Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

    Asslmaoalikum :rose
    aik nihayat saadgi main lihki hoi aik ghzal pesh hay......umeed hay ke pasand aaye gi
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

    Bohat khoob Yaram sahib.. bohat achi kawish hai .. mashq jari rakhiye.. aur bhi nikhar aaye ga InshAllah.. soch main bohat damm hai bus qalam ki nok palak sanwar lijiye to kya hi kehnay ... ghazal ke sab se pehlay aur nihayat zaroori ajzaa.. qafiya aur radeef hein.. aap ki ghazal ka radeef to bohat hi shandar hai .. per qafiye kahee'n kahee'n ghayab hai .. so thori si nazar-e-sani se.. Bohat achi ghazal ban sakti hai ..... agar gustakhi lagi ho .. to mazrat kha hein.. aap ka Behad Shukria..:rose

    wafa aur dua ke saath
    withlove :rose

    .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.......

    Comment


    • #3
      Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

      Originally posted by withlove
      Bohat khoob Yaram sahib.. bohat achi kawish hai .. mashq jari rakhiye.. aur bhi nikhar aaye ga InshAllah.. soch main bohat damm hai bus qalam ki nok palak sanwar lijiye to kya hi kehnay ... ghazal ke sab se pehlay aur nihayat zaroori ajzaa.. qafiya aur radeef hein.. aap ki ghazal ka radeef to bohat hi shandar hai .. per qafiye kahee'n kahee'n ghayab hai .. so thori si nazar-e-sani se.. Bohat achi ghazal ban sakti hai ..... agar gustakhi lagi ho .. to mazrat kha hein.. aap ka Behad Shukria..:rose

      wafa aur dua ke saath
      withlove :rose
      Jee withlove nihayat shukyra .......main sharing isi lye hi karta hoOn ke mujey meri khamyoN ka pata chale nahi to sharing karne ka kya faeda :D
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

        Originally posted by YAARAM
        Asslmaoalikum :rose
        aik nihayat saadgi main lihki hoi aik ghzal pesh hay......umeed hay ke pasand aaye gi
        Janab Khyaal apka buhat khoobsorat hai isi liyay nazam bhe pyari hai ... shairi kay asoolon kay baray mein to mujhay kuch bhe nahien pata per kahien kuch kami hai apki shairi mein flow kay saath likhtay rahiyay sahi ho jayay gi

        Muskuratay rahiyay

        ShAnI :rose

        Comment


        • #5
          Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

          Tumhari Bewafayi dasti hai mujhe Sham dhaley



          buhut zabardast likha hai Adnan :thmbup:
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

            Originally posted by ShAnI
            Janab Khyaal apka buhat khoobsorat hai isi liyay nazam bhe pyari hai ... shairi kay asoolon kay baray mein to mujhay kuch bhe nahien pata per kahien kuch kami hai apki shairi mein flow kay saath likhtay rahiyay sahi ho jayay gi

            Muskuratay rahiyay

            ShAnI :rose
            InshAllah jee :)
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

              Originally posted by Saima Shaheen
              Tumhari Bewafayi dasti hai mujhe Sham dhaley



              buhut zabardast likha hai Adnan :thmbup:
              Shukraya Saima pasnad karne ka :)
              Allah

              Comment


              • #8
                Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

                zeberdestt
                apnoon nay ghum diyay to mujhay yaad a geya
                ik ajnabi jo ghair tha aur ghumguzaar tha

                Comment


                • #9
                  Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

                  bauhat hi khubsurat ghazal likhi hai aap nai :) har aik lafz mein dard nazar ata hai :)

                  khush rahiyai :)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

                    Originally posted by Berhi_Bee
                    zeberdestt
                    Berhi bee pasnd karne ks shukrya :)
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

                      Originally posted by muskaan
                      bauhat hi khubsurat ghazal likhi hai aap nai :) har aik lafz mein dard nazar ata hai :)

                      khush rahiyai :)
                      Bohat shukrya muskaan pasnd karne ka :rose ...dard to humara asasa hay
                      Allah

                      Comment


                      • #12
                        Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

                        W/salam

                        janab aik bar phir buhat achi kosish :),,,

                        khush rahoo ..
                        .

                        Comment


                        • #13
                          Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

                          Originally posted by ghurob-e-aftab
                          W/salam

                          janab aik bar phir buhat achi kosish :),,,

                          khush rahoo ..
                          Bohat shukrya gharoob-e-Aftab pasnd karne ka ...Zara nawazi hay aapki :)
                          Allah

                          Comment


                          • #14
                            Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

                            Originally posted by YAARAM
                            Bohat shukrya muskaan pasnd karne ka :rose ...dard to humara asasa hay
                            wohi app ki nazmoon mein numaya hota hai :rose khush rahiyai :)

                            Comment


                            • #15
                              Re: Meri Udaasi mujh se poochti hay..!!

                              Originally posted by muskaan
                              wohi app ki nazmoon mein numaya hota hai :rose khush rahiyai :)
                              acha jee bari koshish karte hain ke kam ho lekan ........
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X