Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

    Asslamoalikum
    Aik Koshish hay umeed hay ke nazar sani karne ka baad sab apni ara se nawazein ge shukrya :)
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

    Assalaam o alekum,

    waah waah yaaram bahooot khoob bahoot hi laajwaab kooshish hai aapki her sher zabardast hai dili daad qabool karien khush rahien
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

    Comment


    • #3
      Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

      Har shair bouhat pasand aaya laikin mujhay Maqqta bouhat hi umda laga.:)
      Saansai'n toot rahi hai'n phir bhi hay intizaar taira


      Bouhat khoob-:masha :)
      :roseENIGMA:rose

      Comment


      • #4
        Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

        Hayaa_n aur Khurram bhai aap donOn ki pazeerayi ka bohat shukrya :)
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

            Shukrya Saba :rose
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

              Mera khayaal hay k thori c koshish aur karni paray gee
              nice try

              Comment


              • #8
                Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

                G keu nai :) koshish hi to zindgee hay:) Thanx
                Allah

                Comment


                • #9
                  Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

                  ye kiyon hamesha meri talab hi tumhain sada de
                  kabhi to khud bhi spurdgi ki thakan main ayo!
                  shagufta gul ki sada main ,range chaman main ayo
                  koi bhi rut ho , bahar ke perahan main ayo !
                  koi safar ho , tumhi ko manzil samagh ke jaun
                  koi musafat ho , tum meri hi lagan main ayo !
                  kabhi to esa ho ke logon ki bat sun ker
                  meri taraf tum raqabton ki jalan main ayo !
                  kabhi to khud bhi sapurdgi ki thakan main ayo !

                  Comment


                  • #10
                    Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

                    bohot hi khoob khas tor pay matla bohot pasand aaya

                    thanks

                    regards
                    uzma khan

                    Comment


                    • #11
                      Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

                      Shukrya Uzma :)
                      Allah

                      Comment


                      • #12
                        Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

                        wahooooo yaaram very nice

                        Comment


                        • #13
                          Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

                          Shukrya aap ka :)
                          Allah

                          Comment


                          • #14
                            Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

                            yehan agar jaan ki amaaan paaoon tu kuch arz karoon

                            Mind mutt kijay gaa mein nay issay ek Qaari ki hasiyat se parha hai ...
                            .mein koi mahir tu nahi ..... magar
                            Last two shers mein
                            radeef qafiya kuch mukhtalif ho giya hai .....

                            Kia aap ko aisa nahi lagta Bhai!???????
                            Jaisay k ....start mein ..

                            nahi howa jata
                            Nahi diya jata...
                            hai phir ...last two shers mein
                            Toraa nahi jata
                            Jiyaa nahi jataa....

                            Inn Ko b agar ......Nahi toraa jata
                            .................aur........Nahi Jiya jaata ... kar dein tu..............:cc:

                            i think ....bass yehi theek nahi baqi ..idea acha hai ...Soft emotions hein iss mein ! :) ..

                            Attached Files
                            Last edited by Gul; 10 December 2007, 07:20.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Tere Gham se Na Ashna nahi hua Jata..!!

                              shukrya - i will try to improve :)
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X