Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ham bichaR jaayieN to......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ham bichaR jaayieN to......

    wow:rose

    Comment


    • #17
      Re: ham bichaR jaayieN to......

      waah bahot khoobsurat Ghazal janab nice
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: ham bichaR jaayieN to......

        wasi sahab aik baar phir shukriya, kay aap kay taaqub main hum nay yeh khoobsurat kalaam bhi paRh lia...

        Kia khoobsurat rang barangi tehreer hay.... jitnay rang iss tehreer kay back ground main hain utnay hi rang iss tehreer main shaamil hay, judai, furqat, yaad, tanhayi, ashk, chandni raat, touhmat.... har ek rang numaaya hay, aur ghoum phir kar baat srif aur srif aik hi rang ko munfarid kar rahi hay yaa jis kay ird gird ghoom rahi hay "rang-e-mohabbat" jis ka maqtay main bohat hi achay andaaz say zikr hay.... wah bohat khoob, itna khoosburat likhnay kay liye har ek rang ko samajhna bohat zaroori hota hay.... hum nay tou srif paRh kar apni rai paish kar di asal kaam tou uss qalm ka hay jis per dil aur dimagh say mehsoos hotay huway alfaz saaday warq per qalamband hogayay aur saari dastaan-e-hayat chand lamhoon main manzar-e-aam aagayi...

        bohat khoob, isi tarhan apni khoobsurat tehreeron say humain mustafeed karti rahain. Khush rahyeh :)
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: ham bichaR jaayieN to......

          Originally posted by *Hijab* View Post
          wow:rose
          jeeti raho
          aur khush raho

          Comment


          • #20
            Re: ham bichaR jaayieN to......

            Originally posted by WASI ANJUM View Post
            waah bahot khoobsurat Ghazal janab nice
            shukria wasi saheb

            Comment


            • #21
              Re: ham bichaR jaayieN to......

              Originally posted by thefire1 View Post
              wasi sahab aik baar phir shukriya, kay aap kay taaqub main hum nay yeh khoobsurat kalaam bhi parh lia...

              Kia khoobsurat rang barangi tehreer hay.... Jitnay rang iss tehreer kay back ground main hain utnay hi rang iss tehreer main shaamil hay, judai, furqat, yaad, tanhayi, ashk, chandni raat, touhmat.... Har ek rang numaaya hay, aur ghoum phir kar baat srif aur srif aik hi rang ko munfarid kar rahi hay yaa jis kay ird gird ghoom rahi hay "rang-e-mohabbat" jis ka maqtay main bohat hi achay andaaz say zikr hay.... Wah bohat khoob, itna khoosburat likhnay kay liye har ek rang ko samajhna bohat zaroori hota hay.... Hum nay tou srif parh kar apni rai paish kar di asal kaam tou uss qalm ka hay jis per dil aur dimagh say mehsoos hotay huway alfaz saaday warq per qalamband hogayay aur saari dastaan-e-hayat chand lamhoon main manzar-e-aam aagayi...

              Bohat khoob, isi tarhan apni khoobsurat tehreeron say humain mustafeed karti rahain. Khush rahyeh :)
              السلام علیکم
              غزل کی پذیرائی کے لیے آپ کی ممنون ہوں
              والسلام
              زرقا

              Comment


              • #22
                Re: ham bichaR jaayieN to......

                Great Awesome
                Bht zabardust
                Khush rahen or hamare sath apni poetry share kerte rehen

                Comment

                Working...
                X