kahe main hosLa na haar DoN...Tumhare Intizar ke Lamhe DiN ba DiN burhte jarahe hian...kahe Main NaumeedMi ke duLduL Main dhus Na jaoN...khuhsiou ki beshuMar ghariyaN tu kab ki guzar chuki...Aaa bhi jao ke iNtizar ki agg main jalte jalte waqt hai ke bhot he lamba hogaya hai...katey nahi kat`ta...Agar yeh Saza hai tu kis jurm ki ? Main MujriM hon tu Mera jurM kiya hai ?ShaYaD yeh Mera jurM hai ke Maine TuMhara iNtizar kiya hai ? TuMhe Apna Mana hai ?TuM se Mohabbat ki hai ?haa itNe sare jurM hain Mere tu...Ab inki Saza bhi tu bhugatne hai...ShaYaD ke kuch waqt ? ShaYaD ke Ta Umer...!
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Kahe Main hosLa Na Haar DoN...!
Collapse
X
-
Re: Kahe Main hosLa Na Haar DoN...!
Muhabbat mein intizaar hi to hota hai aur intizaar ki aag wohi mehsoos karta hai jis dil mein lagi ho. Aik aik lamha jal jata hai aur koi husn, husn nahin lagta chahey woh bahar ka ho, khizan ka ho, barish ka ho, badlon ka ho, titliyon ka ho, kirno ka ho... intizaar ki aag sag kuchh jala deti hai...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: Kahe Main hosLa Na Haar DoN...!
... aur yeh baat drust hai keh jab tak is itnizaar ki aag bujhti nahin aik umeed rehti hai keh na'janey woh kab laut aaey. Isi liye hosla rakhna chahiye jab tak woh umeed ki kiran bujha nahin deta/deti.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Kahe Main hosLa Na Haar DoN...!
hmm very good :x
achi sharing hai
keep it up :phool:
Comment
-
Re: Kahe Main hosLa Na Haar DoN...!
Assalaam-0-Alaikom:rose
buht khobsorat :phool:
Comment
-
Re: Kahe Main hosLa Na Haar DoN...!
Originally posted by Masood... aur yeh baat drust hai keh jab tak is itnizaar ki aag bujhti nahin aik umeed rehti hai keh na'janey woh kab laut aaey. Isi liye hosla rakhna chahiye jab tak woh umeed ki kiran bujha nahin deta/deti.
Comment
Comment