Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

chat gar mahram kay sath!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • chat gar mahram kay sath!

    .
    Attached Files

  • #2
    Re: chat gar mahram kay sath!

    buht achi baat app ni share ki hai .. ALLAH PAK apko khush rakein :rose"
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #3
      Re: chat gar mahram kay sath!

      aap chat ker saktay hain agar aap ki niyat aor irada her wakt sahi aor saf ho...!!!....ISlam nay kabhi kissi ghair mehram kay sath baat kernay say kabih nahi roka..!! aor aaj kal ki society asi ha kay aap kissi bhi shobay main females say coordination kay baghair kaam nahi ker skatay..!!...It will only be true and clear when our intensions are right and straighforward,,,!!...:)

      Comment


      • #4
        Re: chat gar mahram kay sath!

        batt achi hay agar amal ho jai tu
        :36_3_21[1]::36_3_21[1]::36_3_21[1]:

        Comment


        • #5
          Re: chat gar mahram kay sath!

          buht achi baat shar ki hai.

          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


          Comment


          • #6
            Re: chat gar mahram kay sath!

            Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
            aap chat ker saktay hain agar aap ki niyat aor irada her wakt sahi aor saf ho...!!!....ISlam nay kabhi kissi ghair mehram kay sath baat kernay say kabih nahi roka..!! aor aaj kal ki society asi ha kay aap kissi bhi shobay main females say coordination kay baghair kaam nahi ker skatay..!!...It will only be true and clear when our intensions are right and straighforward,,,!!...:)

            zindagi ki zaruriyat ko madde nazar rakhte hue ap ne jo farmaya jo jaiz to nahin magar is ghalati ke sabhi murtakib hen. agar hamari or zaruriyat bhi zamane aur waqt ki zarurat ban jaye to kia vo jaiz ho jayegi? hargiz nahin, ham gunah ke murtakib honge.

            kaun guarantee dega k jis se ap ya men bat kar rahe hen unki niyat saf he? islam yad rakhie k burai ko jad se or uski padash se pehle hi khatam kar dena chahta he ta k society men burai am na ho aur vo mahfuz rahe. ye to maghribi khial he k if it doesn't hurt any1 yhen its ok to do. un ki sosciety men yehi to masla he k vo burai ko farogh dete hen or jab vo nasur ban jati he to uska ilaj talash karte hen.

            Allah ham sab ko maghrabiat se bachae. amin

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment


            • #7
              Re: chat gar mahram kay sath!

              post b achi hai............3rd member ne kaha niyyat kon jaanta hai....muje sahi tour pe yaad nae k wo hazrat UMAR thay shayes jb kisi gazwa me opposite side se ek dushman ne hazrat umaar ko apni janib brrhta dekh kr foran kalma prha liya,bt hazrat umar ne phir b uska kam tumam kr diya ..........bt NABI KAREEM PBUH ne ye aml napasand farmaya,aur kaha k `kya tum uss k dil ka haal jantay thay`........dosri baat surah
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #8
                Re: chat gar mahram kay sath!

                Originally posted by sarah gemini View Post
                post b achi hai............3rd member ne kaha niyyat kon jaanta hai....muje sahi tour pe yaad nae k wo hazrat UMAR thay shayes jb kisi gazwa me opposite side se ek dushman ne hazrat umaar ko apni janib brrhta dekh kr foran kalma prha liya,bt hazrat umar ne phir b uska kam tumam kr diya ..........bt NABI KAREEM PBUH ne ye aml napasand farmaya,aur kaha k `kya tum uss k dil ka haal jantay thay`........dosri baat surah

                doosri baat surah TOUBA ki ayat 71 ka trjma hai"muslman mard aur aurtain ek doosray k rafiq han,jo ek doosray ko achi baatain batatay aur buri baton se roktay han"

                so agr limits me reha jaye tou koi haraj nae....bt me iss baat se b ittefaq krti hun k keh dene se koi behan/bhai nae bnta,aur yeh b drust hai k kafi kuch galat hi ho raha hai.
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #9
                  Re: chat gar mahram kay sath!

                  more over sher ali ne b theek kaha k ALLAH humko mgrbiat k chungal se nijat dilay..
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #10
                    Re: chat gar mahram kay sath!

                    --------------------------------------------------------------------------------

                    buht achi baat app ni share ki hai ..

                    Comment


                    • #11
                      Re: chat gar mahram kay sath!

                      islam mein sakhti nai haye janab

                      Comment

                      Working...
                      X