Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mera sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • mera sawal

    ASSALAMOALYKUM!
    PEGHAM.COM K SUB FND'Z KO MERI TARAF SE RAMZAN KI AMAD KI BUHAT BUHAT MUBARAK HO,
    Mera sawal ye hai k humare piyare NABI S.A.W.W kis tarha khana khate thye mean k unka bethne ka tareeqa kia tha main ne 3 methods k about suna tha 1. right leg ko utha ker bethna, 2. dono legs ko utha ker bethna, 3.bhi koi tha main bhool gaya,
    Well, aap barahe meherbani mujhe ye bataiye k NABI S.A.W.W Kon kon se methods prove hain or uske about koi Hadees bhi bata dijiye q k main ne apne ek fnd ko kaha tha k aap in 3 methods main se kisi tarha beth ker khana tanawul farmaya kijiye but unhon ne jawab dia k muftiaan e kiram kehte hain k aisa koi bhi method NABI S.A.W.W se prove nahi hai tu meri aap se request hai k barah e mehrbani aap is muaamle main meri or hum sub ki rehnumai farmaiye ALLAH AAPKO ISKA BE HISAAB AJAR ATA FARMAYE (AMEEN)
    Regards,
    SOHAIB SIDDIQUI,

  • #2
    Re: mera sawal

    Originally posted by sohaib siddiqui View Post

    ASSALAMOALYKUM! Kia Yahan koi Answer nahi deta kia mere Question ko 4 days ho gaye hain aaj 5th day hai or koi reply nahi mile mujhe y?

    Comment

    • #3
      Re: mera sawal

      Walaikum Assalaam....

      Bhai Insha Allah juld aap ko mai reply karun ga , info k saath

      Comment

      • #4
        Re: mera sawal

        thanks
        Attached Files
        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

        Comment

        • #5
          Re: mera sawal

          اسلام علیکم

          جمیل بھائی دوبارہ آمد پر خوش آمدید اور عید مبارک
          اس قدر خوبصورت شئیرنگ کے لئے بہت بہت شکریہ
          اُمید ہے آئیندہ بھی آپ ہم نکموں کو اپنے دین سےمتعلق بہت سی فائدہ مبند باتوں سے روشناس کرواتے رہیں گے
          اللہ جی آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں آمین
          Last edited by S.Athar; 13 September 2010, 12:56.
          :star1:

          Comment

          • #6
            Re: mera sawal

            Originally posted by S.A.Z View Post
            اسلام علیکم

            جمیل بھائی دوبارہ آمد پر خوش آمدید اور عید مبارک
            اس قدر خوبصورت شئیرنگ کے لئے بہت بہت شکریہ
            اُمید ہے آئیندہ بھی آپ ہم نکموں کو اپنے دین سےمتعلق بہت سی فائدہ مبند باتوں سے روشناس کرواتے رہیں گے
            اللہ جی آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں آمین
            shirminda mut kijyi ye forum buhat acha aabi bhai ko buhat miss karty hain buhat shukriya
            ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
            سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

            Comment

            • #7
              Re: mera sawal

              Originally posted by jamil123 View Post
              shirminda mut kijyi ye forum buhat acha aabi bhai ko buhat miss karty hain buhat shukriya
              Sarkar Achay Log Ache yadin Bohlay Nahin Bholta Koie

              Or Mojhay to PG Friends say Aik Khas Qisam Ka Lagaoo Hay Or App Oun Main Say 1 hain App mayre PG Family Ka Nadir Hisa hain so app ko to Bhol Nahin sakta
              Koshis Kijiy K Haftay Main 2,4 din PG Par zaror Ain shokria
              ALLAH G app ko shad Rakhin abad Rakhin
              Last edited by S.Athar; 13 September 2010, 22:08.
              :star1:

              Comment

              Working...
              X