Assalam-o-alaikum,
Aabi Bhai Mujhe Appse Ye Poochna Hai Ke Quran-o-hadees Ki Roshni Mein Aurton Ko Kis Terha Namaz Perhne Ka Hukum Hai...
kyun Ke Hamein Bataya Gaya Tha Ke Aurton Ko Simat Ker Namaz Perhni Chahiye Mager Ab Ye Maloom Hua Hai Ke Huzoor-e-pak (S.A.W) Ne Farmaya Hai Ke Is Terha Namaz Perho Jis Terha Mein Namaz Perhta Hoon
huzoor Pak (S.A.W) Ne Kisi Hadees Mein Ye Nahi Farmaya Ke Aurton Ko Simat Ker Namaz Perhni Chahiye Aur Na Hi Kahin Aurton Ko Alag Terha Se Namaz Perhne Ka Bataya Hai...
kya Aurton Ko Admiyon Ki Terha Namaz Perhni Chahiye ????????
likhne Mein Koi Galti Ho Gai Ho To Maaf Ker Dijiye Ga...
shukriya...

Comment