Re: کیا کسی ایک مذہب کی پیروی کرنا واجب ہے ؟
hme ziada tar hanfion se tarjumay pr ikhtilaf nhi hota balkay hm to ap hi ki kitabon ka hawala detay hain. or is bat se ap inkar nhi kr saktay k imam abu Hanifa ne apni kitaben khod nhi likhi hain balkay un k shagirdon ne un k aqwal ko jama kr k kitaben likhio hain...
ye to ap k apne alimon pr hi bat jati hai k unho ne jo kitaben likhi hain to us mai tarjumay mai kahan kahan ghalati ki hai...
chalye ap ne iqrar to kia k un se ghalati ho sakti warna hanafi hazrat is bat ko samajhtay hi nhi hain... dosri bat ap ne wohi kahi hai jis ka jawab mai pehlay de chuki hon k hanafi hazrat k samnay imam sahab k qol k samnay quran or hadees se dalail dye jatay hain to wo yeh bahan bnatay hain k imam sahab ne falan falan waja se is ko nhi mana... or ye bat to ap jantay hi hongay nass ki majoodgi mai ijtehad nhi kia jata, ijtehad sirf ghair nasoos masail mai kai jata hai....jahan Allah ka hukum aa jae to us mai apne imam sahab qol ko tarjih dena kahan ki aqalmandi hai bhai.....
ye bhi to ho sakta hai k apne ap ko hanafi kehlane walay apne imam ki taqleed mai is qadar agay nikal chukay hon k quran or hadees ko hi bhool gaye hon...
ap apne alim ka kia hua tarjuma hi parh lijye agar apko ksi or alim pr aitraz hai to...magar parhye to sahiiiiiiii.
Originally posted by i love sahabah
View Post
Originally posted by i love sahabah
View Post
Originally posted by i love sahabah
View Post
Originally posted by i love sahabah
View Post
Originally posted by i love sahabah
View Post
Comment