                Meharbaani kar kay iss behas ka ikhtitaam karain, mujhay yaqeen hay kay yeh behas hum sab kay liye aik MUSBAT PEGHAM hay aur humain achi aur sahi baat post karnay aur achay andaaz main tankeed karnay ka sab day rahi hay.

                May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                Fi Amaan ALLAH
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: mujay kuch nahi kehna

                  agreed wid ali
                  ham sab yahan . ya kisi b forum pay kuch na kuch sekhnay aatay hain
                  sekhnay ka amal kabhi khatam nahi hota . isi tarha hamari galtyan bhi samnay aati hain

                  maan lenay main koi harj bhi nahi

                  atif bhai nay compose karnay main galati ki hay abid bhai nay tanqeed main alfaz ka chunao galat kia her bar

                  dono ki galati un ko bata b di gai gair janibdari say

                  to ab to mama khtam b ho jana chahye
                  bal keh ab mazeed is topic pay baat na ki jaye to kia he behtar ho

                  mera to khyal hay k ye thread he delet kar deni chahye.
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: mujay kuch nahi kehna

                    ForumAdmin say guzarish hay kay iss thread ko closed kardain aur EID KAY ISS KHOOBSURAT mouqay per tamam shikway shikayat ko dooor kar kay hum sab aik doosray ko EID MUBARAK kahain yehi hum sab ki KHUSHI hay :)
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: mujay kuch nahi kehna

                      Main pehla kadam uthanay mein koyi aar mehsoos nahi karta, wo jin ke dilon mein meray liye mel hai aur wo jin ke dil saaf hain, main sab ko Eid ki Mubarak baad deta hun.
                      Ham muslim hain (Alhamdulilah) aur mere bohat hi kam ilm ke mutabiq koyi muslim doosre muslim bhai se 3 din se zeada khafa nahi rehna chahiye.kam se kam mera dil sab ke liye saaf hai.
                      Allah sab ke naik makasad pooray kare.
                      Best Regards............!

                      Comment


                      • #26
                        Re: mujay kuch nahi kehna

                        Aap dono hazraat aqal aur baseerat key us aala muqaam per ho keh jahan per ham jaisey na'cheez log aap logon ko na kuchh samjha saktey hain aur na hi aap hamari baat sun ker khamoshi ikhtiyaar karna pasand kar saktey hain. Lehaza aap dono key liyey yehi kehna hai leh LAGEY RAHO :) - Keep going - shabash!!!!

                        I am not gonna close this thread - main bhi dekhna chahta hoon keh do "muhazzab" insaan kahan tak jaa saktey hain :) - mujhey BHI kuchh nahin kehna ab!
                        Last edited by Admin; 28 November 2009, 19:39.
                        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                        Comment


                        • #27
                          Re: mujay kuch nahi kehna

                          Originally posted by Admin View Post
                          Aap dono hazraat aqal aur baseerat key us aala muqaam per ho keh jahan per ham jaisey na'cheez log aap logon ko na kuchh samjha saktey hain aur na hi aap hamari baat sun ker khamoshi ikhtiyaar karna pasand kar saktey hain. Lehaza aap dono key liyey yehi kehna hai leh LAGEY RAHO :) - Keep going - shabash!!!!
                          uncle g ...ap ne tu hamarey munh kii baat cheen lii....
                          .......................!!!!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: mujay kuch nahi kehna

                            Originally posted by bhataktii rooh View Post
                            uncle g ...ap ne tu hamarey munh kii baat cheen lii....
                            ... to aap ney munh mein daali hi kyun thi jo chheen li 372-haha
                            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                            Comment


                            • #29
                              Re: mujay kuch nahi kehna

                              Originally posted by Admin View Post
                              ... to aap ney munh mein daali hi kyun thi jo chheen li 372-haha
                              u Eid k din bhi bac'hoon k munh se cheen k khao gey ...ye me ko kahan pata tha....
                              .......................!!!!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: mujay kuch nahi kehna

                                Originally posted by bhataktii rooh View Post
                                u Eid k din bhi bac'hoon k munh se cheen k khao gey ...ye me ko kahan pata tha....
                                Eid key din hi to mazzah aata hai chheeneney ka - ziyada gosht jo hota hai :D
                                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                                Comment

                                Working...
                                X