Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Dahree Munda Peer Kisaaa?
Collapse
This topic is closed.
X
X
-
Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Originally posted by aabi2cool
Shahbaz Nadir Khan as a man of letters
www.shahbaznk.cjb.net
0300-9526625
-
Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Assalaam o alaikum
wow abid bhaee bohat zabardast. bohat aankhaiN kholnay wali hay.
aur baat sahi hay k hazrat DATA GANJ BAKHSH ALI HAJVERI ki k farz wajib sunnat waghairahaa pay amal karna bayhadd zaroori aur iss say baRi karamat koi nahi k sahi taur pay amal kia jaayai. ALLAH sabb ko amal e saaleh ki taufeeq ataa farmayai.
Wassalaam
Raza Baykamal
kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho
Comment
-
Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Bhai .......aayinda se aisi post na karein jis main deen ko ajeeb tareeke se pesh kar rahe hain aap........main khudh in ke khilaaf hon lekan zatyat par hamla hay yeh sab .......aap se guzarish hay ke aap ke Threads sirf aur sirf quraan-o-hadith ki roo se hone chahye ok..Allah
Comment
-
Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Originally posted by YaaramBhai .......aayinda se aisi post na karein jis main deen ko ajeeb tareeke se pesh kar rahe hain aap........main khudh in ke khilaaf hon lekan zatyat par hamla hay yeh sab .......aap se guzarish hay ke aap ke Threads sirf aur sirf quraan-o-hadith ki roo se hone chahye ok..Aslamo alykum bhai ,aap kiuon gussa ho rahy hain bhai main ny kon say ajeeb tareeqy se deen ko peesh kiya hy ye aik islahi tehreer hy kisi ki zaat par hamla naheen hy mujhy samnjh naheen aai aap ny iss ko zaatiyaat par kaysy lay liya ,main khud ahle sunnat main se hon aur aysy waqeat ziyda ter hamary hi masalik k logon k asth peesh aaty hain kiuon k hamary maslak main log main kum ilami ziyda hy. iss wajha se agar iss post main kisis ki zaat par hamala hy bhi to wo hamara apna hi maslak hy likin main phir bhi kahoon ga k ye aik islah ki kooshish thi agar aap ko buri lagai to main aynda se aysa na karoon ga. moashra jis gumrahi main bhatak raha hy us main iss kisam k fouram ummed ki aik kiran nazar aay thy mujhy likin yahaan bhi aap ny mana kar diya hy to phir ALLAH hi hafiz sab ka. baqi meri gar koi baat buri lagy to banda moafi ka talab gaar hy..w/slaam aabiLast edited by aabi2cool; 10 January 2006, 06:22.ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Originally posted by aabi2coolAslamo alykum bhai ,aap kiuon gussa ho rahy hain bhai main ny kon say ajeeb tareeqy se deen ko peesh kiya hy ye aik islahi tehreer hy kisi ki zaat par hamla naheen hy mujhy samnjh naheen aai aap ny iss ko zaatiyaat par kaysy lay liya ,main khud ahle sunnat main se hon aur aysy waqeat ziyda ter hamary hi masalik k logon k asth peesh aaty hain kiuon k hamary maslak main log main kum ilami ziyda hy. iss wajha se agar iss post main kisis ki zaat par hamala hy bhi to wo hamara apna hi maslak hy likin main phir bhi kahoon ga k ye aik islah ki kooshish thi agar aap ko buri lagai to main aynda se aysa na karoon ga. moashra jis gumrahi main bhatak raha hy us main iss kisam k fouram ummed ki aik kiran nazar aay thy mujhy likin yahaan bhi aap ny mana kar diya hy to phir ALLAH hi hafiz sab ka. baqi meri gar koi baat buri lagy to banda moafi ka talab gaar hy..w/slaam aabiAllah
Comment
-
Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Originally posted by YaaramIslam section mian sirf quraan+Hadith par baat ho plz..........islahi topic GS main......anyway..bhai agar hum apne aap ko theek kar lein to poora moashra theek ho sakta hay :)mery bahi main ny ye jo tareefaat peesh ki hain ye quran aur sunnat se hi makhooz hain . ...aabiساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Originally posted by YaaramBhai .......aayinda se aisi post na karein jis main deen ko ajeeb tareeke se pesh kar rahe hain aap........main khudh in ke khilaaf hon lekan zatyat par hamla hay yeh sab .......aap se guzarish hay ke aap ke Threads sirf aur sirf quraan-o-hadith ki roo se hone chahye ok..
Bhai aap siraf yeh bataain k Quran aur sunnat main kia yeh chezain mana hain
Quran aur sunnat hee sy humain en chezon kee hakeekat maloom huti hain:phool:
Comment
-
Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Originally posted by Last KnightSalam ...
Bhai aap siraf yeh bataain k Quran aur sunnat main kia yeh chezain mana hain
Quran aur sunnat hee sy humain en chezon kee hakeekat maloom huti hain:phool:Allah
Comment
Comment