dard ki lehron mein tinke sa behna seekh liya hai
bichad ke khud se tujhe yaad karna seekh liya hai
yaad e maazi se sare rangon ko chura kar hum nay
dil ke be rang panno mein rang bharna seekh liya hai
taar e khamoshi mein piro kar sare dard o ghum
khud se ab dil ki sari batein kehna seekh liya hai
gardish e douran mein aa ke tujhko bhi kho kar lekin
zindagi se haarte haarte ab mager jeetna seekh liya hai
ashkon ko gira kar dil ki zameen mein aey dost mere
muskura day ke ab to hum nay hansna seekh liya hai
woh maane na maane uss ki marzi lekin sach hai ''shehzadi''
aey muhabat hum nay uss ke dil mein rehna seekh liya hai...

Comment