:thmbup: :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Zabaan
Collapse
X
-
Re: Zabaan
Gul aap ne Hadees ki roshni mein aik boht hi aam lekin Ahem maslay ko be naqab kiya hey, waqaee hum mein se boht log iss bat ka khyal ka khyal nhi rakhtay hein aur anjanay mein doosron ki dil aazari kartay hein aur apnay gunahon mein izafa kartay hein.
Allah ta'ala hum sub ko aisi baton se bachnay ki taufiq ata farmaye, Ameen
-
Re: Zabaan
Kehtey hain keh teer sey laga huwa zakhm to bhar sakta hai magar zubaan sey nikley huwey alfazon ka zakhm kabhi nahin bharta. Zuban hi jism ka bohat aham juz hai keh is sey hamein zaiqey ka pattah chalta hai. Aur jab isi sey ada kiye huwey alfaaz kabhi to sheerini ban kar meethey lagtey hain aur kabh zehar ki tarha karwey.
Gul aap ney bohat achha masla biyaan kiya hai Allah Tala aap ko iska ajar dey. Aik chhoti si baat kehna chahon ga Gul keh jab kabhi bhi muqaddas hastiyon ka naam likha karein to HAZRAT zaroor likha karein, khasoosan siraf "Muhammad SAW" likhna achha nahin lagta.
Bohat khush rahiye :)
Masoodtumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Zabaan
Originally posted by MuskanGul aap ne Hadees ki roshni mein aik boht hi aam lekin Ahem maslay ko be naqab kiya hey, waqaee hum mein se boht log iss bat ka khyal ka khyal nhi rakhtay hein aur anjanay mein doosron ki dil aazari kartay hein aur apnay gunahon mein izafa kartay hein.
Allah ta'ala hum sub ko aisi baton se bachnay ki taufiq ata farmaye, Ameen" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Zabaan
Originally posted by MasoodKehtey hain keh teer sey laga huwa zakhm to bhar sakta hai magar zubaan sey nikley huwey alfazon ka zakhm kabhi nahin bharta. Zuban hi jism ka bohat aham juz hai keh is sey hamein zaiqey ka pattah chalta hai. Aur jab isi sey ada kiye huwey alfaaz kabhi to sheerini ban kar meethey lagtey hain aur kabh zehar ki tarha karwey.
Gul aap ney bohat achha masla biyaan kiya hai Allah Tala aap ko iska ajar dey.
Originally posted by MasoodAik chhoti si baat kehna chahon ga Gul keh jab kabhi bhi muqaddas hastiyon ka naam likha karein to HAZRAT zaroor likha karein, khasoosan siraf "Muhammad SAW" likhna achha nahin lagta.
Bohat khush rahiye :)
Masood" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment