Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Meri ghazal meri aawaaz mein!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

    Originally posted by Aanchal
    shummu tum pegham pay bhi upload kar sakti hoo apni nazam/ghazal :D:


    tumhari wali link ki samajh nahi ai kesay sunna hai :cc: ..acha yaha upload kar doo :)
    maine 2 dafaa koshish ki upload karne ki..magar nahi hui..aakhir kaar doosri jagah upload karke link dena paRa........... ye .rm file hai...upload nahi ho rahi kya karoon

    Comment


    • #17
      Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

      Originally posted by jums
      Link kaam nahi kar raha hai :(

      kyonnnnnnnnnnnnnn :cc:

      Comment


      • #18
        Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

        Originally posted by shummu
        maine 2 dafaa koshish ki upload karne ki..magar nahi hui..aakhir kaar doosri jagah upload karke link dena paRa........... ye .rm file hai...upload nahi ho rahi kya karoon
        size kia hai tumhari file ka ?
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #19
          Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

          Originally posted by Aanchal
          size kia hai tumhari file ka ?
          bahut badi hai 3.98 MB :(

          Comment


          • #20
            Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

            Originally posted by shummu
            link diya haina download ka..wahin se aap ko download karna hoga sunne ke liye...dubaara link deti hoon...

            http://rapidshare.de/files/7588719/a...pke_se.rm.html
            Thanks shumaila ji..ok main download ka kisi say kehti hun.. mujhay nahi aata .ok kehti hun kisi say.us k baad sun kar bataun gi insha Allah.:)
            :roseENIGMA:rose

            Comment


            • #21
              Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

              Originally posted by khurram_shaikh
              Assalaam o alekum,

              aap aisa karien shumaila ke ghar chali jaayein aur unki sureeeeeeeeeeeli awaaz se mehzooz hoker lautein :khi: :khi:
              W.salaam
              Khurram ji Shumaila ji k ghar par to sun kar aai hun but ab net par sunna chah rahi hun..is liye poocha hay..:khi: :khi:
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • #22
                Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                ANY LUCK HAYA sis?

                Comment


                • #23
                  Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                  mujhe aapki poetry buhat achi lagi

                  Comment


                  • #24
                    Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                    Thanx samar...


                    and welcome to PeGham :)

                    Comment


                    • #25
                      Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                      chalein download ho rahi hay sun ke batatae hain likhi to bohat umdah hay
                      Allah

                      Comment


                      • #26
                        Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                        :) Shumaila ji :masha aik to is qadar umda kalaam us par say aap ki naghma'baar awaaz, itnay manjhay huway aandaz main aap nay is ko parha hay kay gumaan hota hay kay aap mushaerey bhi parhti rahi ho'n.waah bouhat hi khoob... dil khush ho gaya.:rose :)
                        :roseENIGMA:rose

                        Comment


                        • #27
                          Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                          Originally posted by Adnan
                          chalein download ho rahi hay sun ke batatae hain likhi to bohat umdah hay
                          Thanx..will wait....:rose

                          Comment


                          • #28
                            Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                            Originally posted by hayaa_n
                            :) Shumaila ji :masha aik to is qadar umda kalaam us par say aap ki naghma'baar awaaz, itnay manjhay huway aandaz main aap nay is ko parha hay kay gumaan hota hay kay aap mushaerey bhi parhti rahi ho'n.waah bouhat hi khoob... dil khush ho gaya.:rose :)
                            Shukriya bahut bahut HAYA sis aapke itne hausla kun reply ke liye....jee bas net pe ek voice chat software hai paltalk..bas usi pe paRhti aayi hoon...uske ilaawa real life mein koi mushaaira aaj tak attend nahi kiya to paRhne ki baat door ki hai...... aur kuch urdu forums ke liye apni awaaz mein kalaam bheja hai....mujhe bahut khushi hui aap ko meri ghazal meri aawaaz mein achchi lagi..thanx:rose

                            Comment


                            • #29
                              Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                              Originally posted by shummu
                              Shukriya bahut bahut HAYA sis aapke itne hausla kun reply ke liye....jee bas net pe ek voice chat software hai paltalk..bas usi pe paRhti aayi hoon...uske ilaawa real life mein koi mushaaira aaj tak attend nahi kiya to paRhne ki baat door ki hai...... aur kuch urdu forums ke liye apni awaaz mein kalaam bheja hai....mujhe bahut khushi hui aap ko meri ghazal meri aawaaz mein achchi lagi..thanx:rose
                              Shumaila ji mujhay yeh jaan kar mazeed khushi hui kay aap voice chat software par parhti hain..bouhat khush rahiye.mujhay khushi hay k itni umda shaira ko main nay suna.:masha :)
                              :roseENIGMA:rose

                              Comment


                              • #30
                                Re: Meri ghazal meri aawaaz mein!

                                Main bohat late ho geya hoon Shumaila. Ma'zrat chahoon ga.

                                Kalaam mein woh zabtgi hai keh parhtey huwey aik kashish mehsoos hoti hai, phir ishtiyaaq pedah huwa keh suna jaey to aap ka andaaz-e-biyaan apni jaggah koi saani nahin rakhta. Aap ka lehja achha laga aur alfaaz ki adaeegi bhi pasand aaey go Muhabbat lafz ghalban aap ney sarhad mein jaa kar ada kiya hai :khi:. Bohat umdah khush rahiye aur isi tarha Pegham ki mehfil ko ronaq bakhshti rahiye. :rose
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X