Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

    Last edited by aabi2cool; 30 December 2009, 15:22.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

      Last edited by aabi2cool; 30 December 2009, 15:23.
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #4
        Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

        Last edited by aabi2cool; 30 December 2009, 15:25.
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5
          Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

          Last edited by aabi2cool; 30 December 2009, 15:27.
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

            Last edited by aabi2cool; 30 December 2009, 15:28.
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

              Asalam-0-Alikum

              sirf o sirf lafzai sey app log kam letay haan , and Quran o hadees key alimon ko app sufi kehna shorow ker detay haan
              ----------------------------------

              herat hay key app ney islam ko Hazoor PBUH key zamney kay baad bi addition ki ijazat dey rakhi hay

              halankey Hazoor PBUH per mazhab islam end ho gia tha, us key baad aney waley kisi nazriay, soch ya baat ko app islamic naeen keh saktey

              is leya ager kisi cheeze ya nazriayh ko islamic sabit kerna ho to us ka reference Quran o hadees sey sabit kerna hota hay

              taswafuf key nazriyah yani key insan , alimon sey agey nikal jaey , hawaoon main urta piray , wo kam karey jo key Hazoor PBUH bi naeen ker sakey they
              pir bi wo islamic hay key bakool

              and jo saboot mangey key akhir kis base per app is ko islamic keh rahey haan to pehlay to thread band ker dia jaey , pir kaha jaey key saboot mangney waley jahil haan

              afsos hay app logon ki zehniayat per

              app ney islam ko Quran o hadees ki jaga apney morshidon key aqwal ko dey rakhi hay
              key app key morshid ney yeh kah dia to yeh islamic hay , chayeh us ka zikar Quran o hadees main ho ya naeen .

              Bahi app log Quran o hadees sey sabit keeon naeen kertay key sufi isam is islamic
              and issan dunia ko chor ker , rahbaniat ko ikhtiar ker kay , super man ban sakta hay
              wo kam ker sakta hay jo key ambia bi na ker sakey.
              Last edited by tauruskhan; 12 July 2006, 15:47.
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment

              • #8
                Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                Originally posted by aabi2cool
                MASHA ALLAH BUHUT ACHY INFORMATION HAY DIN KY BARY MYN
                AP POINT NUMBERS 4 TO 7 KO OPEN KAR SUKTY HYN? YA KOYE REFERENCE JUHAN SY EN KY DETAIL MYL SUKY?
                He who does not want to tease himself, should learn how to keep secrets inside the doors which can just be locked by him and no any other person can keep the keys, trusting just one other person out of your own personality and blood can harm you anywhere and everywhere in the world.
                ~Lucan~

                Comment

                • #9
                  Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                  Last edited by aabi2cool; 30 December 2009, 15:30.
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                    Last edited by aabi2cool; 30 December 2009, 15:31.
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                      Jazak ALLAH bhai aap ny nayahat hee umda tareeky s tafseel k sath yeh artical likha hay
                      mujy to buhat hee ziyada samaj agai hay tasawuf kee main b pehly kai sawalat main uljha huwa tha mager aap ka yeh artical parr ker mera ziyan aur ziyada khul gia hay.
                      mera khiyal hay k etna acha mazamin parr lainy k baad bhee koi es per ehtiraz kery
                      khush rahoo abi khuda tumain aur ziyada likhna ka hosila aut time fraham kerian.
                      best luck...

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                        very nice......... waqy he bohat ache tehreer hay.. JazakAllah
                        Life is more strict than a teacher
                        A teacher teaches a lesson
                        and takes an exam.
                        But life takes an exam
                        and then teaches a lesson

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                          Originally posted by filbahere
                          Asalam-0-Alikum

                          sirf o sirf lafzai sey app log kam letay haan , and Quran o hadees key alimon ko app sufi kehna shorow ker detay haan
                          ----------------------------------

                          herat hay key app ney islam ko Hazoor PBUH key zamney kay baad bi addition ki ijazat dey rakhi hay

                          halankey Hazoor PBUH per mazhab islam end ho gia tha, us key baad aney waley kisi nazriay, soch ya baat ko app islamic naeen keh saktey

                          is leya ager kisi cheeze ya nazriayh ko islamic sabit kerna ho to us ka reference Quran o hadees sey sabit kerna hota hay

                          taswafuf key nazriyah yani key insan , alimon sey agey nikal jaey , hawaoon main urta piray , wo kam karey jo key Hazoor PBUH bi naeen ker sakey they
                          pir bi wo islamic hay key bakool

                          and jo saboot mangey key akhir kis base per app is ko islamic keh rahey haan to pehlay to thread band ker dia jaey , pir kaha jaey key saboot mangney waley jahil haan

                          afsos hay app logon ki zehniayat per

                          app ney islam ko Quran o hadees ki jaga apney morshidon key aqwal ko dey rakhi hay
                          key app key morshid ney yeh kah dia to yeh islamic hay , chayeh us ka zikar Quran o hadees main ho ya naeen .

                          Bahi app log Quran o hadees sey sabit keeon naeen kertay key sufi isam is islamic
                          and issan dunia ko chor ker , rahbaniat ko ikhtiar ker kay , super man ban sakta hay
                          wo kam ker sakta hay jo key ambia bi na ker sakey.
                          Salam bhaeee, mera taulaq Ahal-e-Sunnat Wal Jammat (Brailvii) sey hai, yaar tum logon ki fitrat abhiii tak nahee badliii hai.. tumharay baray (Deubandii Ulema-e-Kram) jiss tarhaa sey Aaaqa Karim (SAW) ki bughaz aur hasad apnay dil main rakhtay thay tum mai woh jalak nazar aaaa rahiii hai, (Sorry agar tum ko bura lagay) Tum nai aik baat kahee hai k yeh kaaam to Hazrat Muhammad (SAW) bhii nahee kar sakay.. Tou janab unn ki azmaat tum kia jano.....
                          Agahr kabhiii moqaa mila tou tum sey iss mozoh per tafseeli baat ho geeee. Baqi meharbaiii kar k aisaaa na karo k tum b Abdullah Bin Abhiii ki safff mai kharay ho jao..... (Sorry for my hard comments to u. But tum isss qaaabil hii hou).. See u soon ... :insha:

                          Comment

                          • #14

                            Filbahere....

                            Baat wahan samjhai jati hai jahan per koi baat ko sun'ney, samajhney aur ussey qabool karney ko tayyar ho. Aap ney kaii aik threads mein is baat ka saboot diya hai keh aap kisi doosrey ki koi baat qabool to bohat door ki baat ussey suneney ko tayyar nahin ho. Jab insaan yeh samajhein keh mera ilm baqi sab sey theek hai to wahan per zehni fitor key siwa kuchh bhi nahin hota.

                            Allah Tala ka deen siraf aik hai aur woh hai Islam. Raah-e-Haq. Issey insaan ki pedaish sey pehley farishton ney qabool kiya, aur jis farishtey ney issey qabool na kiya woh shaitan kehlwaya. (Islam mein yeh baat bhi maneni lazmi hai keh Aadam AS ko sajdah kiya geya hai). Yun Allah ka deen insaani takhleeq sey pehley ka hai aur HAR nabi, har rasool ney siraf aur siraf isi aik deen ki tableegh ki hai, jo Nabi Kareem SAW per aa ker mukamil huwa. Yahan tak ham ghalban mutfiq hain.

                            Lekin waqt key saath saath deen ki tableegh karney ki zaroorat bohat sakht ho jati hai. Kuchha ghaflaton ki wajah sey, kuchh sazishon ki wajah sey. Aisey mein har dor mein Allah Tala key khaas khaas bandey duniya mein mojood rahey hain, jinhein HAM aulya-Allah, sufi, buzurg, peer, aalim aur doosrey namon sey yaad kartey hain, jo Islam ki bujhti hui shama ko aik baar phir roshni bakhshtey hain aur log unkey diyey huwey darson per deen ko az sarey nau paa letey hain.

                            Mera eeman hai keh aisey nek aur deen ko ahyaa bakhshney waley log har dor mein pedah hotey rahey hain jo Islam ko aik naii zindagi bakhshtey hain. Kuchh bohat badey paimaney per hotey hain, jaisey Alif Majadad Sani, Shah Wali Allah, Khawaja Moin-ud-din Chishti, aur kuchh us muqaam ko to nahin pohanch saktey main woh bhi apney apney ehad mein bohat bada kaam kartey hain deen ko ahyaa bakhshney per.

                            Kuchh aisey bhi pedah hotey hain jo apni sochon ko bilkul ajeeb rang mein letey hain, kuchh Hadees tak ki nafi kartey hain, aur unka apna aik firqa ban jata hai, aur kuchh siraf Quran aur Hadees mein hi sab kuchh talash kartey hain. Aisi sochein unhi ko mubarak hon. Allah Tala key deen ko har dor mein kisi na kisi peshwaa ki zaroorat rehti hai.. aur yehi wajah hai keh Islam jab bohat ziyada ruswaa aur andheron mein ho ga us waqt Hazrat Imam Mehdi ka zahoor hoga jo deen ko aik naii jila bakhshein gey.
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~Tassawuf~...Tazkia e Nafas

                              Originally posted by a man of letters
                              Salam bhaeee, mera taulaq Ahal-e-Sunnat Wal Jammat (Brailvii) sey hai, yaar tum logon ki fitrat abhiii tak nahee badliii hai.. tumharay baray (Deubandii Ulema-e-Kram) jiss tarhaa sey Aaaqa Karim (SAW) ki bughaz aur hasad apnay dil main rakhtay thay tum mai woh jalak nazar aaaa rahiii hai, (Sorry agar tum ko bura lagay) Tum nai aik baat kahee hai k yeh kaaam to Hazrat Muhammad (SAW) bhii nahee kar sakay.. Tou janab unn ki azmaat tum kia jano.....
                              Agahr kabhiii moqaa mila tou tum sey iss mozoh per tafseeli baat ho geeee. Baqi meharbaiii kar k aisaaa na karo k tum b Abdullah Bin Abhiii ki safff mai kharay ho jao..... (Sorry for my hard comments to u. But tum isss qaaabil hii hou).. See u soon ... :insha:

                              A man of letter yeh meri aap ko warning hai keh aap kisi doosrey key maslak per is andaz mein guftgoo nahin kar saktey, is tarha ki soch aur is tarha ka andaaz aap off forum rakhein, forum per is andaz ko qabool nahin kiya jaey ga!
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X