Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Lighting on Melad un Nabi at Karachi !
Collapse
X
-
Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !
Originally posted by sag-e-attar View Post
Wa allaikum salaam
Janab-e-mohtram aik sawal ubharta hai, agar tabah-e-nazuk peh nagawar na guzrey to poochhney ki jasarat karoon?
Kya yeh Islam mein jaiz hai? Ya yeh bhi un biddaton mein sey aik jo hamein aaj kal kisi wajah sey nazar nahin aarahin?????tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !
Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou
reply kay liey shukrya janab,
aapkay nazdeeq agar yeh bidat hai to aap ki marzi lekin hum main jab tak dam main dam hai hum to jashnay wiladat manatay jaey gay.
baqi aap kissi sunni sahi alqeeda alim-e-deen say ruju karein to wo yaqeenan aap ko behtar samjah sakay gay.
Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatouLast edited by sag-e-attar; 6 March 2010, 05:49.
Comment
-
Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !
Originally posted by sag-e-attar View Post
aabi2cool
محترم عزت مآب
aabi2cool
صاحب
السلام علیکم
اس ٹھریڈ میں کسی سگ عطار (عطار کے کتے) نے اپنی کمپنی کی مشہوری اور پبلسٹی کے لئے وڈیو جاری کی ہے
کیا یہ فرقہ پرستی نہیں ، کیا اس فرقہ پرستی کی یہاں اجازت ہے
کیا آپ سوئے ہوئے تھے ، یا جان کر انجان بن گئے
Comment
-
Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !
Originally posted by sag-e-attar View PostAsalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou
reply kay liey shukrya janab,
aapkay nazdeeq agar yeh bidat hai to aap ki marzi lekin hum main jab tak dam main dam hai hum to jashnay wiladat manatay jaey gay.
baqi aap kissi sunni sahi alqeeda alim-e-deen say ruju karein to wo yaqeenan aap ko behtar samjah sakay gay.
Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou
Fazool kharchi ko Islam mein shaitani kaam kaha geya hai - woh paisa jo aap is tarha barbad kartey hain, agar wohi aap ghareebon per sarf kar dein to shayid ham sab aap key saath mil jaein - magar afsos aap log is soch sey bohat ba'eed hain :)Last edited by Masood; 6 March 2010, 13:54.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !
Dekh lijiyey YEH aap logon ka Islam hai keh aik muslim bhaii kis tarha nafrat sey doosrey muslim bhaii ka mazzaq urra raha hai - maan gaey sahib kya aala zarf musalmaan hain aap log :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !
وعلیکم السلام محترم جناب ابو دجانہ صاحب آپ کے توجہ دلانے کا شکریہ بالکل یہ بھی کمپنی کی ہی مشہوری ہے اور ایسے بہت سے حضرات ہیں جو نیٹ پر مختلف فورمز پر فقط اسی لیے رجسٹر ہوتے ہیں کہ اپنی اپنی کمپنیوں کی مشہوریان کرسکیں مگر تاہم چونکہ یہ ویڈیو لینکس ہیں اور میرے پاس اتنا وقت نہیں ہوتا کہ اس قسم کے لینکس کو دیکھ سکوں اور جانچ سکوں کہ ان میں کیسا مواد ہے اگر یہ تحریر مراسلے ہوتے تو ہمیں یہ طے کرنے میں زرا دقت نہ ہوتی کہ آیا یہ مواد فرقہ واریت پر مبنی بھی ہے یا فقط کمپنی کی مشہوری ہی ہے بحرحال آپ'کے توجہ دلانے کا شکریہ میری انتظامیہ سے گزارش ہے کہ اگر ان ویڈیوز میں کمپنی کی مشہوری کے ساتھ ساتھ فرقہ واریت بھی ہے تو بلا شبہ ان کو ڈیلیٹ کردیا جائے والسلامساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment