Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik baat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Aik baat

    Originally posted by Abdul Qudoos View Post
    bas yahi bat hay kay hamara Molik main ham bas apnay bary main sochtay hain jab kay yah hamray Mazhab kay b kilaf hay.
    Ji mairay bhai!Aapki baat darust hai laikin yeh batain ham aur aap kar saktay hain,jin logon ko khanay ko roti na milay woh kisi aur kay baray main kiya soch saktay hain?
    Mind Sciences

    Comment


    • #32
      Re: Aik baat

      Originally posted by Aania View Post
      meri to dua hai ke Allah kareem Pakistan par itna Reham fermaye logon ke dilon mein PK ke liye sacha pyar aur jazba daaley ke ham log jo ghar se door hain, ham bhi wahin set ho jayen aameen ..
      Amen:dua
      Mind Sciences

      Comment


      • #33
        Re: Aik baat

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        Yaar main tu Pk aana chata hoooon
        hmmm...bari achi baat hai.:rose
        Mind Sciences

        Comment


        • #34
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #35
            Re: Aik baat

            sab asaan hay bhai main sab ko pakisatan bulwa sakta hun to aap loag kiun nahi sab ko europ bulwa saktay.:mm:

            Comment


            • #36
              Re: Aik baat

              Originally posted by Aania View Post
              meri to dua hai ke Allah kareem Pakistan par itna Reham fermaye logon ke dilon mein PK ke liye sacha pyar aur jazba daaley ke ham log jo ghar se door hain, ham bhi wahin set ho jayen aameen ..
              Ania aap ka kia khiyal hay k yeh loag pakistan sy nafrat karty hian.?
              Kabi nahi tamam pakistan sy buhat piyar kerty hian...jab pakistan main sahooliyat USA jaisi hu jain too....aur ager na bee hun to tab bee utna hee es azeem matti sy piyar karty hian
              ager nafrat hay to Pakistan kee esteblistmint sy aur hukmranoon sy jinoon ny mulk ka baira gharat ker dia hay....
              aur shaid aap ap aik achi family sy belong kerti hu jo shaid pakistan main 10% hain aur un ka bee Apna hee aik Pakistan hay....
              aur en logon ko kisi dosery kee koi parwa nahi...
              ALLAH na kary k ap hamari jaisi life guzarain. amen:tauba

              Comment


              • #37
                Re: Aik baat

                Inshallah sab acha ho jaye ga bhai mereay

                Comment


                • #38
                  Re: Aik baat

                  Yah tu lagta hay Paryoon ki kahani Soro ho gie hay
                  تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                  تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                  لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                  ~Mujay Vote Dain~
                  پاکستانی کا خواب

                  Comment


                  • #39
                    Re: Aik baat

                    Aap nay bilkul darust farmaya hai.Agarchay pahlay bhi tazkira ho chuka hai kay yeh mushkil hai laikin aap nay tamam mushkilaat ki wazahat kar di.Shukriya:rose
                    Mind Sciences

                    Comment


                    • #40
                      Re: Aik baat

                      Originally posted by Khalil View Post
                      Ania aap ka kia khiyal hay k yeh loag pakistan sy nafrat karty hian.?
                      Kabi nahi tamam pakistan sy buhat piyar kerty hian...jab pakistan main sahooliyat USA jaisi hu jain too....aur ager na bee hun to tab bee utna hee es azeem matti sy piyar karty hian
                      ager nafrat hay to Pakistan kee esteblistmint sy aur hukmranoon sy jinoon ny mulk ka baira gharat ker dia hay....
                      aur shaid aap ap aik achi family sy belong kerti hu jo shaid pakistan main 10% hain aur un ka bee Apna hee aik Pakistan hay....
                      aur en logon ko kisi dosery kee koi parwa nahi...
                      Well said.:thmbup:
                      Mind Sciences

                      Comment


                      • #41
                        Re: Aik baat

                        Originally posted by danicool82 View Post
                        Inshallah sab acha ho jaye ga bhai mereay
                        :dua
                        Mind Sciences

                        Comment


                        • #42
                          Re: Aik baat

                          Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                          Yah tu lagta hay Paryoon ki kahani Soro ho gie hay
                          :mm:
                          Mind Sciences

                          Comment


                          • #43
                            Re: Aik baat

                            hairaan hone wali koi baat nehi hai janab

                            Comment


                            • #44
                              Re: Aik baat

                              Wese app ki suggestion achi hai

                              Comment


                              • #45
                                Re: Aik baat

                                bohat umda Zap :)

                                Shahayad aap ki is post ke bahanay kisi majboor insaan ka bala ho jaye
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X