Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lighting on Melad un Nabi at Karachi !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Lighting on Melad un Nabi at Karachi !


    Lighting on Melad un Nabi at Karachi !!! Must Watch !!!


  • #2
    Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !

    Originally posted by sag-e-attar View Post

    Lighting on Melad un Nabi at Karachi !!! Must Watch !!!


    Wa allaikum salaam

    Janab-e-mohtram aik sawal ubharta hai, agar tabah-e-nazuk peh nagawar na guzrey to poochhney ki jasarat karoon?

    Kya yeh Islam mein jaiz hai? Ya yeh bhi un biddaton mein sey aik jo hamein aaj kal kisi wajah sey nazar nahin aarahin?????
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !

      Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou
      reply kay liey shukrya janab,
      aapkay nazdeeq agar yeh bidat hai to aap ki marzi lekin hum main jab tak dam main dam hai hum to jashnay wiladat manatay jaey gay.
      baqi aap kissi sunni sahi alqeeda alim-e-deen say ruju karein to wo yaqeenan aap ko behtar samjah sakay gay.
      Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou
      Last edited by sag-e-attar; 6 March 2010, 05:49.

      Comment


      • #4
        Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !

        Originally posted by sag-e-attar View Post

        Lighting on Melad un Nabi at Karachi !!! Must Watch !!!



        aabi2cool
        محترم عزت مآب
        aabi2cool
        صاحب
        السلام علیکم
        اس ٹھریڈ میں کسی سگ عطار (عطار کے کتے) نے اپنی کمپنی کی مشہوری اور پبلسٹی کے لئے وڈیو جاری کی ہے
        کیا یہ فرقہ پرستی نہیں ، کیا اس فرقہ پرستی کی یہاں اجازت ہے
        کیا آپ سوئے ہوئے تھے ، یا جان کر انجان بن گئے

        Comment


        • #5
          Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !

          Originally posted by sag-e-attar View Post
          Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou
          reply kay liey shukrya janab,
          aapkay nazdeeq agar yeh bidat hai to aap ki marzi lekin hum main jab tak dam main dam hai hum to jashnay wiladat manatay jaey gay.
          baqi aap kissi sunni sahi alqeeda alim-e-deen say ruju karein to wo yaqeenan aap ko behtar samjah sakay gay.
          Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou
          Jashan mana apni jaggah main woh kaam karna jiska Quran aur Hadees mein kahin ziker mojood nahin, jissey Asahaba ney na kiya ho, aap ussey kis tarha mazhab mein shamil kar saktey hain? Aap ka Islam kya Us daur key Islam sey ziyada mazboot aur ziyada pukhta hai jo Nabi Kareem SAW key daur mein tha? Koi aisa tareekhi saboot dijiyey jo yeh sabit karey keh is tarha jashan manaya, galey pharr pharr ker Naatein gana Islam mein jaiz hai....

          Fazool kharchi ko Islam mein shaitani kaam kaha geya hai - woh paisa jo aap is tarha barbad kartey hain, agar wohi aap ghareebon per sarf kar dein to shayid ham sab aap key saath mil jaein - magar afsos aap log is soch sey bohat ba'eed hain :)
          Last edited by Masood; 6 March 2010, 13:54.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !

            Originally posted by Abudujana View Post


            aabi2cool
            محترم عزت مآب
            aabi2cool
            صاحب
            السلام علیکم
            اس ٹھریڈ میں کسی سگ عطار (عطار کے کتے) نے اپنی کمپنی کی مشہوری اور پبلسٹی کے لئے وڈیو جاری کی ہے
            کیا یہ فرقہ پرستی نہیں ، کیا اس فرقہ پرستی کی یہاں اجازت ہے
            کیا آپ سوئے ہوئے تھے ، یا جان کر انجان بن گئے

            Dekh lijiyey YEH aap logon ka Islam hai keh aik muslim bhaii kis tarha nafrat sey doosrey muslim bhaii ka mazzaq urra raha hai - maan gaey sahib kya aala zarf musalmaan hain aap log :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Lighting on Melad un Nabi at Karachi !

              Originally posted by abudujana View Post

              aabi2cool
              محترم عزت مآب
              aabi2cool
              صاحب
              السلام علیکم
              اس ٹھریڈ میں کسی سگ عطار (عطار کے کتے) نے اپنی کمپنی کی مشہوری اور پبلسٹی کے لئے وڈیو جاری کی ہے
              کیا یہ فرقہ پرستی نہیں ، کیا اس فرقہ پرستی کی یہاں اجازت ہے
              کیا آپ سوئے ہوئے تھے ، یا جان کر انجان بن گئے
              وعلیکم السلام محترم جناب ابو دجانہ صاحب آپ کے توجہ دلانے کا شکریہ بالکل یہ بھی کمپنی کی ہی مشہوری ہے اور ایسے بہت سے حضرات ہیں جو نیٹ پر مختلف فورمز پر فقط اسی لیے رجسٹر ہوتے ہیں کہ اپنی اپنی کمپنیوں کی مشہوریان کرسکیں مگر تاہم چونکہ یہ ویڈیو لینکس ہیں اور میرے پاس اتنا وقت نہیں ہوتا کہ اس قسم کے لینکس کو دیکھ سکوں اور جانچ سکوں کہ ان میں کیسا مواد ہے اگر یہ تحریر مراسلے ہوتے تو ہمیں یہ طے کرنے میں زرا دقت نہ ہوتی کہ آیا یہ مواد فرقہ واریت پر مبنی بھی ہے یا فقط کمپنی کی مشہوری ہی ہے بحرحال آپ'کے توجہ دلانے کا شکریہ میری انتظامیہ سے گزارش ہے کہ اگر ان ویڈیوز میں کمپنی کی مشہوری کے ساتھ ساتھ فرقہ واریت بھی ہے تو بلا شبہ ان کو ڈیلیٹ کردیا جائے والسلام
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              Working...
              X