rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain
itne samjhoton pe jeeten hain ki mar jaate hain
silsila ranj aur takleef ka lamba hai bahut
aadi hain iss ke khushi dekh ke dar jaate hain
zaat se apni kisi ko koi takleef na ho
bas yahi soch ke gham apna piye jaate hain
honslon ki na kami thi na thi himmat ki kami
haath khud kaate hain apne kiya siye jaate hain
zahan hai ek vo jungal jahaan jaate darte
uss se bachne ko bas shair likhe jaate hain..

Comment