Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

    [ATTACH]51930[/ATTACH]
    sigpic

  • #2
    Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

    buhat khoob Wasi bro:rose

    Comment

    • #3
      Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

      Bohat hi umda ghazal... har ek sher daad-e-tehseen ka musthiq hai.
      Dheron daad-o-tehseen qabool farmaiye.

      Comment

      • #4
        Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

        Originally posted by Sher Ali View Post
        buhat khoob Wasi bro:rose
        Shukriya sher Ali :rose
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

          Originally posted by farahan View Post
          Bohat hi umda ghazal... har ek sher daad-e-tehseen ka musthiq hai.
          Dheron daad-o-tehseen qabool farmaiye.
          Bahot shukriya farahan :rose
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

            salam wasi jee ..aapki ghazal dekh kar apni likhi ek puraani ghazal yaad aa gayi jiska ek sher kuch yuN tha.. :)

            kitne naadaan the jo samajh na sake
            khwaab ki neev pe ghar banaate rahe!

            aapki ghazal yun to achchi hai jazbaat ke hisaab se magar technically zara kamzor hai..agar aap isi ghazal ko behr mein likhein to ghazal parhne ka mazaa dobaala ho jaayega kyonki phir ek rhythm aa jaayega kalaam mein..jaise ki maine aapka doosra sher kuch yuN likha hai ke behr mein aa jaaye..

            muR ke dekhaa na usne kabhii bhii mujhe
            phir bhi aawaaz usko lagaata raha

            ya aap apne pehle sher ke doosra misra dekhiye...

            'mann hi mann meiN use bulaata raha'

            sirf ek lafz se woh behr mein aa raha hai aur aap khud parhke dekhein..

            'mann hi mann meiN use maiN bulaata raha'

            dono misron ko to farq mehsoos hoga ke edited version mein rawaani aa gayi hai aur zabaan pe atak nahi raha hai ek bhi lafz parhte hue..

            thori bahut changes se ghazal bahut hi khoobsurat aur rawaaN behr mein aa sakti hai ..koshish kar ke dekhein...

            faa-i-lun,faa-i-lun,faa-i-lun,faa-i-lun
            mann-hi-mann,meiN-u-se,maiN-bu-laa,taa-ra-haa

            ummeed hai aapko meri koi baat buri nahi lagi hogi... chunki shayri section ki mod bani hun isliye himmat karke ye sab likha hai..ummeed hai bura nahi maanenge :) aap mein waqaii salahiyat hai likhne ki to kyon aur aur acche se likha jaaye haina... so ijazat :salam:

            zor-e-qalam aur ziyaada :rose

            Comment

            • #7
              Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

              Originally posted by shummu View Post

              Bahoot shukriya shummu:rose
              Insha Allah ki hidayat per amal karoonga
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

                Originally posted by WASI ANJUM View Post
                Bahoot shukriya shummu:rose
                Insha Allah ki hidayat per amal karoonga
                u r most welcome :salam:

                Comment

                • #9
                  Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

                  bohat khoob
                  well done:clap:
                  Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                  Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

                    bahoot bahoot shukriya lucky
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~Khawab mein bhi kaisay sajata raha~

                      kirchiyan haath mn sajata rahaa
                      waah ji ..
                      Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                      Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                      Comment

                      Working...
                      X