Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aurtoon ka Bazar jana???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aurtoon ka Bazar jana???

    Originally posted by Jagga View Post
    Salam Khalil bhai..

    Wo A'ala Hazrat Imam Shah Ahmed Raza Khan Brailvi hayn....
    aap ne wo salam to suna hi hoga...
    Mustufa jaan-e-Rehmat pe laakhon salam...(Sallalaho Alaihi wasallam)
    wo A'ala Hazrat hi ka likha hua hay...
    I know bro....Lakin wohan likha tha
    MERY AAQAA....

    yeh kiun?

    Comment


    • #17
      Re: Aurtoon ka Bazar jana???

      ye peer aur mureed ki nisbat hay bro.....
      wo ibaarat mere peer sahib ki likhi hui hay aur wo A'ala hazrat ko ahtraman Aaqa kehtay hayn....
      :36_3_10[1]: :rose Jagga :rose :tauba

      Comment


      • #18
        Re: Aurtoon ka Bazar jana???

        Aslamo alykom and welcome to pegham and islam section dear brother jagga :rose aap ny mashALLAH bohat hi achi sharing ki aur main ummeed karta hon k inshALLAH aynda bhi aap hameen issi tarah ki mufeed sharings mustfeez farmaty raheen gy...
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #19
          Re: Aurtoon ka Bazar jana???

          Jazak Allah khair
          wasalaam..

          Comment


          • #20
            Re: Aurtoon ka Bazar jana???

            Asslam Oalykom
            Aurton K Bazaar Jaanay K Muthaliq Aur Aaj Kl K Mahool K Baaray Main Nabi S A W S Ki Aik Hadith Share Krta Hon
            Nabi S Aw S Nay Frmaaya :[jo Aurat Khushboo Laga Kr Niklti Hay Phir Log Aus Wajah Say Aus Ki Trf Nazrain Authatay Hain....jb Wo Ghar Wapis Lotay To Gusal E Jinabat Kray.....wo Zania Hay].........
            Yah Alfaaz Hadith K Hain..ab Aaj Kl K Haalaat K Baaray Main Aap Log Khud Waqif Hain......aur Nabi S A W S Ki Yeh Hadith Bhi Mojood Hay K Aap Nay Frmaay K Bazar Shetan Ki Jaghain Hain.........
            Aur Sb Say Brh Kr Quran Ki Wo Aayat E Mubarka K Jis Main Allah Taalah Aurton Say Frmatay Hain Kgharon Main Tiki Raho Aur Jahiliyaat Ki Trah Banao Singhar Na Dikhati Phro.......
            In Sub Ahadith O Aayaat K Pesh E Nazr Aurton Ko Jahan Tlk Mumkin Ho Sakay Bazar Jaanay Say Aviod He Krna Chahyay Baqi Mjborri Ho To Bhi Shari Prda Ka Ehtmam Krna Chahyay .................
            Allah Hamain Apnay Deen Pr Aml Ki Tofeeq Ata Frmaaya
            Aameen
            W Slam
            Mugheera

            Comment


            • #21
              Re: Aurtoon ka Bazar jana???

              thanks bhai

              Comment


              • #22
                Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                apne bilkul theek kaha he .bazar shetan ka ghar he is liye jaha tak ho sake hum bazar jane se bachein,

                Comment


                • #23
                  Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                  very nice

                  Comment

                  Working...
                  X