Re: Dahree Munda Peer Kisaaa?
Originally posted by Yaaram
bhai aap log behas na kareen darasal hamary haan logon k zehno main quran aur sunnat ka taswur ye hy k quran ki ayat ya hadeeth likh de jay aur ye sab khuch mutalia ki kami ki wajha se hy.koi bhi shakahs agar quran ya hadeeth lkh de aur us ki bina par jo marzi keh de log us likhi hui ayat ya hadeeth ki wajha se us masla ko quran aur hadeeth ka masla samjh layty hain jab k haqeeqat iss k bar akas hy quran aur sunnat ka matalab hy jo usool deen ny hameen diye hain un usoolon k andar reh kar masla bayan kiya jay .kabhi quran ki bohat se aayaat se masla zahir ibarat se sabit hota hy aur kabhi ibarat ki batin se .in tamam tafseelat kiliye dekhiye quran k uloomy pung gana ,jis main aap ko ibaratu nas ishara tun nas iqtizaun nas aur dalatun nas ki behas mily gi .iss sari tafseel kiliye SHAH WALI UL ALLAH MOHADESE DEHLVI KI KITAB [ALFAOZUL KABEER ]DEKHIYE...w/slaam aabi
Comment