Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

    rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain
    itne samjhoton pe jeeten hain ki mar jaate hain

    silsila ranj aur takleef ka lamba hai bahut
    aadi hain iss ke khushi dekh ke dar jaate hain

    zaat se apni kisi ko koi takleef na ho
    bas yahi soch ke gham apna piye jaate hain

    honslon ki na kami thi na thi himmat ki kami
    haath khud kaate hain apne kiya siye jaate hain

    zahan hai ek vo jungal jahaan jaate darte
    uss se bachne ko bas shair likhe jaate hain..
    Wohh jo dekh ke mujhko yun mud gaya
    main hazaar jaano se mar gai....

  • #2
    Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

    Dil ko teri yaad ke aangan mein youn laga rakha hai

    Jaisey din ko raat aur raat ko din bana rakha hai

    Mein ney ashkon ko aankhon mein youn rawa'n rakha hai


    Jaisey kissi apney ki yaad ko dil mein bassa rakha hai

    Zuban pe naam hai uska , Dil mein dua hai us ke liye


    Kissi anjan ko jaisey bhool ke apna bana rakha hai

    Is dard ki sazza kyun sahe'y woh


    Zeher ko jis ne honto'n se laga rakha hai


    Zindagi ke ise katthan safar mein "SHEHZADI"

    Kyun dard ko apna hamsafar bana rakha hai
    Wohh jo dekh ke mujhko yun mud gaya
    main hazaar jaano se mar gai....

    Comment


    • #3
      Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain


      mera sukoon aur mera aitebaar waapas kar
      mujhay tu mera woh khoyaa qaraar waapas kar

      tere sulook ne dil ker diyaa sapurd-e-khizaaN
      na cheen muj se tu meri bahaar waapas kar

      mile gaa kiya tujey laiker maire shafaq rukhsaar?
      aey umar-e-raftah tu meira nikhaar waapas kar

      mera khuloos tha meri ibaadatoN jaisaa
      hai qarz tujh peh tu mera udhaar waapas kar

      tuji ko teraa yeh patthar ka dil mubarak ho
      muje tu mera dil-e-laalah zaar waapas kar ..
      Wohh jo dekh ke mujhko yun mud gaya
      main hazaar jaano se mar gai....

      Comment


      • #4
        Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

        Waah janab bahot khoob bahot acha likhti hain aap
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

          app ki shairy achi hai..
          be happy
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment


          • #6
            Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

            wah wah wah kya kehne..aap waqaii bahut hi umda likhti hain..ek ek sher dil ko lagta hai..bahut dard bhara kalama hai aapka.... meri jaanib se reputaion points qubool kare...shukriya:)

            Comment


            • #7
              Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

              Shukriya jee:jazak:
              Wohh jo dekh ke mujhko yun mud gaya
              main hazaar jaano se mar gai....

              Comment


              • #8
                Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

                mujhe aapki shayri itni pasand aayi ke admin se kehke maine aapka naya section banwaa diya hai...taakeh ek hi jagah hum aapki tamaam shayri parh sakein..aap ko naya section mubarak ho!:rose

                Comment


                • #9
                  Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

                  bohat khob..............

                  Comment


                  • #10
                    Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

                    wow beautiful poetry

                    Comment


                    • #11
                      Re: rang khushiyon ke bhala yunhi utar jaate hain

                      sukriya jeee:jazak::rose
                      Wohh jo dekh ke mujhko yun mud gaya
                      main hazaar jaano se mar gai....

                      Comment

                      Working...
                      X