Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
hamd-i-baari taalaa
Collapse
X
-
Re: hamd-i-baari taalaa
salam:salam::rose
buhat zabardast kaawish hai aap ki..dill ko parh kay kaaafi itmeenaan naseeb hua...!
main aik choti si guzaaarish keerna chahoon ga...wo yay hai..kay
iss shair main" jo tu nai to lahm-e-dil ko bhi sangdill bana diya"...sangdill word kuch ajeeb sa lag raha hai...!..may be "sung" zyada suit keray...!
anyways buhat achi hamd...!:thmbup:
keep it up...and keep sharing...plz!:roseLast edited by Capt.Abdur Rehman; 9 August 2007, 19:41.
-
Re: hamd-i-baari taalaa
Originally posted by sher ali View Postsalam:salam::rose
buhat zabardast kaawish hai aap ki..dill ko parh kay kaaafi itmeenaan naseeb hua...!
main aik choti si guzaaarish keerna chahoon ga...wo yay hai..kay
iss shair main" jo tu nai to lahm-e-dil ko bhi sangdill bana diya"...sangdill word kuch ajeeb sa lag raha hai...!..may be "sung" zyada suit keray...!
anyways buhat achi hamd...!:thmbup:
keep it up...and keep sharing...plz!:rose
jiss dil may tu basey woh rehem dil hai bohot
jo tu nahi tho lahm-i-dil ko he sangdil bana dia
yani jiss dil may khuda aur khof-i-khudaa hota hai woh bohot narm aur rehem dil hota hai,jiss dil may khuda aur khof-i-khudaa nahi khuda uss par moher laga deta hai,phhir uss pay koi naseehat koi cheez asar nahi karti aur woh gosht k dil say pattther ka bun jaata hai:thmbup:Last edited by Mujahid Khan; 10 August 2007, 13:29.
Comment
-
Re: hamd-i-baari taalaa
MashAllah bohot he khoobsurat hamd likhe hai....ye hamd tu poori bohot achi likhe hai.....jitni tareef karo kam hai......:clap:...parh kar bohot bohot he acha laga........sachi mai.....aap tu har tarha ke poetry kar laitay ho...Allah talah aap ko aur likhnay ke taufeek day.....hamesha khush rahein aur isse tarha apni superb poetry hamaray saath share kartay rahay.........:thmbup:
sigpic
Comment
-
Re: hamd-i-baari taalaa
Originally posted by Wafa View PostMashAllah bohot he khoobsurat hamd likhe hai....ye hamd tu poori bohot achi likhe hai.....jitni tareef karo kam hai......:clap:...parh kar bohot bohot he acha laga........sachi mai.....aap tu har tarha ke poetry kar laitay ho...Allah talah aap ko aur likhnay ke taufeek day.....hamesha khush rahein aur isse tarha apni superb poetry hamaray saath share kartay rahay.........:thmbup:
Comment
-
Re: hamd-i-baari taalaa
Jazak Allah
Mujahid saheb
aap ne buhat achche mazameen ka intkhaab kiyya hai
daad qabool kijye
2-3 ghalatiaN heN
pehle misre meN "taskheer-e-kaainaat " likhiye
kaainaat-ee taskheer ka matlab hai taskheer ki kaainaat jis ke koi maani nahiN
teesray misre meN kamand aap ne chote kaaf se likha hai jabk yeh baRe qaaf se hota hai
aaThvaaN misre meN bhee ya to typing ki ghalati hai ya maiN is ka matlab nahiN samajh paayii
regards
zmufti
maiN shayad yeh tabsara na karti magar jab aap shayeri karte heN to urdu ki imla aur tarakeeb ka istemaal bhee durust hona chahiye
ghalati har insaan se hoti hai aur insaan ghalati se hi seekhta hai
Comment
-
Re: hamd-i-baari taalaa
Originally posted by aquari View Post:clap:..bauht hi khobsorat goo k us Zaat ki hamd mumkin nahi...mager app ney apney tur bauht hi khoobsoorat koshish ki haii:)
Comment
-
Re: hamd-i-baari taalaa
Originally posted by zmufti View PostJazak Allah