Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Quiz ..pak 1947-1967

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Quiz ..pak 1947-1967

    6)..1962 ka aian ...sadarti tha , Parlimaani, ya wafaaqi ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: Quiz ..pak 1947-1967

      Originally posted by Aanchal View Post
      main is ki detail post kar doun gee
      :lahoul:lahoul:lahoul

      Jis bandey ney yeh kitab likhi hai us per hairat ho rahi hai. Aur ishara kar raha hai Allama Iqbal ki tarf keh unhon ney is per shair farmaya tha halankeh Iqbal ko faut huwey us waqt 10 saal guzar chukey they. Yeh baat qatan drust nahin!! Aur is mein jo DOGARA RAJAH likha huwa hai, is sey murad yeh nahin keh uska naam DOGARA tha, balkeh DOGARA aik raaj tha Hindustan mein uska aik rajah hai.

      Tareekh ki ru sey yeh sahih nahin hai. Agar aap Wikipedia per Kashmir ka dekhein to bhi patah chalta hai keh Angrezon ney Kashmir 1846 mein becha tha - na keh 1948 - 1948 mein to agrezon ka Kashmir per koi haq hi nahin raha tha :lahoul
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #18
        Re: Quiz ..pak 1947-1967

        7) Pakistan U.N.O ka member kab bana ?
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #19
          Re: Quiz ..pak 1947-1967

          Originally posted by Masood View Post

          main search karoun gee is pay :D:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #20
            Re: Quiz ..pak 1947-1967

            Originally posted by Aanchal View Post
            main search karoun gee is pay :D:
            zaroor karna - aur kabhi kuchh khud bhi soch liya karein - sirf kitabon per yaqin nahin karna chahiye - publishing mein ghalti bhi ho sakti hai :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: Quiz ..pak 1947-1967

              Originally posted by Masood View Post
              zaroor karna - aur kabhi kuchh khud bhi soch liya karein - sirf kitabon per yaqin nahin karna chahiye - publishing mein ghalti bhi ho sakti hai :)
              yeh course ki books hain to isi leye in pay itbaar zaida kia jata hai :D

              dosri book say confirm kia us main bhi yehi Dogra hi hai :D
              Attached Files
              Last edited by .; 8 April 2009, 17:55.
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #22
                Re: Quiz ..pak 1947-1967

                Originally posted by Aanchal View Post
                7) Pakistan U.N.O ka member kab bana ?
                Pakistan become a member of UN 30 sep 1947
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Quiz ..pak 1947-1967

                  Originally posted by WASI ANJUM View Post
                  Pakistan become a member of UN 30 sep 1947
                  sahi :clap:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #24
                    Re: Quiz ..pak 1947-1967

                    8)Quaid-i-Azam ki namaz-i-Janaza kis nay parhai the ?
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #25
                      Re: Quiz ..pak 1947-1967

                      9) Pakistan Military Academy Kakool kab qayam ki gai ?
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #26
                        Re: Quiz ..pak 1947-1967

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        8)Quaid-i-Azam ki namaz-i-Janaza kis nay parhai the ?

                        Allama Shabbier Ahmad Usmani
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: Quiz ..pak 1947-1967

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          9) Pakistan Military Academy Kakool kab qayam ki gai ?

                          1957 its called kakul not kakool:)
                          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Quiz ..pak 1947-1967

                            Quaid-i-Azam ney intaqal k waqt akheri words kiya bolay thay?
                            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: Quiz ..pak 1947-1967

                              governer general kay halef k waqet Quaid-i-Azam ki age kitne the?
                              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: Quiz ..pak 1947-1967

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                main is ki detail post kar doun gee :thmbup:

                                dogera raja?dogera kisi raja ka name nhe hain
                                dogera ek qabeela k name hain . aur dogera shahi k zulm o sitem aur insaniyet soz muzalim ky red ay amel main 1930 ky pehly ashery main azadi kashmir ki tehreek ka agaz howa tha inshahALLAH boaht jeld is ki detail main bata don g aur kiyon k urdu main likhn amery liya boaht muskil hain so iwill try my best inpage main muje itne rawani nhe hain
                                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X