Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Nazam: Mojiza

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Nazam: Mojiza

    اج اپنی اسی نظم سے اپنی شاعری پوسٹ کرنے کی ابتدا کرتا ہوں جو میرا یہاں انے کا سبب بنا۔
    Attached Files

  • #2
    Re: Nazam: Mojiza

    asan lafazoo main aik achi shairi :--) :rose
    http://www.pegham.com/threads/85120-...25#post1541125
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: Nazam: Mojiza

      meri shairi passand karnay ka bohut shokeriya, Anchal sahiba mujy ye image show nahi horaha ha?

      Comment


      • #4
        Re: Nazam: Mojiza

        Originally posted by Tariq Aziz Khan View Post
        meri shairi passand karnay ka bohut shokeriya, Anchal sahiba mujy ye image show nahi horaha ha?
        Pehli baat to yeh keh agar aap ko image show nahin ho raha to aap FireFox use karein, kaaii images Explorer mein show nahin hotey.

        Doosri baat... Aaj main jab kaam per aa raha tha, koi 1½ ghantey ki drive hoti hai meri, to merey zehn mein hu'bahu inhi baton ka naqsha tha, yehi baatein merey gumaan mein gardish kar rahi thin - aap ney merey khiyaalon ko alfaaz ka itna haseen jama pehna diya keh dil khush ho geya...

        Mazeed ishtiyaaq rahey ga :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Nazam: Mojiza

          Masood Sab sab sey pehlay rehnomai karna kay bohut bohut shokeriya, or apki dosri baat sey mujy bey khushi mili k Allah nay meri nazam ko is qabil banai kay ye apkay dil ki tarjumani karnay ma kamyabi hogaya, warna aisa kum hi hota, koi bi poetry passand anay ki sab sey bari waja hi yahee hoti hai kay shayar ki likha howa dil kay taron ko chair daita hai, osmain hum ahangi nazer ajati hai, Masood apka bey had shoker guzar hon kay apnay meri poetry passand ki or dili daad bi di Allah apko humaishah khush rakhay Ameen. inshaAllah mazeed bi jald hi post karonga

          Comment


          • #6
            Re: Nazam: Mojiza

            wah ji umda sahiri ki haa aap ny ...

            bhot achi lgai hai





            Comment


            • #7
              Re: Nazam: Mojiza

              Thank you Khan Bhai, Hhumaishah khush rahoo

              Originally posted by Baniaz Khan View Post
              wah ji umda sahiri ki haa aap ny ...

              bhot achi lgai hai

              Comment


              • #8
                Re: Nazam: Mojiza

                Bohat Khoob
                Keep Sharing..
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment

                Working...
                X