Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik Sawal

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aap suni sunai baaton ki bajaye us ke lectures sunein to yeh bohat behtar ho ga. In ka khasa yeh he ke yeh kisi bhi baat ka jawab aik asool se dete hein aur wo asool tarteeb he, yani pehlay Quran, phir Ahadees, phir fiqha. Aap ki in ki takareer se shayad he koi baat Quran'o'Ahadees se bahir nazar aaye aur mein nahi samajta ke fe'zamana mein in ke paye ka koi aur Aalam bhi ho ga jis ki Islamic aur comparative religions mein itni achi understanding ho gi.

    In sub baaton se hut ke aap us ki takreer suniye aur soochiye. Aap ki ziada tar understanding Islam se related sahi ho sakti he, per aap kamil nahi ho saktay
    bhai main un ko bohat ziyada sun chuka hon aur talak per un ka moaqaf main qareeban aaj se kam az kam teen saal pehly ka sun chuka hon mery khila main jo video aap nay shar ki hy wo wohi hogi . . . main yahaan per zakir naik sahab ki ilmiyat per behas naheen karna chahta is se phir aik nai behas se chir jay gi bus aap itna jan lijiye k un ko main aap se ziyada sun chuka hon
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: Aik Sawal

      Originally posted by aabi2cool View Post
      bhai main un ko bohat ziyada sun chuka hon aur talak per un ka moaqaf main qareeban aaj se kam az kam teen saal pehly ka sun chuka hon mery khila main jo video aap nay shar ki hy wo wohi hogi . . . main yahaan per zakir naik sahab ki ilmiyat per behas naheen karna chahta is se phir aik nai behas se chir jay gi bus aap itna jan lijiye k un ko main aap se ziyada sun chuka hon
      Ji aap ki yeh baat drust nahi he, Mein doctor zakir naik ke senkroon lectures jin jin ki bhi video mujay muyasar aa saki, Peace TV pe, ARY pe, Internet pe, DVD pe, mein dekh chuka hoon. Aur mujay nahi lagta ke mein ne un ka koi bhi important lecture miss kia ho. Ub baat wohi aa jati he personal choice aur mindset ki, jo baherhaal change kerna shayad mumki nahi, na aap ka aur na he mera, is liye mein kahon ga. Chal rein de hun
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Aik Sawal

        main aik baat poochna chahun gi.aapne kaha hai k iddat k din orat shohar k ghar rahe.to kya yeh zaroori hota hai k shohar k hi ghar rahe???kyun k main ne dekha hai k talaaq dene k baad orat ko usi waqt nikaal dete hain ya uske ghar wale khud aa kar le jate hain.

        Comment


        • #19
          Re: Aik Sawal

          آپ کے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کہ جس عدت کے دوران عورت کا اپنے شوہر کے گھر رہنا ضروری ہوتا ہے وہ عدت وفات یا پھر طلاق رجعی کی عدت ہے یعنی جب تک اسے دو طلاقیں ہوئی ہوں وہ اپنے شوہر کے گھر ہی رہے گی لیکن جب اسے تین طلاقیں ہوجائیں تو وہ اپنے شوہر پر حرام ہوجائے گی اب سے اپنے میکے ہی جانا ہوگا اور وہاں پر عدت گزارنا ہوگی ۔ ۔ ۔
          باقی واللہ والرسولہ اعلم
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #20
            Re: Aik Sawal

            ok shukriya

            Comment

            Working...
            X