Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

    aslamo alykum, khalil and asad tehrer ko pasnd karny ka shukria .meri jaza bus itni hi hy k jaesy aap ko sanjh aai hy isi tarah degar ahbab ko bhi is nahayet hi aham islami nazariye ki samjh aajay aur ghalat fehmiyan door hon . to main samjhon ga k meri mehnat ray gaan naheen gai....aur A MAN OF LETER bahi aap jis bhi jamat ya makktaba faikkar se taluq rakhaty hain aap ki ittilah kiliye arz hy k hum yhaan kisi jamat ya maktaba fikker ki abyari naheen karrahy balk hum saheeh islam jo k salfo o saleheen ka nazariya tha aur hy usi ki mehnat main mazeed koshish karrahy hain lehaza aap se darkhawast hy aap apny kamati tashkus ki bajay yahaan par serf aur serf islami tashkos k sath zahir hon .aur koi bhi baat kareen to jazbat ko control main rakheeen .wesy bhi taswuf koi ferqa warana mozu anheen hy......ummeed hy aap meri derkhawast par amal farmaien gy...w/salaam aap ka khair andeesh...aabi
    Last edited by aabi2cool; 15 July 2006, 15:24.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #17
      Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

      Originally posted by aabi2cool
      walikum as salam aabi bahi
      app ney jahan tak tazkia nafas ki baat ki hay
      i agree with this
      taqwa ka check kerna sirf o sirf Allah ka ikhtiar hay
      kon zeada taqwaey per hay is ko sirf Allah hi bata sakta hay
      sufia key 6 darjay bian keyah jatay haan
      jesay key ghos , abdal , etc etc
      sirf aik darja taqwa key kehta hay jo key sufia key nazdeek sab sey low darja hay
      yeh darjat kis nay ki, and jo in key ala darjat per faiz hotay haan
      un key taqway ko kis ki sanat mili
      yeh darjey keeon ker peda hoey , in darjat ka reference Quran main keeon naeen hay .

      ager meri koi baat bori lagi ho to sorry

      take care
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment

      • #18
        Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

        Originally posted by filbahere

        aslam o alykum filba bhai , mujhy aap ki koi baat buri naheen lagi aap k sawaloon k jawab main zaroor don ga likin pehly aik baat ki wazahat ka umeed war hon. aur wo ye k kaya pehly aap ye bataiye k taswuf ko tazkia nafas ka mutabadil samjh kar mery biyan kiye gay dalaiel ki roshni main kaya ab aap ye taswuf ko aik islami nazariya gardanty hain ya naheen ...bus isi cheez ki jawab talbi hy agar aap apni ara se jald az jald matla farmaien to main inshaALLAH AAP K DEGAR GHALT FEHMIYONKA JAWAB BHI DON GA...w.salaam aabi
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19

          walikum as salam
          actually tazkia nafas, ilm deen and baki jo kuch app ney mujeh batalaya wo meri nazar main aik acchay muslim and alim e deen ki definition main ati hay , ager hmm tasafuf ki definition itni had tak hi rakeen to teek hay , keeon kay itnay per mujeh kia , kisi ko bi inkar naeeen hota

          problem waheen sey start hoti hay , jab baat is sey agey nikalti hay
          and app tasawuf ki koi bi book utta ker dek lain , yahan sey baat start ho gi and pir demalai kisay start ho jaeen gay is key baad.
          asam sey kahana khud aney lag gia
          samander main hath dal ker kitabeen nikal leen and kitabeen khoshk nikleen
          aik wakat main aik sey zeada jaga majood hoey etc etc etc

          umeed hay key app meri baat samj rahey hoon gay
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment

          • #20
            Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

            Originally posted by filbahere
            walikum as salam
            actually tazkia nafas, ilm deen and baki jo kuch app ney mujeh batalaya wo meri nazar main aik acchay muslim and alim e deen ki definition main ati hay , ager hmm tasafuf ki definition itni had tak hi rakeen to teek hay , keeon kay itnay per mujeh kia , kisi ko bi inkar naeeen hota

            problem waheen sey start hoti hay , jab baat is sey agey nikalti hay
            and app tasawuf ki koi bi book utta ker dek lain , yahan sey baat start ho gi and pir demalai kisay start ho jaeen gay is key baad.
            asam sey kahana khud aney lag gia
            samander main hath dal ker kitabeen nikal leen and kitabeen khoshk nikleen
            aik wakat main aik sey zeada jaga majood hoey etc etc etc

            umeed hay key app meri baat samj rahey hoon gay
            aslamo alykum fiba bhai
            ji main aap ki baat samjh gaya hon aap ka yaqeenan ishara oliya ki karamaat ki taraf hy to bhai arz ye hy k oliya ki karamaat barhaq hain aur quran o sunnat is par gawah hain..aap is k bary main kaya kehty hain k quran main sura namal main hazarat salman as k aik sahabi ka waqea naqal hy jis ny palk jhapkny se bhi pehly malika saba bilqees k takhat ko jo k kai hazar meel door tha darbary shahi main hazir kardiya tha..ye to hazrat salman k aik ummti ki baat hy rahi baat kahtmul anbiya aur tamam abniya k sardar nabi saw k ummtiyon ki to wo yaqeenan badarja oala ALLAh ka haan bari qadro amnzilat rakhty hain aur un se bhi yaqeena ays khawariq adaat zahir hosakti hain...mery bhai ajeeb o greeb waqeat waliuon se sadir hona barhaq hy likin wali serf wo naheen hy jo k serf is kisam ki shobdy dekhay.. balky asal wali wo hy jo k shariyat par khud ko qaem rakhy agar kaheen zaroorat peesh aajay to deen e barhaq k himayat main khuda se dua kar k ajeeb o gareeb waqeat ka sadoor bhi farmay...aur hum is kisam ki tamam rawayaat ko quran o hadeeth par peesh kareen gy agar quran main is kisam ka koi waqea mil jay jesa k main ny pehly bhi zikar kiya to hum maam laien gy.. warna naheen...likin meri baat ka khiyal rahy k waliyon se karaamat ka zahoor barhaq likin wali ki pehchan serf karamat hi nahenn hy....:rose
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #21
              Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

              ماشاہ اللہ بہت خوب ۔
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment

              • #22
                Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                waalikum asslam

                aabi bhai bohat bohat acha likhaa aap ne aur bilkul darust :thmbup:
                koi ibhaam nae raha ...:salam::salam::salam:
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #23
                  Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                  aabi bhaiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
                  ab koi image nazar nae aarha muje
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #24
                    Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                    Originally posted by saraah View Post
                    aabi bhaiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
                    ab koi image nazar nae aarha muje
                    ab dekhoooo :hairdrayer:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    Working...
                    X