Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Namaz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Namaz

    Assalam-o-alaikum,
    Aabi Bhai Mujhe Appse Ye Poochna Hai Ke Quran-o-hadees Ki Roshni Mein Aurton Ko Kis Terha Namaz Perhne Ka Hukum Hai...
    kyun Ke Hamein Bataya Gaya Tha Ke Aurton Ko Simat Ker Namaz Perhni Chahiye Mager Ab Ye Maloom Hua Hai Ke Huzoor-e-pak (S.A.W) Ne Farmaya Hai Ke Is Terha Namaz Perho Jis Terha Mein Namaz Perhta Hoon
    huzoor Pak (S.A.W) Ne Kisi Hadees Mein Ye Nahi Farmaya Ke Aurton Ko Simat Ker Namaz Perhni Chahiye Aur Na Hi Kahin Aurton Ko Alag Terha Se Namaz Perhne Ka Bataya Hai...
    kya Aurton Ko Admiyon Ki Terha Namaz Perhni Chahiye ????????
    likhne Mein Koi Galti Ho Gai Ho To Maaf Ker Dijiye Ga...
    shukriya...
    Last edited by Ainy Guriya; 24 June 2008, 13:17.

  • #2
    Re: Namaz

    Originally posted by ANEY View Post
    Assalam-o-alaikum,
    Aabi Bhai Mujhe Appse Ye Poochna Hai Ke Quran-o-hadees Ki Roshni Mein Aurton Ko Kis Terha Namaz Perhne Ka Hukum Hai...
    kyun Ke Hamein Bataya Gaya Tha Ke Aurton Ko Simat Ker Namaz Perhni Chahiye Mager Ab Ye Maloom Hua Hai Ke Huzoor-e-pak (S.A.W) Ne Farmaya Hai Ke Is Terha Namaz Perho Jis Terha Mein Namaz Perhta Hoon
    huzoor Pak (S.A.W) Ne Kisi Hadees Mein Ye Nahi Farmaya Ke Aurton Ko Simat Ker Namaz Perhni Chahiye Aur Na Hi Kahin Aurton Ko Alag Terha Se Namaz Perhne Ka Bataya Hai...
    kya Aurton Ko Admiyon Ki Terha Namaz Perhni Chahiye ????????
    likhne Mein Koi Galti Ho Gai Ho To Maaf Ker Dijiye Ga...
    shukriya...
    walaikum salam

    je bikul aney mai ne bhi yehi perha hai..Aik book main...mai bhi is bat ko le ker thora sa confuse hon..lekin jo mai ne perha hai wo mai idher share keron gi INSHAllah...

    Aabi bahi ap bhi bata dijay ga..:)




    Comment


    • #3
      Re: Namaz

      jazakallah
      v nice

      Comment


      • #4
        Re: Namaz

        Originally posted by life. View Post
        jazakallah
        v nice
        hud hogyi bhai la parwahi ki ghore say post tu parhyi namaz ka tareeqa discuss ho raha hay app jazakAllah kah rahay hain..posts na barhain kuch dain kuch lain apka pyara forum hay...
        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

        Comment


        • #5
          Re: Namaz

          w salam ayni !!!
          bohat acha question poocha he aap ne hamara bhi bhala ho jayega:thmbup:
          let see k abid bhai kya reply karte hein:)
          Last edited by vajiha; 19 July 2008, 17:22.

          Comment


          • #6
            Re: Namaz

            :alhamd:

            Comment


            • #7
              Re: Namaz

              Aslam o alykum ,
              mohtarm janab shahid nazir sahab aap se guzarish hay k is section main post karnay se pehly ik nazar is section k qawaed o zawabit per Dal lain shukriya. . . . :rose
              Last edited by aabi2cool; 1 September 2008, 12:19.

              Comment


              • #8
                Re: Namaz


                کتاب پڑھنے کہ لیے نیچے لنک پر کلک کریں
                http://ahlehaq.com/books/book-khawat...az-228-p1.html

                Comment


                • #9
                  Re: Namaz

                  Jazakallah
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #10
                    Re: Namaz

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    Jazakallah
                    BarakALLAH feekum Bhai

                    Comment


                    • #11
                      Re: Namaz

                      :jazak:
                      :36_3_21[1]::36_3_21[1]::36_3_21[1]:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Namaz

                        ٓاسلام و علیکم
                        اس کتاب کے اس صفحہ(صفحہ نمبر ۵۰) پر جو عربی عبارت تحریر کی گیء ہے، میری گزارش ہے کہ عابد بھاءی یا کوءی اور صاحب اس کا ترجمہ فراہم کر دیں
                        http://ahlehaq.com/books/book-khawat...z-228-p50.html
                        میرا خیال تھا کہ اس سے اگلے صفحے پر اسکا ترجمہ موجود ہوگا، مگر مصنف نے بغیر ترجمہ بتاءے ہی اگلی بات شروع کر دی،
                        یا اگر میں ترجمہ والا صفحہ مس کر گیا ہوں تو اس کی نشاندہی فرما دیں۔
                        بہت شکریہ
                        :jazak:

                        Originally posted by sunny_prince2020 View Post

                        کتاب پڑھنے کہ لیے نیچے لنک پر کلک کریں
                        http://ahlehaq.com/books/book-khawat...az-228-p1.html
                        -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

                        Comment


                        • #13
                          Re: Namaz

                          may koshish karon ga k kisi sey iska urdu tarjma karwa kar yahan post kar don

                          Comment


                          • #14
                            Re: Namaz

                            ji ye sahi kaha ap ne
                            thanks

                            Comment


                            • #15
                              Re: Namaz

                              nice..
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment

                              Working...
                              X