Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Umeed

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Umeed

    Phir wohi teen-age ka kalaam share karta hoon:

    Umeed


    samaan raas na aaya hai, taqdeer ko meri eid ka
    dil mein ik phool khil utha hai ab umeed ka

    juda taqdeer ney ham ko kar hi diya hai to kya huwa?
    aaey ga inshaAllah ik din lamhaa teri deed ka

    tum aao to mehfil-e-dil sajjey, shama-e-muhabbat afroz ho
    mil baithein deewaney do, mazzah aaey guft-o-shuneed ka


    bin tere hain pheekey sab rang qos-e-qazah key bhi
    bin tere hai shab-e-yalda yeh ujala eid ka

    dor-e-muhabbat mein har sitam mehboob ka pyara lagta hai
    Khuda haami-o-naasir ho Masood tujh yazeed ka
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Umeed

    wah Masood bhai bohat acha likha hai aapne thnx :rose 2nd and last shaer is gr8 yarrrrrrrrr wah
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Umeed

      Buhat khoob :rose


      khush rahyeah :)
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #4
        Re: Umeed

        dor-e-muhabbat mein har sitam mehboob ka pyara lagta hai


        Buhut zabardast baat kahi aap ne :rose
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Umeed

          juda taqdeer ney ham ko kar hi diya hai to kya huwa?
          aaey ga inshaAllah ik din lamhaa teri deed ka



          bohat he zabardast :rose

          Comment


          • #6
            Re: Umeed

            bohat hi achi likhi hai........ keep writing .... "juda taqdeer ne ham ko ker hi dia...."
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • #7
              Re: Umeed

              topic ki tarah buhat khoobsorat nazm hai:)

              per shab-e-yaldaa kia hoota hai?:cc:

              Comment


              • #8
                Re: Umeed

                very niiiice

                Comment

                Working...
                X