ASSALAMOALYKUM!
PEGHAM.COM K SUB FND'Z KO MERI TARAF SE RAMZAN KI AMAD KI BUHAT BUHAT MUBARAK HO,
Mera sawal ye hai k humare piyare NABI S.A.W.W kis tarha khana khate thye mean k unka bethne ka tareeqa kia tha main ne 3 methods k about suna tha 1. right leg ko utha ker bethna, 2. dono legs ko utha ker bethna, 3.bhi koi tha main bhool gaya,
Well, aap barahe meherbani mujhe ye bataiye k NABI S.A.W.W Kon kon se methods prove hain or uske about koi Hadees bhi bata dijiye q k main ne apne ek fnd ko kaha tha k aap in 3 methods main se kisi tarha beth ker khana tanawul farmaya kijiye but unhon ne jawab dia k muftiaan e kiram kehte hain k aisa koi bhi method NABI S.A.W.W se prove nahi hai tu meri aap se request hai k barah e mehrbani aap is muaamle main meri or hum sub ki rehnumai farmaiye ALLAH AAPKO ISKA BE HISAAB AJAR ATA FARMAYE (AMEEN)
Regards,
SOHAIB SIDDIQUI,

Comment