اج اپنی اسی نظم سے اپنی شاعری پوسٹ کرنے کی ابتدا کرتا ہوں جو میرا یہاں انے کا سبب بنا۔
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Nazam: Mojiza
Collapse
X
-
Re: Nazam: Mojiza
asan lafazoo main aik achi shairi :--) :rose
http://www.pegham.com/threads/85120-...25#post1541125
-
Re: Nazam: Mojiza
Originally posted by Tariq Aziz Khan View Postmeri shairi passand karnay ka bohut shokeriya, Anchal sahiba mujy ye image show nahi horaha ha?
Doosri baat... Aaj main jab kaam per aa raha tha, koi 1½ ghantey ki drive hoti hai meri, to merey zehn mein hu'bahu inhi baton ka naqsha tha, yehi baatein merey gumaan mein gardish kar rahi thin - aap ney merey khiyaalon ko alfaaz ka itna haseen jama pehna diya keh dil khush ho geya...
Mazeed ishtiyaaq rahey ga :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Nazam: Mojiza
Masood Sab sab sey pehlay rehnomai karna kay bohut bohut shokeriya, or apki dosri baat sey mujy bey khushi mili k Allah nay meri nazam ko is qabil banai kay ye apkay dil ki tarjumani karnay ma kamyabi hogaya, warna aisa kum hi hota, koi bi poetry passand anay ki sab sey bari waja hi yahee hoti hai kay shayar ki likha howa dil kay taron ko chair daita hai, osmain hum ahangi nazer ajati hai, Masood apka bey had shoker guzar hon kay apnay meri poetry passand ki or dili daad bi di Allah apko humaishah khush rakhay Ameen. inshaAllah mazeed bi jald hi post karonga
Comment
Comment