Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~*~*Namaz parho~*~*
Collapse
X
-
Re: ~*~*Namaz parho~*~*
Allah ham ko 5 waqt ke namaz parny ke tofeeq day.. or achy kaam karny ke tofeeq day........ameen ..........Life is more strict than a teacher
A teacher teaches a lesson
and takes an exam.
But life takes an exam
and then teaches a lesson
Comment
-
Re: ~*~*Namaz parho~*~*
Namaz aur Qabar ka aaapis main bara gehra taluq hai b coz..
Roze mehshir k jaaan-e-gadaz buwad
Awaleen pursash k namaz buwad.
Yaaani sub sey pehla sawal namaz k baray mian ho ga.. Iss liyay zaroori hai k hum usss sawal ki tayyari kar hii lain,
Comment
-
Re: ~*~*Namaz parho~*~*
Originally posted by Khalilyaar main ny to Quraan main yeh para hay..
namaz ka ziker kitny faraiz k baad aya hay.
Quran main irshaad hai 'Maaa khalqtul Jinna wal insaaa illa ley yaboduun'
Yani "Hum nai Jinno aur Insaaano ko sirf apni Ibaadat k liyay Paida kiya". Tou Khalil lala iss aaayat sey yah baat very clear hai hum sub ki tehleeq ka maqsad sirf Allah ki ibaadat hai. Aur Namaaz kalma k baad sub sey laazmi rukan hai.. Any way Allah hum sub ko Aaaqa karim (SAW) k sadqay namaz parhnay ki tofeeq farmay (Aaamin)
Comment
-
Re: ~*~*Namaz parho~*~*
aap ko taasaly bakhash jawab to shaid amol hee dain
lakin main yehan yeh kehna chayonga k..
Namaz to muhabbat kee aik ada hay jo bandy aur ALLAH k dermian paida huti hay...
aur jehan tak mera nakas elam hay....ALLAH apny liy muhabbat ko hee pasand kery ga na k apny apny khof sy namaz perhny waly ko..
Comment
-
Re: ~*~*Namaz parho~*~*
Originally posted by Masoodaik sawal...
Shahba karam (RA) k ikhlaaq sub k saamnai hain. Woh to namaz k iss qadar paband they k agar koi beemar hota tou 2 ya 3 log uss ko kandoh per uthaa kar masjid laatai thay taaaa k yeh namaz adaa kar lia?
Any way main Abid bhaee ko iss topic main shamooliat ki dawat deta hoonn..
Abbid bhaee aaap iss baray main apny ilam ki roshni main batian...
Comment
-
Re: ~*~*Namaz parho~*~*
Assalaam-0-Alaikom:rose
:jazak:
nice post
Comment
Comment