Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zakhm Huwey Hain Taazah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zakhm Huwey Hain Taazah

    Ahmed Faraz ji merey pasandeedah shair hain. Unki aik ghazal ka misrah hai "bahar ki hai" yeh mujhey bohat achha laga to dil chaha keh khud kuchh kavish ki jaey is per. To aik ghazal likhi hai - pesh-e-khidmat hai:


    Zakhm Huwey Hain Tazah

    Zakhm huwey hain taazah key ibtida bahar ki hai
    aey dil zabt karna! yeh saza bahar ki hai

    aey naseem-e-sehar! jao jo unkey nagar, to yeh kehna
    "karab ki aahoun mein dhali wafa bahar ki hai

    hijjar ka badil hai chhaya, shaam-e-gham kathin
    dil ney tujh ko pukara keh ibtida bahar ki hai"

    kyunker poonchh sakein ge ham, aankhon mein aaey ashk
    keh ashkon sey bheegi hui rida bahar ki hai

    teri mehfil mein aa to jaein, per kaisey aaein ham
    paoun mein hain silasil, to chaak qaba bahar ki hai

    ham to thehrey sehraa-naward, kya kaam hamein shehar sey
    khushi raho, sukhi baso, yeh sadaa bahar ki hai

    Masood shayid hi ho ga koi Faraz sey na-aashna
    "keh aap apna ta'aruf hawa bahar ki hai"
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Zakhm Huwey Hain Taazah

    Wah BUhat khoobsurat :rose


    khush rahyeah :)
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #3
      Re: Zakhm Huwey Hain Taazah

      bohat khooB Maqsoode medan maar lya yar......First sher kamal ka hai zabardast :rose
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Zakhm Huwey Hain Taazah

        Originally posted by Masood



        Zakhm Huwey Hain Tazah



        kyunker poonchh sakein ge ham, aankhon mein aaey ashk
        keh ashkon sey bheegi hui rida bahar ki hai


        teri mehfil mein aa to jaein, per kaisey aaein ham
        paoun mein hain silasil, to chaak qaba bahar ki hai




        As usual :thmbup:
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Zakhm Huwey Hain Taazah

          again beautifuul:)

          Comment


          • #6
            Re: Zakhm Huwey Hain Taazah

            kiyun'ker pounch sakein ge ham,aankhon mein aaey ashk
            keh ashkon sey bheegi hui rida bahar ki hai

            teri mehfil mein aa to jaein, per kaisey aaein ham
            paoun mein hain silasil,to chaak qaba bahar ki hai


            Ta ji umda kalaam.har shair har misra umda.:)
            :roseENIGMA:rose

            Comment


            • #7
              Re: Zakhm Huwey Hain Taazah

              Masood,
              A good attempt.Have u ever tried Nazm?It will give u a chance to explore one line of thought much more clearly,at least initially.
              All of u are going thru,it seem,a good creative mode where as I am having a strong writer's block these days.
              Keep it up
              Brijinder

              Comment


              • #8
                Re: Zakhm Huwey Hain Taazah

                zabardast

                Comment

                Working...
                X