Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

hamd-i-baari taalaa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hamd-i-baari taalaa

    Last edited by Mujahid Khan; 10 August 2007, 11:45.

  • #2
    Re: hamd-i-baari taalaa

    salam:salam::rose

    buhat zabardast kaawish hai aap ki..dill ko parh kay kaaafi itmeenaan naseeb hua...!
    main aik choti si guzaaarish keerna chahoon ga...wo yay hai..kay
    iss shair main" jo tu nai to lahm-e-dil ko bhi sangdill bana diya"...sangdill word kuch ajeeb sa lag raha hai...!..may be "sung" zyada suit keray...!
    anyways buhat achi hamd...!:thmbup:
    keep it up...and keep sharing...plz!:rose
    Last edited by Capt.Abdur Rehman; 9 August 2007, 19:41.

    Comment


    • #3
      Re: hamd-i-baari taalaa

      Originally posted by sher ali View Post
      salam:salam::rose

      buhat zabardast kaawish hai aap ki..dill ko parh kay kaaafi itmeenaan naseeb hua...!
      main aik choti si guzaaarish keerna chahoon ga...wo yay hai..kay
      iss shair main" jo tu nai to lahm-e-dil ko bhi sangdill bana diya"...sangdill word kuch ajeeb sa lag raha hai...!..may be "sung" zyada suit keray...!
      anyways buhat achi hamd...!:thmbup:
      keep it up...and keep sharing...plz!:rose
      sher ali bhai aap k khoobsoorat coments pardh kar bohot khushi hui,aur aap ki khoobsoorat tanqeed par bhi kaafi ghor ki tho socha k aap ko wazahat kar doon
      jiss dil may tu basey woh rehem dil hai bohot
      jo tu nahi tho lahm-i-dil ko he sangdil bana dia

      yani jiss dil may khuda aur khof-i-khudaa hota hai woh bohot narm aur rehem dil hota hai,jiss dil may khuda aur khof-i-khudaa nahi khuda uss par moher laga deta hai,phhir uss pay koi naseehat koi cheez asar nahi karti aur woh gosht k dil say pattther ka bun jaata hai:thmbup:
      Last edited by Mujahid Khan; 10 August 2007, 13:29.

      Comment


      • #4
        Re: hamd-i-baari taalaa

        MashAllah bohot he khoobsurat hamd likhe hai....ye hamd tu poori bohot achi likhe hai.....jitni tareef karo kam hai......:clap:...parh kar bohot bohot he acha laga........sachi mai.....aap tu har tarha ke poetry kar laitay ho...Allah talah aap ko aur likhnay ke taufeek day.....hamesha khush rahein aur isse tarha apni superb poetry hamaray saath share kartay rahay.........:thmbup:
        sigpic


        Comment


        • #5
          Re: hamd-i-baari taalaa

          Originally posted by Wafa View Post
          MashAllah bohot he khoobsurat hamd likhe hai....ye hamd tu poori bohot achi likhe hai.....jitni tareef karo kam hai......:clap:...parh kar bohot bohot he acha laga........sachi mai.....aap tu har tarha ke poetry kar laitay ho...Allah talah aap ko aur likhnay ke taufeek day.....hamesha khush rahein aur isse tarha apni superb poetry hamaray saath share kartay rahay.........:thmbup:
          wafa aap ki hosla afzaai ,itnay khoobsoorat coments aur dil ki gehrai say pasand karnay k liyee aap ka maqrooz-u-mashkoor hoonthmbup:

          Comment


          • #6
            Re: hamd-i-baari taalaa

            :clap:..bauht hi khobsorat goo k us Zaat ki hamd mumkin nahi...mager app ney apney tur bauht hi khoobsoorat koshish ki haii:)

            Comment


            • #7
              Re: hamd-i-baari taalaa

              Jazak Allah

              Mujahid saheb
              aap ne buhat achche mazameen ka intkhaab kiyya hai
              daad qabool kijye
              2-3 ghalatiaN heN
              pehle misre meN "taskheer-e-kaainaat " likhiye
              kaainaat-ee taskheer ka matlab hai taskheer ki kaainaat jis ke koi maani nahiN
              teesray misre meN kamand aap ne chote kaaf se likha hai jabk yeh baRe qaaf se hota hai
              aaThvaaN misre meN bhee ya to typing ki ghalati hai ya maiN is ka matlab nahiN samajh paayii
              regards
              zmufti
              maiN shayad yeh tabsara na karti magar jab aap shayeri karte heN to urdu ki imla aur tarakeeb ka istemaal bhee durust hona chahiye
              ghalati har insaan se hoti hai aur insaan ghalati se hi seekhta hai

              Comment


              • #8
                Re: hamd-i-baari taalaa

                Originally posted by aquari View Post
                :clap:..bauht hi khobsorat goo k us Zaat ki hamd mumkin nahi...mager app ney apney tur bauht hi khoobsoorat koshish ki haii:)
                baishak aquari ji uss zaat ki hammd bayan say baahir hai bus humari aik adna si koshish thih jo aap ko pasan i jiss k liyee main aap ka bohot mashkoor-u-mamnoon hoon,khush rahiyee thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: hamd-i-baari taalaa

                  Originally posted by zmufti View Post
                  Jazak Allah

                  Mujahid saheb
                  aap ne buhat achche mazameen ka intkhaab kiyya hai
                  daad qabool kijye
                  2-3 ghalatiaN heN
                  pehle misre meN "taskheer-e-kaainaat " likhiye
                  kaainaat-ee taskheer ka matlab hai taskheer ki kaainaat jis ke koi maani nahiN
                  teesray misre meN kamand aap ne chote kaaf se likha hai jabk yeh baRe qaaf se hota hai
                  aaThvaaN misre meN bhee ya to typing ki ghalati hai ya maiN is ka matlab nahiN samajh paayii
                  regards
                  zmufti
                  maiN shayad yeh tabsara na karti magar jab aap shayeri karte heN to urdu ki imla aur tarakeeb ka istemaal bhee durust hona chahiye
                  ghalati har insaan se hoti hai aur insaan ghalati se hi seekhta hai
                  bohot bohot shukria zmufti ji aap ki hosla afzaai aur khaas kar tasheeh k liyee :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: hamd-i-baari taalaa

                    mashallah bohat khoobsoorat hamd hai
                    keep it up
                    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                    Comment

                    Working...
                    X