Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ISLAM : Test Your Knowledge

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ISLAM : Test Your Knowledge

    Originally posted by Spy009
    Next Question:

    1. Machhli (Fish) ko zabah (slaughter) karne ki zaroorat kyon nahin parti.

    2. Mara huwa machhli (dead fish) bhi halal hai kyon...?
    kyoon key Allah T'ala ney hamarey liye aeysey hi rakha hai
    ....well mujhey is koi reason nahi maloom leykin ye sawal hi barha ajeeb sa hai
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #32
      Re: ISLAM : Test Your Knowledge

      Originally posted by Muskan
      Aanchal, aap aik correction kar dijiye plz, shayed taizi se likhtay huye aap ne spellings aagay peechay kar diye hein, ummhat ul momneen ki jo list aap ne di hey uss mein #7 drust nhi hey. Aap ne
      7.Hazrat Zaiban Bint Hajsh (R.A)
      likha hey jub k drust nam HAZRAT ZAINUB BINT E JAHSH hey.
      ji Hazrat Zainab (R.A) hi hai sahi lafz ..jaldi main spelling mistake hoo gai ..thanxx for the correction :rose
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #33
        Re: ISLAM : Test Your Knowledge

        Originally posted by barg.e.gul
        kyoon key Allah T'ala ney hamarey liye aeysey hi rakha hai
        ....well mujhey is koi reason nahi maloom leykin ye sawal hi barha ajeeb sa hai
        Yellowsky

        Main socha tha ke aapke paas answer zaroor hoga, btw

        Aanchal ka wait kar leta hoon

        otherwise main answer talaash karne ki koshish karoonga, I think k is sawal ka jawab kisi Paighamber se related zaroor hai.
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment

        • #34
          Re: ISLAM : Test Your Knowledge

          Originally posted by Spy009
          Yellowsky

          ..... think k is sawal ka jawab kisi Paighamber se related zaroor hai.
          chalien phir mey aik search maarti hun :insha:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #35
            Re: ISLAM : Test Your Knowledge

            Jee zaroor
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment

            • #36
              Re: ISLAM : Test Your Knowledge

              Mujhey ye aik hadees mili hai ...aap deyk lein agar aap ko milta hai is ka answer key ye aik paighambar sey related hai key nahi? Humein bhi zaroor batayie ga:thmbup:
              Rasulullah (Sallallaahu
              Alayhi Wasallam) said, 'Two carions are made Halaal for us; Fish and locust.
              ' (Mishkaat vol.2 pg.361).
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #37

                Abhi tak to mujhe bhi yehi answer mila hai...
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                • #38
                  Re: ISLAM : Test Your Knowledge

                  Originally posted by Spy009
                  Main yehaN iss thread meiN kuchh Islam ke baare meiN basic knowledge jama'a karna chahta hooN,

                  1.) Sawal maiN karooN yaa aap (koi bhi)
                  2.) Jawab agar mujhe ma'aloom hai to bataoNga, agar nahiN to koi
                  Mohtram/Mohtarma batayeN.

                  Questions:

                  1.) Prophet Mohammad s.a. ko 40 saal ke umr meiN naboowat mili, Prophet Mohammad (s.a.) ki 25 saal ke umr meiN 40 sala Khadija r.a. ke saath shaadi (nikah) huwa, Islam ke qabal unka shaadi kis tariqe se huwa...?

                  2.) Actual meiN Mohammad s.a. ki kitni ahaliya (wives) theiN, kahin maiN 4 paRhta hooN, kahiN 8, jabke Madina sharif ke Janatte baqi meiN maiN ne 4 qabroN ki nishani ko dekha, nishani clear nahiN hai, maiN kisi se puchcha bhi nahiN yeh soch kar k shayad meri tarah kam elm wala wo bhi ho. Jabke Khadija r.a. ka qabra Makkah meiN hai.

                  3.) Musalman kitne festival celebrate karte haiN. Hamare India, Pakistan meiN log Shab-e-barat, Id Milad un Nabi, aur Muharram ko bhi festival ki tarjih dete haiN...kahaN tak sach hai yeh ?

                  4.) Huzur Mohammad Rasool s.a. ke kitne bete aur kitni betiyaN theiN. Aap (s.a.) ke sahabzaadiyoN ka nikah kis sahaba'On ke saath huwa ?

                  5.) Kis paiGhambar ko Whale nigal gaya tha...?

                  Jawab dene wale bhai bahan wo bhi apni sawal rakheN, lekin jawab mukammal hone ke baad kahiN aisa na ho ko 2-3 jawab diye aur phir naya sawal uTh gaya, iss se thread ka sisilewar toot jayega...

                  :jazak: :rose

                  Shukriya
                  En sab ka jawab me daita hun inshaALLAH
                  per dear apny signature Islamic section main show na kia kerain
                  aur khush rahy:rose

                  Comment

                  • #39

                    1..
                    (1 plz kia aap batain gy k sab es wakt nahi hura hay.
                    my dear Islam main koi pabandi nahi hay....(aur han hum khudh ko deyan rakhna chay k bachon kee shadi k wakt ehtihat kerain na k Islam main pabandi na huny kee aaar main hun small children kee shadi ker dain)
                    2..(my dear yeh search hu gai hay k un kee 11 hee wives thi..aur yeh alag baat hay k aap ko un kee nashanian nahi mili me aap ko aik misal daita hun k hazrat Adam aur akser Nabi Arab main paida huy aur un k ail bety kee Qaber Pakistan k Zilah Gujrat main hy...) esi tarah Hazrat Muhammad PBUH kee wives kee Qaber mubarak kahe na kahe to hungi)
                    3...I think it is only three Do Eids and just a Eid Milad Un nabi PBUH coz k AAp (swt) kee life main hee Sahaba ekram yeh manty thy so we can do....and last Shabe barat its only Hindos festival...
                    4...jehan tak mera nakas elam hay aur ulma ka etifak hay un kee teen sahibzadian thi...Aik ka Nikah Hazrat ALI (Hazrat Fatima Zuhra) aur bakee 2 ka jo k sisters thi un ka nikah Hazrat Usman..name nahi maloom..sy huwa tha aur aik beta tha jo k pachan main hee ALLAH ko piyara hu gia tha.
                    5...Hazrat Unas Alahislam
                    bakee ALLAH behter janta hay :rose

                    Comment

                    • #40
                      Re: ISLAM : Test Your Knowledge

                      Originally posted by khl

                      Janab Sukhriya :jazak: ...Islam section pe reply karne ka...kyon k aksar dekha gaya hai ke bahut kam log yehan Islam section mein apne khyal ka izhar kar rahe hain...

                      aapne jo jawabat diye...almost ek mahina pehle Aanchal, Gul and Zahid ne apne qimti waqt ka istemal kiya aur jawabat bhi fauri taur per de diya. Ab phir se ussi sawal mein gutham guttha ho jaye to confusion paida hogi. iss liye let's start further discussion.

                      :insha: discussion se ek dusre ko kaafi jaankari haasi hogi.

                      have a nice day.
                      Once again thanx
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      • #41
                        Re: ISLAM : Test Your Knowledge

                        inshaALLAH dear i will be here...

                        Comment

                        • #42
                          Re: ISLAM : Test Your Knowledge

                          Originally posted by Spy009
                          Abhi tak to mujhe bhi yehi answer mila hai...
                          to aap satisfy nahi hien abhi??
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #43
                            Re: ISLAM : Test Your Knowledge

                            Originally posted by barg.e.gul
                            to aap satisfy nahi hien abhi??
                            Details jaan lena achcha hai...

                            btw maine www.Islam-qa.com mein question bheja hoon, hame lagta hai wahi reply ayega.

                            Mera question ka maqsad yeh tha ke kuchch chizon ko ham halal kah ke kha lete hain...lekin kya wo sach mein halal hai ya log apni zati fayeda ke liye halal kahta hai. Maslan school of Shaafi kahte hain ke wahi fish khani chahiye jiske jism mein scale hota hai, School of hanfi kahte hain ke samundar ke har chiz halal hai. Abhi maine www.IslamOnline ke fatwa section mein parha ke ek saudi aalim ka fatwa hai ke Alligator (magarmachch, ghariyal) bhi halal...mere khyal se aadam khor jaanwar halal nahin hai, Maine to bahut logon ko Crab, Octopus, shark, aur whale bhi khate dekha...shhhhh...(sun ke to vomit aata hai)....

                            kuchch chizen aisi hai jo ghalat hai...bareeki se dhyan de to pata chalta hai.
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment

                            • #44
                              Re: ISLAM : Test Your Knowledge

                              Aap ye wali site bhi isteymal ker saktey hein
                              www.askimam.com
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • #45
                                Re: ISLAM : Test Your Knowledge

                                Asalam alaikum,
                                Un saari jangon(battles) key naam jin mey RasulAllah (s.a.w) ney khud shirkat ki aur ye kaun kaun si hijri mey huwien?
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X