Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik baat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik baat

    Originally posted by champion_pakistani View Post
    :clap: wakii Khiyal buhat acha hai
    bhohat pasand aayah hai
    Kakay sab immigration kay shouqeenon ko yeh idea pasand aye ga.:)
    Mind Sciences

    Comment

    • #17
      Re: Aik baat

      Originally posted by zapk7 View Post
      Kakay sab immigration kay shouqeenon ko yeh idea pasand aye ga.:)
      :khi: yeh to astraila ja raha hay...kiun wai waseem

      Comment

      • #18
        Re: Aik baat

        Originally posted by danicool82 View Post
        Waise aik baat hai ke agar mein kisi foreign country mein hota tu mein kuch khas members ko bula laita. Ab khas members mein koi bhi ho sakta hai.........
        Waise possibility hai ke mein 2008 mein Canada jaon ga Inshallah ...... Tu phir mein jo kuch ho saka zaroor karoon ga... I promise
        Chalo mustaqbil main log umeed rakh saktay hain aik adad sponsor ki.:insha:
        Mind Sciences

        Comment

        • #19
          Re: Aik baat

          Originally posted by Khalil View Post
          jalldi jaoo bhai kuch hamara bee
          Saa sokha huwy..............
          Tum kiyun itnay okhay baithay ho?:khi:
          Mind Sciences

          Comment

          • #20
            Re: Aik baat

            assalamualekum pegham members jahan tuk madad ki baat hai tho merey paas aik sugestion hai,main tho khud belgium mey rahaaish pazeer hun aur mujeh aksar kaarobaar key silsiley mey dusrey mulkon mey jaana padrta hai,main aur tho kuch nahi kar sakta lekin yeh hai keh aksar spain aur italia mey immiogration skilled aur unskilled laibour key liye khhulti rehti hai,jin mey woh direct dusrey mulkon sey bhi logon ko apply kerney key liye demand kertey hain,tho yeh hai keh jo pegham members khwahishmand hain mujeh woh apna address bhhej den main unn ko burwaqt itilaa tamam zaruri requirment kesaathh bhej sakta heun.
            Last edited by Mujahid Khan; 17 April 2007, 22:24.

            Comment

            • #21
              Re: Aik baat

              Originally posted by sensible View Post

              :thmbup: :) :phool: nice :masha

              Comment

              • #22
                Re: Aik baat

                Originally posted by zapk7 View Post
                Tum kiyun itnay okhay baithay ho?:khi:
                bus awain hee:khi:

                Comment

                • #23
                  Re: Aik baat

                  Nice sensible
                  Allah ap ko khush rakhe

                  Comment

                  • #24
                    Re: Aik baat

                    Originally posted by sensible View Post
                    assalamualekum pegham members jahan tuk madad ki baat hai tho merey paas aik sugestion hai,main tho khud belgium mey rahaaish pazeer hun aur mujeh aksar kaarobaar key silsiley mey dusrey mulkon mey jaana padrta hai,main aur tho kuch nahi kar sakta lekin yeh hai keh aksar spain aur italia mey immiogration skilled aur unskilled laibour key liye khhulti rehti hai,jin mey woh direct dusrey mulkon sey bhi logon ko apply kerney key liye demand kertey hain,tho yeh hai keh jo pegham members khwahishmand hain mujeh woh apna address bhhej den main unn ko burwaqt itilaa tamam zaruri requirment kesaathh bhej sakta heun.
                    Daikha baat chal nikli hai ab daikhain kahan tak pohanchay kay misdaq aur tajaweez bhi aain gi.Thanks sensible ji:phool:
                    Mind Sciences

                    Comment

                    • #25
                      Re: Aik baat

                      well

                      Comment

                      • #26
                        Re: Aik baat

                        main app sab ki bat say iktalf karoon ga. keya hay asa go kay Europ main hay aur Pakistan main nahi??
                        ager ajj Europ say Pakistani logoon ko nikal deya gay tu Europ 100 say pechay chala gay, aik tu meri samj main yah bat nahi ati kay jab tak harmara Nak bahta hay ham Pakistan main rahatay hain kion kay Pakistan hamra Nak saf karta hay lakin Jasy hi hamay Nak saf karna a gata hay Ham Europ ko Bag jatay hain. Sari umeer Pakistan say Taleem Hasal ki aur jab Kam ki Bari Aie to chaloo Europ ko bag gay, hah ham kasay tarqi kar saktay hain ager yahi hal raha tu Pakistan ko Mini USA yan UK ka Nam day deya gay ga kion kay 75% loog Baroon Momalk main kam kar rahay hay aur on momalik ko tarqie day rahay hain:(
                        تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                        تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                        لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                        ~Mujay Vote Dain~
                        پاکستانی کا خواب

                        Comment

                        • #27
                          Re: Aik baat

                          Originally posted by Abdul Qudoos View Post

                          Main bhi aik arsay tak yehi jazbaat rakhti thi.Laikin main daikhti hoon kay hamaray mulk main ghurbat aam hai,har koi apnay ghar kay kisi na kisi fard ko bahir zaroor bhijwana chahta hai taakay muashi halaat main sudhaar aye kiyunkay Hakoomti policies kay samraat awam tak pohanchtay hi nahin hain.
                          Mind Sciences

                          Comment

                          • #28
                            Re: Aik baat

                            Originally posted by zapk7 View Post
                            Main bhi aik arsay tak yehi jazbaat rakhti thi.Laikin main daikhti hoon kay hamaray mulk main ghurbat aam hai,har koi apnay ghar kay kisi na kisi fard ko bahir zaroor bhijwana chahta hai taakay muashi halaat main sudhaar aye kiyunkay Hakoomti policies kay samraat awam tak pohanchtay hi nahin hain.
                            bas yahi bat hay kay hamara Molik main ham bas apnay bary main sochtay hain jab kay yah hamray Mazhab kay b kilaf hay.
                            تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                            تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                            لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                            ~Mujay Vote Dain~
                            پاکستانی کا خواب

                            Comment

                            • #29
                              Re: Aik baat

                              meri to dua hai ke Allah kareem Pakistan par itna Reham fermaye logon ke dilon mein PK ke liye sacha pyar aur jazba daaley ke ham log jo ghar se door hain, ham bhi wahin set ho jayen aameen ..

                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment

                              • #30
                                Re: Aik baat

                                Yaar main tu Pk aana chata hoooon
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X