imkaan muhabbat sey agar begaaney lagtey hain
sitaarey toot kar aasman sey sataanay lagtey hain
muhabat may kisi izhar ki khushbu ho shamil tho
suraj chand sitaron ko kiun mehkaney lagtey hain
jahan izhaar ki baarish zamin pe pardney lagti hai
wahan mehbub dilber ko bohoth tardpaney lagtey hain
zaalim zamana hai kahain qaabu may rakhna dil
aur khud garebaan daikhh kar sharmaney lagtey hain
agar dil thordna chaaho kisi ka waqth nahi laita
zakham bharney taluk dil ko kai zamaney lagtey hain
raahon pe wafa key hum chalengey chaltey jaaengey
teri khaamosh nazron may mujeh bahaney lagtey hain
rehman mujahid

Comment