Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Nadamat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Nadamat

    Nadamat
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Nadamat

    Masood aesa bewafa ko samandar mai baha do ..
    wah nice Masood bro .boht umdah poetry

    Comment


    • #3
      Re: Nadamat

      Assalam-0-Alaikom:rose
      Masood aisay bay wafa ko samandar mein ba do......
      kar guzrain bhaya.....:em:

      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: Nadamat

        masood saheb
        aakhri line buhat sakht hai
        iss ka kuch mutbadal sochiye

        Comment


        • #5
          Re: Nadamat

          Originally posted by zmufti View Post
          masood saheb
          aakhri line buhat sakht hai
          iss ka kuch mutbadal sochiye
          Zaroor Zarqa magar sakht kis maano mein?
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Nadamat

            maslan ..
            io k ... masood aysay baywafa ko tum bhi bhula do
            ye phir
            masood aysay baywafa ko tum se bhula do
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: Nadamat

              Ghalti moaaf kee jay...................................


              jo ghalti tasleem kar lain wo to Azeem hu jata hay

              Comment


              • #8
                Re: Nadamat

                aap ki saari ghazal kamal ki hai,bus zara akhri sher mey aap ney jaldbaazi kar key webside per feed kar dia hai,bahar haal agar aap bura naa maanen tho agar yeh sher aisa ho jaae tho kesa lageyga,

                aapka sher,
                tujh sey chheenleen hain jiss ne tamam ter khushian
                masood aisey bewafa ko samandar mey baha dho

                my suggestion,
                masud sey chheenleen hain jiss ne tamam ter khushian
                uss bewafa ko khush rehna bhi koi sikhha dho

                suggestion key liye muaafi chahta hun,keep writing
                Last edited by Mujahid Khan; 28 March 2007, 22:58.

                Comment


                • #9
                  Re: Nadamat

                  well....boht achha likha hay aap nay:thmbup:

                  aur ik baat jis par taqreeban sab nay etraaz kiya hay...last line:mm:

                  "Masood aysay baywafa ko samander mien baha do":)

                  well alfaaz sakht zaroor hien magar mujhay achhay lagay......:lpop:

                  baat sirf sooch ki hay...aur yahan baat kissi ko personally bahaanay ki nhi hay...ussay zehn say utaarnay ki hay......

                  Comment


                  • #10
                    Re: Nadamat

                    wah masood jee wah...teesra sher dil mein utar gaya..daad pesh hai...

                    Comment


                    • #11
                      Re: Nadamat

                      Masood bhai

                      zerqa sahiba sahih keh rehi haiN derasal baray sakht mood maiN likhi gai yeh tehreer hay --- is ka aghaz hi karri saza say hay

                      jazboN maiN itni shiddet wehshat ki allamat hay

                      baharhaal kawish yuN achi hay keh jazboN ka juN ka tuN izhar ker dia hay

                      Regards
                      sohail malik

                      Comment


                      • #12
                        Re: Nadamat

                        Originally posted by Masood View Post
                        Nadamat

                        Zabardast Masood Jee ...Kia baat hai ...Buhat khoob......


                        Ab aisi Koi Khushi Iss Dil ka Nagar ko Bukhsho
                        Jab Jal Othay Muqaddar tu Andhiyun!! Hawa DOU
                        Last edited by Gul; 5 April 2007, 21:25.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Nadamat

                          bara jarihaana andaz -e- bayaan hai

                          wesai nice
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Nadamat

                            bauht khoobb
                            aisey be wafa ko samaunder main baha do...
                            jo bewafai kareyy ussey sirf waqt k samunder main choor doo ..yehi bauht barii saza hogii us k liyaa

                            Comment


                            • #15
                              Re: Nadamat

                              Originally posted by Masood View Post
                              Nadamat
                              :insha:
                              nice sharing:rose
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X