Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
andeshe(...to kyaa hoga)
Collapse
X
-
Re: andeshe(...to kyaa hoga)
Bohat umdah Zarqa har shair mein apnaiyat ki jhalak hai bohat umdah likhti ho - khush raho aur achha achha likhti raho...
waisey aik baat hai ishq mein ruswaii na ho to ishq nahin hota ....tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: andeshe(...to kyaa hoga)
Originally posted by Masood View PostBohat umdah Zarqa har shair mein apnaiyat ki jhalak hai bohat umdah likhti ho - khush raho aur achha achha likhti raho...
waisey aik baat hai ishq mein ruswaii na ho to ishq nahin hota ....
khush rahiye
Comment
-
Re: andeshe(...to kyaa hoga)
aap ny likha hay k kia huga...........
aur mujy yakeen hay k ager ap wakee poet hain jo kisi kee copy nahi kerty
to aap yeh lazmi janty hugy k
es ka hal kia huga......
koi k poet jab koi baat kehta hay to zaror sara plot os k zehan main huta hay...
jaisa Iqbal ka shikwa k baad jawab shikwa
any way i like ur poetryImpressive:em:
Comment
-
Re: andeshe(...to kyaa hoga)
Originally posted by Khalil View Postaap ny likha hay k kia huga...........
aur mujy yakeen hay k ager ap wakee poet hain jo kisi kee copy nahi kerty
to aap yeh lazmi janty hugy k
es ka hal kia huga......
koi k poet jab koi baat kehta hay to zaror sara plot os k zehan main huta hay...
jaisa Iqbal ka shikwa k baad jawab shikwa
any way i like ur poetryImpressive:em:
aap ne baja farmaya poet ke zehn maiN plot hota hai
magar qaari ke sochne ke liye bhee to kuch choRna chahiye na
regards
zmufti
Comment
-
Re: andeshe(...to kyaa hoga)
Assalaam-0-Alaikom:rose
wah.......kia baat hai .....buht hi rawani say aur khobsorat lokhti hain aap...
Comment
Comment