.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
chat gar mahram kay sath!
Collapse
X
-
Re: chat gar mahram kay sath!
aap chat ker saktay hain agar aap ki niyat aor irada her wakt sahi aor saf ho...!!!....ISlam nay kabhi kissi ghair mehram kay sath baat kernay say kabih nahi roka..!! aor aaj kal ki society asi ha kay aap kissi bhi shobay main females say coordination kay baghair kaam nahi ker skatay..!!...It will only be true and clear when our intensions are right and straighforward,,,!!...:)
Comment
-
Re: chat gar mahram kay sath!
Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Postaap chat ker saktay hain agar aap ki niyat aor irada her wakt sahi aor saf ho...!!!....ISlam nay kabhi kissi ghair mehram kay sath baat kernay say kabih nahi roka..!! aor aaj kal ki society asi ha kay aap kissi bhi shobay main females say coordination kay baghair kaam nahi ker skatay..!!...It will only be true and clear when our intensions are right and straighforward,,,!!...:)
zindagi ki zaruriyat ko madde nazar rakhte hue ap ne jo farmaya jo jaiz to nahin magar is ghalati ke sabhi murtakib hen. agar hamari or zaruriyat bhi zamane aur waqt ki zarurat ban jaye to kia vo jaiz ho jayegi? hargiz nahin, ham gunah ke murtakib honge.
kaun guarantee dega k jis se ap ya men bat kar rahe hen unki niyat saf he? islam yad rakhie k burai ko jad se or uski padash se pehle hi khatam kar dena chahta he ta k society men burai am na ho aur vo mahfuz rahe. ye to maghribi khial he k if it doesn't hurt any1 yhen its ok to do. un ki sosciety men yehi to masla he k vo burai ko farogh dete hen or jab vo nasur ban jati he to uska ilaj talash karte hen.
Allah ham sab ko maghrabiat se bachae. amin
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
-
Re: chat gar mahram kay sath!
post b achi hai............3rd member ne kaha niyyat kon jaanta hai....muje sahi tour pe yaad nae k wo hazrat UMAR thay shayes jb kisi gazwa me opposite side se ek dushman ne hazrat umaar ko apni janib brrhta dekh kr foran kalma prha liya,bt hazrat umar ne phir b uska kam tumam kr diya ..........bt NABI KAREEM PBUH ne ye aml napasand farmaya,aur kaha k `kya tum uss k dil ka haal jantay thay`........dosri baat surahشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: chat gar mahram kay sath!
Originally posted by sarah gemini View Postpost b achi hai............3rd member ne kaha niyyat kon jaanta hai....muje sahi tour pe yaad nae k wo hazrat UMAR thay shayes jb kisi gazwa me opposite side se ek dushman ne hazrat umaar ko apni janib brrhta dekh kr foran kalma prha liya,bt hazrat umar ne phir b uska kam tumam kr diya ..........bt NABI KAREEM PBUH ne ye aml napasand farmaya,aur kaha k `kya tum uss k dil ka haal jantay thay`........dosri baat surah
doosri baat surah TOUBA ki ayat 71 ka trjma hai"muslman mard aur aurtain ek doosray k rafiq han,jo ek doosray ko achi baatain batatay aur buri baton se roktay han"
so agr limits me reha jaye tou koi haraj nae....bt me iss baat se b ittefaq krti hun k keh dene se koi behan/bhai nae bnta,aur yeh b drust hai k kafi kuch galat hi ho raha hai.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
Comment