Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aurtoon ka Bazar jana???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aurtoon ka Bazar jana???

    aslam o alikum kaisy hain aap?
    hamari aik member ny yehan swal kia tha k kia
    aurtain kaberstan jaa sakti hian?
    lakin mera yehan sawal hay k kia aurtain market ja sakti hian..??
    kiun k kaberstan main sab murdy huty hian jo ke na bool sakty hian aur na dekh sakty hian?
    lakin bazar main her kaam huta hay....
    what you say?:comfort:

  • #2
    Re: Aurtoon ka Bazar jana???

    mujy pata hay yehan koi nahi aye ga..................jo kaam na kerna hun os kee janab hum jaty hee nahi

    Comment

    • #3
      Re: Aurtoon ka Bazar jana???

      Originally posted by Khalil View Post
      mujy pata hay yehan koi nahi aye ga..................jo kaam na kerna hun os kee janab hum jaty hee nahi
      ap bhi foren mafroozay qayam kar letay hain ..k yahann ab koi nahinaey ga.......post lagaey hai members by the time dekh k yaqeenan reply karein gay ...kuch wait ker liya kijiey mafroozay se pehlay
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Aurtoon ka Bazar jana???

        Originally posted by Khalil View Post
        mujy pata hay yehan koi nahi aye ga..................jo kaam na kerna hun os kee janab hum jaty hee nahi
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Aurtoon ka Bazar jana???

          achha sawal hai khalil...:D

          Comment

          • #6
            Re: Aurtoon ka Bazar jana???

            ASLAMO ALYKUM , khalil bhai kaysy hain aap,
            sorry main ny aap ki ye post dekhi naheen warna pehly hi repply kardeta mery bhai aurtoon k qabarstan jany aur bazar jany dono main alg alg falsafa hy...
            aurat bazar kaya kaheen bhi jaskti hy magar sharee hadood qayood k andar rahty huy.....
            aur main pehly bhi bata chuka hon k auraton k qabarstan jany waly masla main ulmah ka ikhtilaf hy jis par aap ny likha hy k main ulmah ki baat na karon balk quran o sunnat k hawaly se bataon to mery bhai ulma qurano sunnat par hi fesla karty hain ...
            wo hadeeth jis se qabarstan jany ki iajzat milti hy us k alfaaz ko joulmah amoom par rakhty hain wo urton k bhi qabarastan jany k qael hain aur jo ulam baz dosri qbahton maslan auraton ka zaeef ul qalb hona ya zaeeful qaeeda hona is jaysi degar razalton ko bunyad banaty hain un k peeshy nazar us hadeethk amoom main aurteen dalhil naheen is liye wo auraton ko qabarstan jany se rokty hain....
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: Aurtoon ka Bazar jana???

              Originally posted by aabi2cool View Post

              :rose :jazak: :rose
              HAVE A NICE DAY

              ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
              عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح

              Comment

              • #8
                Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                aabi bro bohat achy tareqy se wazahat k khush raho
                Life is more strict than a teacher
                A teacher teaches a lesson
                and takes an exam.
                But life takes an exam
                and then teaches a lesson

                Comment

                • #9
                  Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  ap bhi foren mafroozay qayam kar letay hain ..k yahann ab koi nahinaey ga.......post lagaey hai members by the time dekh k yaqeenan reply karein gay ...kuch wait ker liya kijiey mafroozay se pehlay
                  mera mafroza sach sabit hu raha hay....

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                    Originally posted by Khalil View Post
                    mera mafroza sach sabit hu raha hay....
                    :) :) Aap k mafroozay ki waja se hee hum mail kar chukay hain ...Apnay Aalim sahib ko Aur duaa hay k wo jald reply kar dein...

                    and secondly aap nay shayad aabi bhai ka reply nahin dekha jabhiye baat ker rahay hain :)
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      :) :) Aap k mafroozay ki waja se hee hum mail kar chukay hain ...Apnay Aalim sahib ko Aur duaa hay k wo jald reply kar dein...

                      and secondly aap nay shayad aabi bhai ka reply nahin dekha jabhiye baat ker rahay hain :)
                      Ary esha dear.....main ny wo bee para hay...lakin aab aap k aalam k reply ker waite hay

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                        Salam
                        Attached Files
                        :36_3_10[1]: :rose Jagga :rose :tauba

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                          jagga sahib aap ny buhat achi daleel dee hain
                          kia aaik baat batain gy... es main ek jaga likha hay
                          Mery AAQA ala hazrat..............yeh kon hian???

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                            Salam Khalil bhai..

                            Wo A'ala Hazrat Imam Shah Ahmed Raza Khan Brailvi hayn....
                            aap ne wo salam to suna hi hoga...
                            Mustufa jaan-e-Rehmat pe laakhon salam...(Sallalaho Alaihi wasallam)
                            wo A'ala Hazrat hi ka likha hua hay...
                            :36_3_10[1]: :rose Jagga :rose :tauba

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aurtoon ka Bazar jana???

                              jazakallah
                              If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                              Happy moments, praise Allah.
                              Difficult moments, seek Allah.
                              Quiet moments, worship Allah.
                              Painful moments, trust Allah.
                              Every moment, thank Allah.

                              Comment

                              Working...
                              X