Nadamat
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Nadamat
Collapse
X
-
Re: Nadamat
Assalam-0-Alaikom:rose
Masood aisay bay wafa ko samandar mein ba do......
kar guzrain bhaya.....:em:
Comment
-
-
Re: Nadamat
aap ki saari ghazal kamal ki hai,bus zara akhri sher mey aap ney jaldbaazi kar key webside per feed kar dia hai,bahar haal agar aap bura naa maanen tho agar yeh sher aisa ho jaae tho kesa lageyga,
aapka sher,
tujh sey chheenleen hain jiss ne tamam ter khushian
masood aisey bewafa ko samandar mey baha dho
my suggestion,
masud sey chheenleen hain jiss ne tamam ter khushian
uss bewafa ko khush rehna bhi koi sikhha dho
suggestion key liye muaafi chahta hun,keep writingLast edited by Mujahid Khan; 28 March 2007, 22:58.
Comment
-
Re: Nadamat
well....boht achha likha hay aap nay:thmbup:
aur ik baat jis par taqreeban sab nay etraaz kiya hay...last line:mm:
"Masood aysay baywafa ko samander mien baha do":)
well alfaaz sakht zaroor hien magar mujhay achhay lagay......:lpop:
baat sirf sooch ki hay...aur yahan baat kissi ko personally bahaanay ki nhi hay...ussay zehn say utaarnay ki hay......
Comment
-
Re: Nadamat
Masood bhai
zerqa sahiba sahih keh rehi haiN derasal baray sakht mood maiN likhi gai yeh tehreer hay --- is ka aghaz hi karri saza say hay
jazboN maiN itni shiddet wehshat ki allamat hay
baharhaal kawish yuN achi hay keh jazboN ka juN ka tuN izhar ker dia hay
Regards
sohail malik
Comment
Comment