Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zabaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zabaan

    :thmbup: :rose
    Attached Files
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Zabaan

    Gul aap ne Hadees ki roshni mein aik boht hi aam lekin Ahem maslay ko be naqab kiya hey, waqaee hum mein se boht log iss bat ka khyal ka khyal nhi rakhtay hein aur anjanay mein doosron ki dil aazari kartay hein aur apnay gunahon mein izafa kartay hein.

    Allah ta'ala hum sub ko aisi baton se bachnay ki taufiq ata farmaye, Ameen

    Comment


    • #3
      Re: Zabaan

      Kehtey hain keh teer sey laga huwa zakhm to bhar sakta hai magar zubaan sey nikley huwey alfazon ka zakhm kabhi nahin bharta. Zuban hi jism ka bohat aham juz hai keh is sey hamein zaiqey ka pattah chalta hai. Aur jab isi sey ada kiye huwey alfaaz kabhi to sheerini ban kar meethey lagtey hain aur kabh zehar ki tarha karwey.

      Gul aap ney bohat achha masla biyaan kiya hai Allah Tala aap ko iska ajar dey. Aik chhoti si baat kehna chahon ga Gul keh jab kabhi bhi muqaddas hastiyon ka naam likha karein to HAZRAT zaroor likha karein, khasoosan siraf "Muhammad SAW" likhna achha nahin lagta.

      Bohat khush rahiye :)

      Masood
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Zabaan

        Gul MashAllah aap ne bohat achi baat hum se share ki hai......Allah taala humain zubaan ki aftoN se mehfooz rakhe Ameen
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Zabaan

          Originally posted by Muskan
          Gul aap ne Hadees ki roshni mein aik boht hi aam lekin Ahem maslay ko be naqab kiya hey, waqaee hum mein se boht log iss bat ka khyal ka khyal nhi rakhtay hein aur anjanay mein doosron ki dil aazari kartay hein aur apnay gunahon mein izafa kartay hein.

          Allah ta'ala hum sub ko aisi baton se bachnay ki taufiq ata farmaye, Ameen
          Ameen :rose
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Zabaan

            Originally posted by Masood
            Kehtey hain keh teer sey laga huwa zakhm to bhar sakta hai magar zubaan sey nikley huwey alfazon ka zakhm kabhi nahin bharta. Zuban hi jism ka bohat aham juz hai keh is sey hamein zaiqey ka pattah chalta hai. Aur jab isi sey ada kiye huwey alfaaz kabhi to sheerini ban kar meethey lagtey hain aur kabh zehar ki tarha karwey.

            Gul aap ney bohat achha masla biyaan kiya hai Allah Tala aap ko iska ajar dey.
            mey ney aik jagey perha tha key insaan ki zabaan sey nikley huye haroof dil per aeysey lagtey hein jaisey zameen mey koi keel thonk di jaye ....agar ma'afi maang bhi li jaye to wo keel to hat jaye gi magr us ka surakh waheen rahey ga ...
            Originally posted by Masood
            Aik chhoti si baat kehna chahon ga Gul keh jab kabhi bhi muqaddas hastiyon ka naam likha karein to HAZRAT zaroor likha karein, khasoosan siraf "Muhammad SAW" likhna achha nahin lagta.

            Bohat khush rahiye :)

            Masood
            inshAllah mey ainda khayal rakhun gi
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Zabaan

              Originally posted by YAARAM
              Gul MashAllah aap ne bohat achi baat hum se share ki hai......Allah taala humain zubaan ki aftoN se mehfooz rakhe Ameen
              Ameen ya Rab
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              Working...
              X