Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~*Namaz parho~*~*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~*Namaz parho~*~*


  • #2
    Re: ~*~*Namaz parho~*~*

    :jazak: buhut khoob :thmbup:
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: ~*~*Namaz parho~*~*

      Allah ham ko 5 waqt ke namaz parny ke tofeeq day.. or achy kaam karny ke tofeeq day........ameen ..........
      Life is more strict than a teacher
      A teacher teaches a lesson
      and takes an exam.
      But life takes an exam
      and then teaches a lesson

      Comment


      • #4
        Re: ~*~*Namaz parho~*~*

        aap ny namaz k bary main bataya hay ya k kaber k bary main?
        waisy post achi hay

        Comment


        • #5
          Re: ~*~*Namaz parho~*~*

          Namaz aur Qabar ka aaapis main bara gehra taluq hai b coz..
          Roze mehshir k jaaan-e-gadaz buwad
          Awaleen pursash k namaz buwad.
          Yaaani sub sey pehla sawal namaz k baray mian ho ga.. Iss liyay zaroori hai k hum usss sawal ki tayyari kar hii lain,

          Comment


          • #6
            Re: ~*~*Namaz parho~*~*

            yaar main ny to Quraan main yeh para hay..
            namaz ka ziker kitny faraiz k baad aya hay.
            Attached Files

            Comment


            • #7
              Re: ~*~*Namaz parho~*~*

              JAZAK ALLAH khair bohat achi sharing hy
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #8
                Re: ~*~*Namaz parho~*~*

                Bohat achii sharing hai
                :jazak:

                Comment


                • #9
                  Re: ~*~*Namaz parho~*~*

                  JAzakAllah :rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~*~*Namaz parho~*~*

                    Originally posted by Khalil
                    yaar main ny to Quraan main yeh para hay..
                    namaz ka ziker kitny faraiz k baad aya hay.
                    Salam Khalil Bhaee,, aaaap ki yeh post bohat achhii hai. inn tamam amoor ka Allah nai zaroor kaha hai laikin yeh saray Namaz k baat aatain hain..
                    Quran main irshaad hai 'Maaa khalqtul Jinna wal insaaa illa ley yaboduun'
                    Yani "Hum nai Jinno aur Insaaano ko sirf apni Ibaadat k liyay Paida kiya". Tou Khalil lala iss aaayat sey yah baat very clear hai hum sub ki tehleeq ka maqsad sirf Allah ki ibaadat hai. Aur Namaaz kalma k baad sub sey laazmi rukan hai.. Any way Allah hum sub ko Aaaqa karim (SAW) k sadqay namaz parhnay ki tofeeq farmay (Aaamin)

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~*~*Namaz parho~*~*

                      amol
                      shaid tum mera point nahi samjy.....dekho jo main ny ayat dee hay wazey hain pher b yaar koi shak hay....zra ghoor sy paro...
                      aur ebadat siraf namaz hee nahi jo chezian os ayat main hain wo sab kee sab ebadtain hain

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~*~*Namaz parho~*~*

                        aik sawal...
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~*~*Namaz parho~*~*

                          aap ko taasaly bakhash jawab to shaid amol hee dain
                          lakin main yehan yeh kehna chayonga k..
                          Namaz to muhabbat kee aik ada hay jo bandy aur ALLAH k dermian paida huti hay...
                          aur jehan tak mera nakas elam hay....ALLAH apny liy muhabbat ko hee pasand kery ga na k apny apny khof sy namaz perhny waly ko..

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~*~*Namaz parho~*~*

                            Originally posted by Masood
                            aik sawal...
                            Masood bhaeee, Meray naaqas ilam k mutabiq iss post main tou kaheen b main nai yeh nahee kaha k aaap khanjer ki nok per namaaz adaa karain, Namaz aik farz ibaadat hai, jo k hur haaal main addda karnii hai, Aaaap isss ko dossray kamo per foqeet nahee dey saktai.. Hazrat Imam Hussain (RA) ki misaaal hamray saamnay hai, jub mardood nai un ko shaheed kia tou woh uss waqat sajday main theyy. Tou kia woh uss doraan Jihaad naheen kar rahay theyyy?? Aghar dekha jayey tou Jihaad b Islaaam ka aik ahem tareen rukan hai , Jiss k baray main Quran main wazeh likha hua hai,, tou kia yahan per yehh donon batain clear ho jatii hai k Islaam k hur rukan ki apni jagha ahmeet zaroor hai laikin Namaz is First..
                            Shahba karam (RA) k ikhlaaq sub k saamnai hain. Woh to namaz k iss qadar paband they k agar koi beemar hota tou 2 ya 3 log uss ko kandoh per uthaa kar masjid laatai thay taaaa k yeh namaz adaa kar lia?
                            Any way main Abid bhaee ko iss topic main shamooliat ki dawat deta hoonn..
                            Abbid bhaee aaap iss baray main apny ilam ki roshni main batian...

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~*~*Namaz parho~*~*

                              Assalaam-0-Alaikom:rose
                              :jazak:
                              nice post

                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment

                              Working...
                              X