Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

her giz nahi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • her giz nahi

    imkaan muhabbat sey agar begaaney lagtey hain
    sitaarey toot kar aasman sey sataanay lagtey hain

    muhabat may kisi izhar ki khushbu ho shamil tho
    suraj chand sitaron ko kiun mehkaney lagtey hain

    jahan izhaar ki baarish zamin pe pardney lagti hai
    wahan mehbub dilber ko bohoth tardpaney lagtey hain

    zaalim zamana hai kahain qaabu may rakhna dil
    aur khud garebaan daikhh kar sharmaney lagtey hain

    agar dil thordna chaaho kisi ka waqth nahi laita
    zakham bharney taluk dil ko kai zamaney lagtey hain

    raahon pe wafa key hum chalengey chaltey jaaengey
    teri khaamosh nazron may mujeh bahaney lagtey hain


    rehman mujahid
    Last edited by Mujahid Khan; 13 July 2007, 00:09.

  • #2
    Re: her giz nahi

    bohat nice hay.aap ki ey poem bhi humaysha ki trhan.

    Comment


    • #3
      Re: her giz nahi

      Originally posted by neha_ahmad View Post
      bohat nice hay.aap ki ey poem bhi humaysha ki trhan.
      bohoth shukria hosla afzaai k liye:rose

      Comment


      • #4
        Re: her giz nahi

        Originally posted by sensible View Post
        imkaan muhabbat sey agar begaaney lagtey hain
        sitaarey toot kar aasman sey deewaaney lagtey hain

        muhabat may kisi izhar ki khushbu ho shamil tho
        suraj chand sitaron ko kiun mehkaney lagtey hain

        jahan izhaar ki baarish zamin pe pardney lagti hai
        wahan mehbub dilber ko bohoth tardpaney lagtey hain

        zaalim zamana hai kahain qaabu may rakhna dil
        aur khud garebaan daikhh kar sharmaney lagtey hain

        agar dil thordna chaaho kisi ka waqth nahi laita
        zakham bharney taluk dil ko kai zamaney lagtey hain

        raahon pe wafa key hum chalengey chaltey jaaengey
        teri khaamosh nazron may mujeh bahaney lagtey hain


        rehman mujahid

        buhat khoobsorat andaz-e-byaan....:rose :) :masha

        Comment


        • #5
          Re: her giz nahi

          Originally posted by ahsaas View Post
          buhat khoobsorat andaz-e-byaan....:rose :) :masha
          bohoth shukria muskan hosla afzaai k liye

          Comment

          Working...